assamu aliukum..kaise hn sub aur kaise ja rahe h sub ki trading. man is forumn pe new hun aur ap sub k sath dosti krna chahti hun ta k hum sub mil k kaam karain aur ache se trading karain. introduce karain sub apne ap ko. mera name amna h aur man new hun yahan.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим