Salam Members, Scalping forex trading me kya hoti hai. Scalping aik aisi trade krne ki type hai js me hum km se km wqt me zada profit generate kr skty hain. Iss k liye humein trade ko zada der tk hold ni krna prta. Bs trade open kr k barri lot size le k thory wqt me bara profit le k trade ko close krne k amal ko scalping kehty hain. Scalping me humein trade ko hold ni krna prta bs thory se wqt me zada profit lia ja skta hai. Ye kch hadd tk risky bhi ho skti hai . Obviously jahan iss k faidy hain whn nuqsan bhi hain. Humein scalping krne se pehly money management krna bht zruri hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим