Dear main yah sochta ho k forex aik risky kam hai or ham is se boaht sa earn b kar sakty hai or ham bohat sa loss b kar skty hai . to is waja se forex main trading karna bohat tough hota hai . to kia har banda jo foreox main trading karta hai wo is se darta hai. jahan tak mery bat hai k main forex main trading karny se darta zaroor ho per yah nahe k main forex k trading ko chore doo. no doubt forex ki trading se ham ko loss hota hai per mujhy to nazar ata hai k us main mery mistake hoty hai. yani baz okat aisa ho jata hai k main forex per fully dhyan nahe da sakta or at the end yah hota hai k ham ko loss a jata hai is lai ham ko forex ko chorny ki nahe agr ham ko loss a jata hai to ham ko forex ko zyda se zyda samjhny ki zaroorat hoty hai .or agr ham bahter trade karty hai to yah dar b end ho sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим