Kamyabi hasil karne ke liye emotion ko control karna hamare liye bahut hi zaruri hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi hasil karne ke liye emotion ko control karna hamare liye bahut hi zaruri hai.
    Forex mein achi trading ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex trading mein jitna ho sake hamen apne emotional mind ke sath trading nahin karni chahie jiski wajah se forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi hasil karne ke liye emotion ko control karna hamare liye bahut hi zaruri

    Ji han bilkul theek hai ki kamyabi ke liye Hamen apni motion per Kabu Rakhna chahie aur Hamen Jyada Se Jyada kam karna chahie aur Jyada Se Jyada profit Hasil karna chahie isliye Hamen chahie Hamen Delhi ka kam Delhi karna chahie aur Delhi ka kam karne se main Achcha profit outfit Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi hasil karne ke liye emotion ko control karna hamare liye bahut hi zaruri

      Ji bilkul aapane theek kaha hai kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham Apne emotional ko control mein rakhen agar Ham emotional hokar kam Karenge To Ham Sahi tarike Se Kam Nahin kar Payenge isliye Hamen chahie ki ham Sabar aur aaram se apne kam ko Karen Taki Ham acchi se acchi kamyabi payen Agar Hamen Apne kam Mein loss Ho Jaaye To Hamen confuse Nahin Hona chahie balke Apne kam ko Sahi karne ki koshish Karni chahie aur Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi hasil karne ke liye emotion ko control karna hamare liye bahut hi zaruri

        emotions ko control karna buhat hi zarori hai aghar ham mehnat se kaam karte hain to ham kameyab ho sakte hain aur ham earn kar sakte hain hmain is mein mehnat se kaam karna hai agar ham demo pe kaam karte hain to hmain is mein buhat hi acha knowledge mile ga lekin hmain is mein knowledge practice se mile ga agar ham ne is ko serious nahi liya to hmain loss ho ga aur ham kameyab nahi ho saken ge

        اب آن لائن

        Working...
        X