Forex Trading me analysis se hi asal munafa ya kamyaabi hasil hoti hai aur is ka bohut ziada effects hote hn hamare trading me. Analysis me knowledge ka hona bohut hi ziada zarori hai. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Jatane zaida mahnat arr lagan saa kaam karta han kamyabi zaroor hassal hoti haa. Forex ko time da kay knowledge or income zyda krin. stop loss aur take profit ka use her trade per kerna chaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим