Loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay

    Han gg bilkul loss ho ya profit hamy sabar se kam.karna ho ga or emotions ko controll ma rekh ka kam krna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay

      Feelings profit aur loss mai aik jesi he honi chaiye. Agar profit ya loss mai feeling aik jaisi nahi hongi tou uss say ghaltiaa hoti hain aur Forex mai ghaltioo say seedha seedha loss hota hai. Pehlay say he loss mai zaida izafa hojata hai. Her trader ko koshish kerni chaiye kay profit ho ya loss ho tou uss kay baad new trade open kernay say pehlay kuch dair wait ker lia Karey iss tarah feelings pay control rehta hai. Kabhi bhi aik trade ko close kernay kay baad Dusri trade jaldi open nahi kerni chaiye kiyu kay jaldi mai bhi bohat loss ho jata hai. Forex trading kay liye bohat practice ki zarurat hoti hai jo demo trading say milti hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay

        Dhkien dear hm jb v koi kam krty hai us mein hmein 2 trha k halat ko achy r sbr k 7 face krna hota koi v kam ho js trha ka v kam ho hmein loss v Hoga r profit v q k y to business ka hisa hoty hai agr hmein loss ho ra hai to kbi v mayos ni hona chye bl k dhkna chye k hm kha mistake kr ray apni mistake ko drust krny ke koshish krni chye ta k dobara sai loss na ho r forum Forex trading mein to hm jitna zyada knowledge rkhy gai jitna zyada chez learn kry gai utna he zyada hmein profit r bonus milen ga lakin loss hony ke surat mein himat ni harni apny kam pai daity rhna hai.....r y he 1 kamyab insan ke nishani hai..

        اب آن لائن

        Working...
        X