money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    aslam o alukum
    dear friend money management kya howty hay is per kassy kam kya jatta hay or hum is ko forex may kassy apply kerty han is ka humay kya fida howta hay please dosto mjay is kay bary may batyan
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    money management kon kon say traqo say ke jaty hay is may percentage howty hay or forex may jo log money managment kerty han un ka is kay barry may experiss howta hay or please money management kay kya rool howtay han ////
       
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum dunia ka koi be business ho chahey wo chota ho ya bara jab tak ap us me money management achi nahi kartey hen aur us me achi planning nahi kartey hen tab tak ap acha earn nai kar saktey hen.
      • #4 Collapse

        aslam dear friend app mujay yeh batt btan kay may ager ksey topiq kay bary may aik zyada post kro to kya mara accoun band to nhi ker dya ja a ga app say mujay kuch tips cheay posting kay hwalay say app nay 4097 post kasy ke
         
        • #5 Collapse

          money management forex trading main aik aisa kaam hai jis nain isay sahi tera say manage ker liyah wohi aik kamyab trader hai.
          • #6 Collapse

            yes money management forex mein ak aham pehlo aur ahmiyat k hamil hain q k agar app aik kamyab trader banna chahty hain too apko investment rules and trading ko ache tarha seekhny hongy tab hi kamyabi milagi.
            • #7 Collapse

              money management ye hai k apne capital ke lehaaz se lot ko choose kia jaae aor phir trade open ki jaae
              • #8 Collapse

                Aslam o alikum ..ma new user hon our new user ki nisbat se muje trading k bary mai btaya jaya.k tradng kese hoti ha our trading mai loss hota ha ya profit.our tradng k rules kia hen.
                • #9 Collapse

                  Forex trading market main kamyab trader wo ha jo forex market main money management karna janta ha. jis forex traders ko money management karna ata ha wo forex main kabi na kam nai hota.
                  • #10 Collapse

                    Dear forex mai money management bht zarori hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty yeh kasm bht risky hai hmy chahiyeh mehnst kry zaida dy zaida bht e kamyabi sy hum esy kr skty srif mehnat ki waja sy
                    • #11 Collapse

                      My dear friends forex trading business main forex traders ko forex main profit earn karne ke liye money management ki practice zaror karni chahiye. kiyun ke jis ko money management karna ata ha wo forex main profit earn kar lete hain.
                      • #12 Collapse

                        Assalam o Alaekum mery pyary bhai jaan kia haal hain ap kay ? trading axhi chal rhi hai ? Money management bhot zruri ha q k is k bina ap ko loss hony ka ziada khadsha hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Yes of course that hat the money management is good and we are learn it and under stand the money management. So that we are perform the good work and we are successful.
                          • #14 Collapse

                            listen brother according to my knowledge money management account ke capital ko increase karne ko kehte he, ab for example apne forex business me trade 100$ ke capital se kari aur apne trade kar ke apna capital 150$ tak kar leye menas ke apne apni money ko management kar leye he, money management aur risk management boht he zeyda important he forex me..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              assalamu alaikum dear mere khayal me money managment apne amount yani ke capital ko kiss tarha save rakh kar business kar na hi is hi ko money mangment kehtee hai keyo ke bena loss ke ham ko is capital see profit bhi earning kar na hote hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X