forex me learning ki kitni importance hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me learning ki kitni importance hai ???
    my dear friends forex me learning ki kitni importance hai ??? plz share your opinion im waiting for your answers :confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me learning buhot hi important kyun k agar bina learn k hum koi mistake karinge tou hum phir dubara wo mistake kar sakte hain is liye khum ne learn hi nahi kia hoga ... mistake say bachne k liye learning kafi zaruri hai.......
    • #3 Collapse

      g han forex mein learning ki bhot importance hai gar hum jitni zaida learning kary gy humy forex par kam karny or samjhny meinasani ho gi forex ki laerning karny sy humari knowledge improve hoti hai or hum acha kam kar sakty hai
      • #4 Collapse

        Assalam o Alaikum. Je han forex me learning ki kitni importance hai. hum learning kar kay behtar kam kar sakty hein. learning is liye bhi importance hai keh forex forum par acha kam kia jay aur is say ziada paisa kamaya ja saky.
        • #5 Collapse

          dear forex trading business main sab se zyada importance learning ki he to hai ager hum log learning nai kery gai to yah na mumkin hai k hum iss platform per kamyab ho paye gain iss leya hume sab se zyada learning per dehan dana chahiya aur iss k leya jitni ho seke utni hard working kerni cahhiya :)
          • #6 Collapse

            meray bhai forex mai learning bohat he important hai agr hum forex mai success hona chatay hain to is k leyah hamay learning karni chaheyah.
            • #7 Collapse

              My dear brother assalam,o,alaikum forex mai learning ki bhot hi importance hai is k bina hm na hi trade krskte hain aur na hi aur kuch
              • #8 Collapse

                Forex learning itni zarori he aik trader k liye jitni k zinda rehny k liye khana khana wo is liye k agar ap loog is me learning ni kren ge to ap ko isme achi earning ni ho saky gi and ap is me loss ker bethen ge
                • #9 Collapse

                  my dear brother learning ki forex man boht aamiat ha learning say hi hum forex man kayabi hasil ker sakitay han aur learning ka lia hum ko hard working ki zaroorat hoty ha .....
                  • #10 Collapse

                    Forex main sab say ziada importance learning ki hai agar apki learning strong hogi to hi ap kuch gain kar sakain gay warna just loss hi apko face karna parta hai isliyay pehlay learning pur zor dain.
                    • #11 Collapse

                      Forex main learning utni hi zarori hai jitna us ko money kamnye ka lalch is forex ko bhi isi traha lalch kar k sekhna nq chahye is aik tu app ko forex trading ka pta chalta hai aur is ko lewrning karne money ka loss bhi kam ho jata hai aur profit ratio gain ho jata hai loss k daar bhi nahi hota
                      • #12 Collapse

                        janab Forex trading k iss business main learning ki buhat zada importance hae kynk hum jitni zada learning karenge humiss business se utni he achii earnings kar sakenge.. kynk yeh ek esaa business hae jahan hum leraning k bina kabhi successful nahin ho sakktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading mai learning ki bohat zyada importance hai Q k jitni der tk trader trading ki proper learning nhi krta usay smjta nhi hai utni der tk trader ko trading ki importance ka pta nhi chlta or na hi trading ki msj ati hai jo k 1 successful or expert trader bnnay k liye bohat zyada zroori hota hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Dear is business me hmeshah achi learning se hi kam krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen hmeshah achi learning se hi hmeshah achi earning hoti ha or is business me hm success b asani se tb hi is business me hasil kr skaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achi learning se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me achi learning se hi kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hai nis iliye hmen chahe k hm achi learning se hi kam kreen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X