kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .
    Aslam-o-alikum dear forex member forex mein agar hum ya sochty hain keh hum es mein kmayab ho jaye to humein chahiye keh hum kmayab hony ka sochny ky ilawa kamyab hony ky liye mehnat karne chahiye aksar wo log nakam hoty hain jo just sochty hain magar karty hain hy es liye humein action taker zayada hona chahiye aur sochna c=kum chahiye tabhe hum mehnat kar ky kmayab hoty hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .

    ji bilkul kabhi bhi sochne se kamyabi Hasil Nahin ho sakti Chahe vah Duniya ka koi bhi business ho aur ISI Tarah forum hai agar Ham forum pay sirf Milte Rahenge to Fir Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Humko chahie ki Ham kamyabi Hasil karne ke liye mehnat Karen aur practically Ham Kamyab ho kar dikhayen..
    • #3 Collapse

      Re: kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .

      G han dear friend police study Mein kamjor hone ke liye for Jyada minut ki jarurat hoti hai kya tujhe Itni Jyada mehnat Karenge itna hi Forex trading se aapko investment aur income Hogi isliye koshish karen ke Forex trading main sirf sochne ki had Tak Kabhi Na Karen Bal ke mehnat Karen jitne Jyada Forex trading Mein mehnat Karenge Itna Jyada Kamyab Honge isiliye sirf soche mat Palke practically minut Karen Kyunki practically minut Karenge to Abhi aapko Forex trading mein kamyabi ho gai aur aapko Achcha profit bhi tabhi Hoga thanks
      • #4 Collapse

        Re: kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .

        dear aapane agar forex market mein kamyab hona hai to aapko is market mein hard work karna hoga uske bad aap is market mein achcha result aanchal kar sakte hain Jo tradus market mein soch samajh Kar kam kar rahi hote hain unko is market mein achcha profit Milana start ho jata hai aapko is market mein apna Kam karne ke liye target set karna hoga aur uske liye hath se aapko is market mein mehnat karni hogi Jo trader is market mein din raat mein naat karte hain aur is market mein sirf acchi trades open karte hain unko kamyabi mil jaati hai aapko is market mein kamyab hone ke liye hard work karna hoga tab wapas market mein apna target aasani se achieve kar sakte hain agar bhai sahab kuchh market mein nuksan ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .

          je han belkul ager ham log forex mein kamyaaby hasell karna chahtay hein t hamen sochna ni chihay balkeh hamen mehnaat say kaam karna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat say or ache learning kay sath kam karen gay ham log forex say otni he ace earning hasell kar saken gay trader ko chihay keh khoob mehnaat say or zyada say zyada ache learning kay sath kaam krta rahay to he ham log unlimited earning hasell kar saken ay hamen apnay knowledge barhana chihay jetna acha knowledge hi ga ham logon ka kaam bhe otna acha ho ga or earning bhe otni he ache ho ge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: kamyab hony ka sochu nahin balkeh kamyab hony ky liye mehnat karo .

            Assalamu alaikum ummid karta hun commando khairiyat se honge aur aaj ka jo hamara question hai vah hai kamyabi ke liye hamen sochana nahin balki mehnat karni chahie ji bilkul kamyabi ka Raj mehnat mein hai na ke soch mein kuchh log hote hain kamyabi hasil karne ke liye soch vichar mein lag jaate Hain ya bilkul galat hai agar Ham chahte Hain ki Ham kamyab Ho jaaye to hamen sochana nahin balki mehnat karni chahie jyada se jyada agar hamen naat karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge soch se sirf time waste hota hai iske alava Koi fayda nahin hota fayda sirf mehnat mein hai isliye jyada se jyada main Na Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X