ap ne apni pehli income se kiya kiya ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap ne apni pehli income se kiya kiya ??
    ap ne apni pehli income se kiya kiya ?? i mean jo forex se earning ki thi pehli us se plz share about it dear friends :):rolleyes:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humain tou filhal kuch nahi mila hai magar pehla income milte hai kuch kherat karna chahye take humare business me barkat aye ........ or sab say pehlay income jo posting say milta hai wo tou invest hoja ta hai,.............
    • #3 Collapse

      Forex is a easy business. But earning is not so easy.I earn at first 8 dollar from insta forex. At first i withdraw 5$ from insta forex company.
      • #4 Collapse

        I am new here brother abhi tak to mujy earning nahi mili koi abhi to me bas learning k marhaly me hun seekhny k baad business karna hy inshallah jab b earning hogi to sab se pehly kisi gareeb ki help karni hai bas Allah madad kary
        • #5 Collapse

          bhai jub mujhay trading se pehli income hui the menay us me se kuch hissa Allah kay naam pe kherat me dya tha bulkay humien chaye apnay monthly profit me se kuch returns Allah ka naam per dya kerien
          • #6 Collapse

            meri first income to just 20$$ thi , q k na mujhy trading ka kuch pata tha or na hi market ka , me ny us amount ko wapis invest kr dya tha apny trades me .
            • #7 Collapse

              assalm o alikum bahi jan main to abi is kam ko seekeh raha hon janb main is kam main abi naya hon janb maney abi idhar sey koi income nahi li janb mujey buhta kam arsa howa hai is kam ko join keay janb
              • #8 Collapse

                my dear me forex me abhi new hun aur abhi mene iss business se kuch earn nahi kiya abhi tu mera 2nd month hai but me mehnat kar raha hun jald hi success bhi hasil kar lon ga insha ALLAH.
                • #9 Collapse

                  My dear friends abi to main demo account main practice kar raha hon. or main ne abi real trading start nai ki ha. is liye main ne abi koi income nai ki. but jab main real account main 1st income karon ga to zaror share karon ga.
                  • #10 Collapse

                    To read this article in English please click here

                    Sabka koi na koi din kharab jata hai aur uss time bas naukri chhordne ka mann karta hai. aur kuchh log bahut baar aise time se guzarte hain jab unhein feel hota hai ki bas ab nahin. Par aap ko kaise pata chalega ki aap sahi kar rahe hain? Apne emotions mein beh jana bahut asaan hota hai. Aap ka naukri join karna ka bhi koi reason hoga. Ye ek serious decision hai, aur ye aapki life ko affect kar sakta hai. Kisi ko bhi ise lightly nahin lena chahiye. Isliye koi bhi step lene se pehle khud se ye sawaal karein aur pata karein ki aapka decision sahi hai ya nahin.
                    • #11 Collapse

                      main ny pehli income sy dosto ko party b d thee. . .is k ilawa apni zaroorat kee ashiya pay khrch kee thee raqam. . . .or ghr walo ko b diye thy paisy . . .
                      • #12 Collapse

                        Humen to abhi pehli income mili hi nhi jab mile gi to phir share kren ge
                        • #13 Collapse

                          meri trading me pehi income 9$ thi or us k me ny frnds ko treet di thi or us k bad jo earning us ko me ny apni zaroriyat k lye istemal kiya tha
                          • #14 Collapse

                            you have to work hard in demo account and improve your skills and keep close eye on market that way your confidence will built and you will be able to regaain your heart and will be able to work in real account without any fear of lossing money again.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai banda income se kia kar sakta he juwa to khelna nahi hota zahir he apni zaroriat pe kharch kia kuch apni kuch ghar ki zarorat us pe kharch kia but abhi bhi income kam he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X