stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss
    Dear ham janty hai k forex aik bohat he risky kam hai or is main market ksi b time up and down ja skaty hai or her banday k lai yah b mumkan nahe hai k wo computer k samny baitha rahy to is lai ham ko stop loss and take profit ki option ko use karna ho ga taky ham us negative move se save rah sakain . or agr move hamary favour main a gya hai to hum se apna profit earn kar sakain. mazeed yah bat k hamary lai jitna stop loss and take profit important hai unta hamary lai yah harm full b ho skaty hai agr ham un ko mis use karty hai to . q k yah bat b fact hai k stoploss is a killer for you . yani agr ham stop loss ko theak andaz main nahe lagaty to us se yah hota hai k ham hamary capital end ho jata hai or ham . is lai ham ko stop loss and take proift k theak theak level per set karny ki zaroorat hai. or ham is purpose k lai candle stick ya koi or starategy ko use kar skty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss

    dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar hqam is main chatay hein k ham ko acahy say kamybi hasil ho to is main ham ko mehnat ksat apnay kam ko kartay rahan ho g is main ham ko chye k ham is main jis timer main bhi trade ko open kia karein is main ham ko first of all market ko achay say qassess kr lena chye aor is k bad main ja ker k he ham ko chye k ham is main trae ko open kia kare4in is main ham ko chye k ham is main stop loss ko zaroor add kr k he trade ko jkia karein agar ham is main aisa kia karein gye to ham k account safe rah sakta hay aor ham is main agay ki janib bhi asani k sat ja kr k apnay ap ko is main kamyb ban saktay heuin
    • #3 Collapse

      Re: stop loss

      Dear friend forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k stop loss hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur jo log stop loss ko use nhi kartay unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu account bhi safe rahta hey aur loss ki limit ko kam kar saktay hen jiss ko aasani se recover kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: stop loss

        Stop loss bahut important hai aur Hamen bahut acche saving mil jaati Hai Ham bahut aasani ke sath market Mein apne loss ko minimum rakhte hain aur profit ko maximum rakhte Hain Ki Hamare liye bahut acchi opportunity hai ke Hamen aisi action Mili Hai Is se Ham apne loss ko minimum kar sakte hain minimum karenge To Ham Sab Kuchh kar sakte hain Agar Ham Nahin karenge To Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte stock loss hamesha Jitna aap ka account afford kar sake agar aap aisa Nahin karenge to aapko loss hone ke chances kafi isse jyada honge
        • #5 Collapse

          Re: stop loss

          Dear Forex members aap Logon Ko chahie ki aap log jo hai stop-loss ke istemal course kiya stop-loss ke use Khoya ki Ne Banaya uske upar aap log trust tracking is stop loss of Logon ke liye bahut jyada faydemand hai agar aap log Star Plus ka istemal Nahin karte hue Ki Nahin yakin aap log jo hai vah last Utha sakte hain Meri aap Logon se gujarish hai ki aap log Achcha trade Karen aur acche trade ke liye aap log acche se Achcha kam Karen agar aap log Achcha trade karte hain lekin aap to bahut jyada benefit Kama sakte hain ya just aur just aap Logon ke right hand ka kam hai
          ​Forex is the Best Business of the world!
          • #6 Collapse

            Re: stop loss

            Waisay Loss say bachnay ke liye humain , SL aur TP zaror Lagana chahye. Agar hum kahin Out hon aur MT4 ko check na ker sakain to hamara account wash honay say bach jaye aur trade SL ya TP ko hit kerne per auto close ho jaye
            • #7 Collapse

              Re: stop loss

              Franciscan Jab Hamari trade palasagora Hota Hai To Hamen stop-loss karna chahie Hamen apni trade vah band karna chahie aur dobara Uske rate Ko Jab Dekho ki vah ab ja rahi hai To Nahin Se Usko open Karen sake Hamen jhulas wo uski recovery ho jaaye isliye Hamen chahie karna chahie top karna chahie loss ko
              • #8 Collapse

                Re: stop loss

                Jo new log hai aur purany bhi forex mai to onko trade letybwaqt he stoploss laga lena chahiye agar woh takeprofit nahi bhi lagty to khair hai manual profit mai close kr skty hain lekinn joan loss mai trade jati hai to hum nahi kar paty aur isko hold rakhty ahin.yeh humein manual close mai madad krtinhai
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss

                  Stop lose ap ki trades main boat zrori hota hain is ko use kar k ap apna loss minimize kar sakty hain or apni trades ko zada loss main jany say rok sakty hain is liy ap ko chaye k apni trades main stop lose use karna adat bnay or is bat ka b khyal rakein k apny stop lose ko zada close na kiya karein ku k zada close stop lose use karny say ap ny notes kia ho ga k jab ap ki trade zada close stop lose hony ki waja say hit ho jati hay or per trade ap k favor main chali jati hai is liy ao ko apni trades main zxada close stop lose nahi lgana chaye or ap ko stoplose b must use karna chaye ku k jab ap aisa karty hain toh ap ka account b secure rhta hai.
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss

                    Dear friends stop loss trading ka ek bahut hi n-element hai jo aapko last hone se a bacha Ta Hai isko aap is tarike se select kar sakte hain ki Jab Bhi aap trade lagaen Tu to take profit lazmi select Karen Aisa Na Hoke aap ki trad Profet mein jakar Wapas a Jaaye aur aapane TP Na Lagaya Ho to aap ko nuksan ho jaega aur ISI Tarah aap stop loss Jarur select Karen Kyunki Aisa Na Ho ki trade bahut hi jyada loss Mein Chali Jaaye aur aapka account vah so Jaaye to yah donon chijen trading ke liye bahut hi important hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X