Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.
    Forex mein achi trading ke liye trading se pahle market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie aur is tarah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading main market ke ache analysis ki wajah se hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex mein hamara bonus account wash hone se bach jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

    Forex Trading me market k hamawale se apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Jatane zaida mahnat arr lagan saa kaam karta han kamyabi zaroor hassal hoti haaTrading se pahle market ko achi tarah analyse karen.
    • #3 Collapse

      Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

      dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn achhi trading krnay k liay apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik achhi trh trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

        ji han analyse market main profit hasil karne ke lye bhot zrori hai hamain forex business main acha kaam karna chahyte hain our trading karne ke lye hamain forex business main market ko analyse karna bhot zrori hai our hamare pass analyse karne ke lye skills honi chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

          G han forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar achay analysis pe hota hey iss liay pahlay seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur phir trade lagatay waqt market trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen aur bagher analysis k trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen
          • #6 Collapse

            Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

            Trading karne se pahlay market ko dekhna samjhna aur analysis karna zaroori hota hai agr market ko samjh kar analysis kar kay trading kartay han tu hi achi trading kar kay achi earning kar saktay han aur agr market ki movement ko samjh nahin saktay aur analysis nahin kar saktay tu aur analysis achy nahin tu trading nahin karni cahaiye
            • #7 Collapse

              Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

              Assalam o Alikum,


              G han bikul agr hum chty hein k hmein trade lagany kbad profit ho to hmein cheaye k hum forex trading sa phly market analysis lazmi lazmi krein tbi hmein n Pata cly ga kes wqt kon sy pair prr trade asaan h
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading se pahle market ko achi tarah analyse karen.

                forex trading me marketplace okay hamawale se apki baat bulkul thek hai ok forex trading me buying and selling se pahle marketplace ko achi tarah analyse karen. market information pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. market information hi aksar awqat hamare evaluation ko nakam banati hai. Is ki waja se forex buying and selling me bohut zyada taghayur peda hota hai. foreign exchange buying and selling okay commodities to sare ka sara market news ok zere asar hota hai. Aur is me marketplace me changing ki waja se bohut values apni role tabdeel kar deti hai. Agar marketplace information okay sath hamare evaluation bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara goal bohutvjald reap ho jate chicken. Jatane zaida mahnat arr lagan saa kaam karta han kamyabi zaroor hassal hoti haaTrading se pahle marketplace ko achi tarah examine karen.

                اب آن لائن

                Working...
                X