greed sab se zada khatarnaq hai forex me avoid it
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed sab se zada khatarnaq hai forex me avoid it
    greed sab se zada khatarnaq hai forex me avoid it tab hi ap kamyab trader ban sakte hain kiun k forex me bht zada careful ho kar work karna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum greed to forex trading me nuqsan de hey hen lakin aik cheez us sey be nuqsan de hoti hey aur wo hey trader ki needs aur jis trader ki needs pori nahi hoti hen wo is me mujborun risk leta hey aur us ko loss ho jata hey.
    • #3 Collapse

      Sab ko pta ho ga k greed bahut bad hai is say bchna chahiye lekin phir bhi member greed say kam lety hain aur loss utha laty hain is liye bacho
      • #4 Collapse

        g hn g lalach sab se khternak h forex m jo log forex m lalach kerte hn wo kbhi bhi profit earn ni ker skte tab hi hum is m kamyab ho ge or jo log is m lalch kerte hn un k sath hmesga butra hi hota h or wo kbhi acha kaam ni kerte
        • #5 Collapse

          Yes of course that you are say the right. Greedy is the bad in the fore market. We are work in the Forex market with out greedy. We ate good work and regular earning.
          • #6 Collapse

            yes dear forex mein hamein buht c batn ko zehn mein rakh k or samj k trading krni chahiye q k ap ki zara c kotai se ap ko big loss ho sakta hai isi trah greed in mein sare fehrist hai q k yeh best trader ko b big los dey sakti hai
            • #7 Collapse

              dear mai ap ki bat say agree krta hooon,humein chiye k hum log life ki har field mein lalach sy bachy,kbi b lalach nai krey,forex mein tu hum log lalach ka soch b nahi skty yeh itna risky business hai,agr hum forex mein kamyaab hona chahty hian tu humein lalach nai krna chiye,yehi humary liye best hai
              • #8 Collapse

                Dear ap ny bht acchi bat kahi hai or bilkul apki bat sahih hay mein agree karta hun apki bat se ky hmie forex mein trading krty huy greed yani lalach ko avoid krna chahiye or mhnt or sabar se kam krna chahiye na ky lalach se mhnt ko zaya kr dena chahiye.
                • #9 Collapse

                  Yeah you are right....greed is very much harmful in doing trading....by the way if u have enough knowledge for trading than you dont have to be greedy...greed will give you great losss in tradind if you do it so please avoid it
                  • #10 Collapse

                    forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business aisa nahe hay greed kay ellawa or bhe cheezain hain jinko avoid kerna chahyea.
                    • #11 Collapse

                      brother aap na aik useful post ke hain. koi be business hai us mai wo he bande kamyab hote hain jo hard work karte hai aur greed sai avoid karte hain. so is cheez sai avoid karna chahe nothing more..
                      • #12 Collapse

                        ji han dost blkl thk bt ki apny k hmy greed sy bchna chahiay, mai agree krta hun apki bt sy.. achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek choty sy lalach k pechy
                        • #13 Collapse

                          forex main sub se zada khatarnaq chayes greed hona ha main ye mashwara don ga k treading main treader ko greedy maind se kbi b treading nai karni chaye aur is se hameesha avoid hi karna chaye jis se kamyabi bi mutwaqo ha
                          • #14 Collapse

                            g han greed hamary capital k ley bahot hi khatarnak hota hay es ko avoid karna chaye ta k ham trading me greed se bach saken ye bahot hi zarori hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aap ko agar kuch get krna ha forex se to aap ko apne andr se greedness khatam krna pare gi..greedness ne forex me hamesha logon ko nuksaan hi dya ha ..ap apne daily k goals set karaain or un ko achieve krne k bd ap mazeed trading na karain..baki ki trading next day karain bilkul bhi lalach na karain..yeh boht zarori ha..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X