Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq ha?
    Friends mera sawal ye hai k forex market or virtual market ma kiya difference hai. Kiy ham forex market ko virtual market keh sakty hain? Es bary ma agr kisi senior k pass kio knowledge ho to please share karyn ta k mere help ho jae. But senior sy request hai k accurate knowledge he share karyn kiu k bhot sary asy member hai jo serf mafrozat par he discussion karty hain. Kio agr correct knowledge share kary ga to mere sath sath sb ka faida hi jae ga. Please comment??
    Last edited by ; 27-08-2020, 02:29 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

    Sab say pehlay to es faraq ko jananay kay liay k Forex trading market virtual hay ya nahi Forex trading market kay baray main janana bohat zarori hay kun k agar ham Forex trading market kay baray main nahi janay gay to Forex market ko understand karna bohat ziada mushkil ho jata hay kun k koi bhi aisa trader jo Forex trading say earning karna chahta hay to usay pehlay Forex trading ka knowledge hasil karna chahiay aor knowledge kay sath sath Forex market kay baray main bhi knowledge hasil karna chahiay agar Forex trading market kay baray main knowledge nahi ho ga to koi bhi trade thek taran say open and close nahi ho gi.
    Forex Trading Market: Forex trading market kay baray main jananay say pehlay ham ko yeh janana bhi bohat zarori hay k Forex trading kia hay Forex trading aik aisa online business hay jis main kisi aik currency ko kisi dosri currency kay badlay main Buy ya Sell kia jata hay yehni ghair mulki currencies ki khareed-o-frokhat ko Forex trading kehtay hain aor jis market main currencies ki trading hoti hay osay Forex trading market kehtay hain jo k online international trading market hay jis ka koi khas office nahi hay just online market hay.
    Size Of The Forex Trading Market:
    Forex trading market world ki sab say big market hay jis main daily taqreeban 5.3 trillion dollars ki trading hoti hay jo k world ki tamam big stock exchange markets ki trading say kahi ziada hay.
    Click image for larger version

Name:	Size of Forex Market.jpg
Views:	1
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12330403
    Working Timing Of Forex Trading Market:

    Forex trading market 24 hours open rehti hay saway Saturday and Sunday kay elawa baqi tamam days open rehti hay Forex trading market main anay time any place pay trader entry kar sakta hay yehni trades open and close kar sakta hay es kay liay just Computer/Laptop ya Android Mobile aor internet connection ki zarorat hoti hay.
    Market Sessions:
    Forex trading market ko Four(4) big markets main devoid kia gia hay jin ko sessions bhi kaha jata hay en sessions main darj zail market sessions shamil hain.1: Tokyo Market
    2: London Market
    3: Sydney Market
    4: New York Market

    Click image for larger version

Name:	Market sessions.jpg
Views:	1
Size:	197.7 کلوبائٹ
ID:	12330404

    Time Table Of Forex Trading Market: Har session ka opning and closing time mukhtalif hota hay jis main agar pehla session close ho raha hota hay to dosra open esi taran agar dosra close ho raha hota hay to tesra open aor jab tesra close ho raha hota hay to chota open aor akhir main jab chota close ho raha hota hay to pehla open ho raha hota hay es taran 24 hours market open rehti hay market kay opening and closing time table ko darj zail chart say understand kia ja sakta hay.
    Click image for larger version

Name:	Market opening and closing time table.jpg
Views:	1
Size:	516.7 کلوبائٹ
ID:	12330405
    Forex trading market Virtual hay?
    Es sari detail say yeh baat sabit hoti hay k World ki others tamam trading market aik khas time main open and close hoti hain aor aik makhsoos and short time main open rehti hain aor en kay kisi na kisi jagah office bhi hotay hain aor en main ziada tar manual trading bhi hoti hay lakin Forex market en sab say bohat ziada mukhtalif hay es main na to manual trading hoti hay bal k es main digital trading hoti hay aor yeh online international market hay jo k 24 hours open rehti hay es ka koi khas office nahi hay es liay mairay khial main to easy virtual kaha ja sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

      Ji han Dear aapane bilkul theek ka hai ky forex market 1 virtual market hai ya nahin Mere Khyal se forex market visual market Hai Kyunki ismein Hamen time ki koi pabandi nahin Saturday Sunday ke alava ham Charon Din trade kar sakte hain Aur Din Raat kar sakte hain market ki koi opening aur koi closing ka time nahin hai Friday ko market close hoti hai aur Saturday Sunday close rahti hai Monday ki Subah ko market open Ho Jaati Hai isliye andaza hota hai ki yah market virtual Hai ismein Sab digital kam hota hai koi bhi manual Kam Nahin Hai is Mein trade apni Marzi se kar sakte hain Hamara Jab Dil Karta Hai Ham trade open kar lete aur jab Dil Karta Hai trade ko close kar dete Hain isliye yah market Virtual ismein Tamam kam digital Hota Hai aisa koi bhi Kam Nahin Hai Jo Mein Mal Hota Hai ISI Hamen chahie ke Ham market Mein Dil lagakar Mehar Karen iska pura purana wali Chhatra Karen ismein Din Raat Ek Karke Apna experience badhate Rahe phir Bhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain Agar Ham ismein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen chahie ki ismein Din Raat mehnat Karen aur Market ke sab indicatoraur tools samjhao phir ismein trade Karen phir hi Ham is Mein Kamyab ho sakte hain Kyunki yah bahut acchi market hai aur ek profitable market hai bahut Sare Logon Ne is market Se fayda uthaya Hai Kyon Ke Ek Aisa kam hai Jisko Ham ghar baith kar assani ke sath kar sakte hain Hamen sirf is Mein Thoda Sa knowledge or experience ki zarurat hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

        Assalamu Alaikum forex market bahut badi hai aur isko samajhna Aasan Kam Nahin Hai Agar Ham market ko samajhna Chahte Hain To Hamen iski movement ko follow karna Aana chahie Ek trader Jab market Mein inter hota hai to usko market ki movement ka andaza Nahin Hota Kyunki market Kabhi Upar jaati hai aur Kabhi niche ko move karti hai isliye traders ko samajh mein nahin aati ke market ka trend kya hai agar Ham market Mein virtual market ko samajhna Chahte Hain To Hamen sabse pahle market Mein kam karne ke liye Achcha knowledge aur Achcha experience Hasil karna chahie Hamen market ki movement ko samajhte Hue ismein Paisa invest Karke trading Karni Hogi then Ham kam Karke profit hajar kar sakte hain ya Ek Aisa business Hai Jo Kabhi Bhi khatm Nahin ho sakta kab market Mein trading kar sakte hain Agar Hamare Paas Paisa Nahi Hai To Ham Kaise ke bagair account Banakar pahle posting kar sakte hain vah setting karne se Hamen Jo bonus Milta Hai Ham bonus save real account mein trading kar sakte hain Iske alava market Mein Ham Paisa bhi deposit kar sakte hain Paisa deposit Karke training karne se earning bahut fast Hoti Hai aur mere Khyal Mein Hamen Paisa hi invest karna chahie Forex Mein Har Koi kam kar sakta hai ismein students womens aur job less mans kam Karke Paisa Kama sakte hain forex market to ko samajhna asanka meaning Hai is ko samajhna bahut jaruri hai FIR Hamen kamyabi Hasil Ho Jati Hai forex market Mein Ham 5 Din trading kar sakte hain aur do din market close hoti hai weekend market close kar di jaati hai aur weekend per Ham market Mein trading nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
          Friends mera sawal ye hai k forex market or virtual market ma kiya difference hai. Kiy ham forex market ko virtual market keh sakty hain? Es bary ma agr kisi senior k pass kio knowledge ho to please share karyn ta k mere help ho jae. But senior sy request hai k accurate knowledge he share karyn kiu k bhot sary asy member hai jo serf mafrozat par he discussion karty hain. Kio agr correct knowledge share kary ga to mere sath sath sb ka faida hi jae ga. Please comment??
          Forex market main ham currency ky rates aur commodities aur indices ky rates ky increase aur decrease hony per trade kerty hain lekin yeh actual market nehi hai ky jahan per ham solid trade ker sakain yahan per virtual trade hi hoti hai ky forex market main physical currency ya commodities aur indices insist nehi kerty lekin phir bhi Ham unky rates ky index per trade kerty huey bahot achi earning ker sakty hain agar hamain yeh pata ho ky market future main kia direction main movement kerny ja rehi hai tou ham aesy time per market main same direction main trade open ker ky bahot achi earning ker sakty hain agar market main virtual trade na hoti ky hamain solid trade kerna perti tou hamary liay bahot mushkil hota ky ham forex market ko access ya approach hi na ker sakty lekin virtual hony ki waja sy forex market main ham online access ker ky apni investment per trade open kerty hain aur hamain bahot achi earning hasil ho sakti hai agar Ham market main trading ka acha experience hasil ker lety hain tou hamari maximum trades profit main close hoti hai lekin jab tak acha experience na ho tou hamain bara risk bhi nehi lena chahiay ky beshak forex market main virtual trading hoti hai lekin yahan per trade kerny ky liay hamary actual amount investment hoti hai jis per trade kerty huey hamain apny waly loss ka bahot zyada financially effect hota hai tou hamain virtual forex market main bhi soch samajh ker trade open kerni chahiay ky ham bary loss sy bach ker trade continue kerain aur hamain acha profit bhi hasil hota rehy
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

            Forex trading naam he movements mai kaam kernay ka hai. Forex trading business ka Sara phenomenon he demand aur supply pay work kerta hai aur jab bhi kisi aik mai izafa hoga tou dusray mai ultimately kami he aey gi. Jaisay kay maths ki language mai isay aik dusray ka reciprocal kaha jaa sakta hai kay jab demand barhay gi tou supply Kamm he hogi aur jab supply barhay gi tou demand Kamm ho jaey gi kiyu kay supply he demand say ziada hogi. Ab traders ko Inhi d2 prociples ko lay kay saari trading kerni hoti hai. Trading buy aur sell ka naam nahi hai trading aik complete business hai aur buy aur sell iss kay main elements hain jinn say business mai profit hotay hain.

            Yeh baat traders ka low experience ko zaahir kerti hai kay profit sirf market ki up movement say he hota hai aur down movement say sirf loss he hota hai. Traders ko apna experience barhana chaiye aur trading kay baisc business model ko samajhna chaiye. Agar trading kay doraan buy ki trade hogi tou market ki up movement say profit hoga aur down movement say loss hoga. Issi tarah agar sell ki trade hogi tou down market movement say profit hoga aur up movement say loss he hoga. Loss say bachnay kay liye traders ko market ko sahi tarah judge ker kay he trades open kerni chaiye uss kay elawa koi tareeka nahi hai jiss say aisa ho sakey kay opposite movement pay bhi kisi trader ko loss na ho.

            Loss ka permanent solution ho he nahi sakta kiyu kay forex aik business hai aur business mai profit aur loss dono he ho saktay hain. Iss liye loss ko Kamm kernay aur recover kernay kay liye achi learning aur experience gain kerna chaiye iss kay elawa koi dusra na tou solution hai aur na he short cut hai
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
              Friends mera sawal ye hai k forex market or virtual market ma kiya difference hai. Kiy ham forex market ko virtual market keh sakty hain? Es bary ma agr kisi senior k pass kio knowledge ho to please share karyn ta k mere help ho jae. But senior sy request hai k accurate knowledge he share karyn kiu k bhot sary asy member hai jo serf mafrozat par he discussion karty hain. Kio agr correct knowledge share kary ga to mere sath sath sb ka faida hi jae ga. Please comment??
              G dear jhan tak forex ki bat ki jaye tu ye waqiya he aik acha virtual business hai kiyu kay ap ko pta hai kay forex say phlye jun log parshan thye tu forex nay logo ko us time pay support karna seekha hai tu kam ager acha kiya jata hai aj kal kay doar mai tu forex usi hisab say ap kaliye es kai kafi profit hota hai jhan tak daikha jaye tu virtual ka matlab he majazi hai tu ap kay khyal mai kiya forex virtual nhi hai ye aik duniya ka best business hai jub kay es mai sub say bari bat ye hai kay ap es mai kam kartye hain tu ap ko es mai join hona zaroori hai tu ap es mai join bji waisye he kar laitye hain yani kay ap ko es mai tax pay nhi karna parta hai aur na he es mai ap kaliye koi colfiction ki zaroorat hai bus ap ka kam hai kay ap es mai kam karain aur ager ap es mai kam acha kartye hain tu ap ka kafi acha faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath dil laga kay forex mai kam kiya jarwin ye lafi faida daita hai ye aik aosa kam hao kay jis mai ap ka dil lag jata hai tu ap es mai kam kiye bina rhaye nhi saktye hain kiyu kay ye aik kafi acha business hai jub kay es mai kam kar kay ap es mai kabhi nakam nhi hotye es ki jo best bat hai wo ye hai kay ap es mai jitna mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain ap ka kam es mai utna he asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kafi kamyab ho jatye hain jub kay es mai ap ki mahnet kabhi zaya nhi hoti hai tu ap ka kam hai kay ap es kai hamesha acha kam kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho he jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur kamyab ho jain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                Forex trading aik bahut Achcha business hai yah Kaisa business hai ki jismein Hamen Jyada mehnat Nahin Karni padati aur ham Ghar Baithe Kisi bhi waqt aise kar sakte hain Forex trading mein Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur raat mein bhi Forex trading Mein kam karne ke liye knowledge and experience Ka Hona bahut jyada important Hota Ha Agar hamare pass Forex trading ka knowledge and experience Nahin Hai To Hamen chahie ki Humne ismein enter Nahin Hona chahie Kyunki Agar Hamen is ka experience aur knowledge ke is aur enter hun Jaenge To Ham ismein kabhi bhi successful Nahin Ho Payenge

                Forex trading ki market Ek Aisi market hai jismein aap 24 ghante work kar sakte hain ismein aapko time ki bilkul Bhi pabandi Nahin Hoti aap Forex trading ke andar Din Mein Bhi kam kar sakte hain ab Forex trading and raat mein bhi kam kar sakte hain Forex trading main aapka koi bahut Nahin Hota ismein aap Jab Parivar Karen Aap Ko Kisi Kishan Ki Koi rukavat Nahin Hoti Agar aap Forex trading Mein mehnat Karenge to aapko ismein Achcha Paisa Milega agar aap ismein Nahin Karenge to aapko ismein Achcha Paisa Nahin milega Forex trading ke andar aap without investment bhi work kar sakte hain Pakistan Forex forum ki madad se agar aap Pakistan Forex forum Mein account banana Chahte Hain To aap ismein bilkul free mein registration kar sakte hain aur aap Pakistan Forex forum se Forex trading ka knowledge bhi Hasil kar sakte hain aur ek Achcha bonus bhi Hasil kar sakte hain Forex trading mein aap do Tarah Ke bonus hasil kar sakte hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                  Yes dear aapane bahut hi interesting question Hamare Sath share kiya hai no doubt aapko is question ki reply mein bahut thi unique answer dekhne ko Milenge aur different members apni thinking ke mutabik aapko ismein different answers provide kar rahe Honge jismein aapke knowledge Mein izafa Hoga is question ke Hawale se Kuchh Aisi information main bhi aapke sath share karta hun jismein aapko Kafi help Milegi aur aapka question aapke mind Mein Kafi Jyada gallerify hone ke liye aapko yah information support Karenge.

                  Dear mere Khyal Mein yah business virtual market Hai Iski Kuchh reasons main aapke sath Kiya karta hun jismein aap ko pata chal Jaega ki yah virtual market ho sakti hai. Dear jawab Forex trading business ki timing ko dekhte hain to aap ko is baat ka idea ho jata hai ki ismein time ke yahan se koi bhi limitation Nahin Hai yah market 24 ghante aapke liye available Hoti Hai Kyunki ismein different Char session chal rahe Hote Hain Jo step-wise start hokar close ho Jaate Hain aur sometime overlapping Bhi Ho Jaati Hai jismein do session akhthe continue ho rahe Hote Hain.

                  Uske sath Jab aap isko continue karna chahte hain to Aap Ko Kisi bhi platform per jaane ki jarurat Nahin Hoti aur aap ghar mein rahakar he is business ko Jari Rakh sakte hain aur apne mobile ya FIR laptop par easily isko properly maintain kar sakte hain ya Kuchh Aise advantages Hai Jiski vajah se aap is business ko virtual market Kaise sakte hain.

                  No doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Humko is related different informations Ka Pata Hona chahie aur Humko apni business related iski nature aur is related jitni bhi important topics hote hain unke bare mein properly Pata Hona chahie chhutiyon Ke Jab Humse koi bhi member usse related question Karega To Agar Humko uska proper Jawab Nahin aaega to yah Hamare liye ek Achcha sign Nahin Hai Ek Achcha trader apni business-related jitne bhi important factor usse associated aur linked hote hain unke bare mein complete information Hasil Kar Ke usko achi tarah se utilise karta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                    Dear friend Jab Bhi aap Forex join Karte Hain To sabse pahle aapko Forex ke about information aur knowledge Le Lena chahie Apne senior member se Iske bare mein advice de rahe hain aur sabse pahle aap yah Baat confirm karne ke Forex Ek virtual market hai hai ya nahin Forex per kam karte hue aapko Hamesha information on Knowledge ke sath kam karna padta hai aur Hamesha Apne experience ke mutabik apni market ke analysis lete Hue apni trading ko form bharna padta hai to is topic Mein Ham thoda sa is bare mein discussion Karte Hain ke Forex Kaisi Mulaqat hai aur ham is per investment Karke yah Apne account se trading Karke kis tarike se balance bana sakte hain aur is market ke Hamen kya advantages hai aur yah market virtual hai ya nahin to Iske bare mein Ham Thodi Si discussion Karte Hain

                    Forex trading online business Hai Jis per kam karte hue aap ghar baith ke apne liye earning kar sakte hain aur Jyada Se Jyada Paisa Kama sakte hain ya Ek Aisa business hai Jisko samajhne ke liye aapko marketing aur trading skills aur knowledge Ka Hona jaruri hai Hamesha Apne kam ko perform karne ke liye hard work Karte Raha Karen Jitna acha information aur knowledge ke sath aap kam karte hain utna hi aapko fayda Milta Hai Forex trading International markets ka ek Aisa online business Hai Jis per aap apni trading ko karyon kar sakte hain aur market se achievement Le sakte hain Forex trading pic kam karte hue aapko different type ke market session Milte Hain Iske alava unke different timing Hote Hain Jinke mutabik market open hoti hain aur unke Ham trading Karte Hain Agar Ham size ke Hath se Forex trading ko Dekhen to is per daily 5.3 trillion uski investment hoti hai aur is per business ka World ki Tamam business Se Jyada Hai yah Kaisa online business Hai Jis per bahut jyada investment hoti hai aur business se bahut se log achievement karte hue Apne kam ko Kamyab banaa rahe hain

                    Forex trading or market ko samajhne ke liye aapko different type ki market session aur Unki timings ko follow karna bahut Jaruri Hota Hai Jab Bhi aap trading Karte Hain To aap UN markets ki timing Se Hi Apne kaam ko perform Kiya Karen Agar market ki baat ki Jaaye to usmein London markets New York market Sydney market Tokyo markets kam kar rahi hoti hai aur ine per kam karte hue Ham different types ki trading kar sakte hain jismein currency pairs Iske alava product Mein gold silver oil Aur Is Tarah Ke aur bahut Sare metals Aise Hain Jin Ham direct trading karte hain aur apne liye ek accha business create Karte Hain Jab Bhi aap Forex join karte hain to aapko Jyada Se Jyada information aur knowledge ke sath kam karna chahie tabhi aap is business se fayda Utha sakte hain

                    Forex trading pe kaam Karti hun aapko Hamesha Apne account balance ke mutabik hi lot size ko Rakhna chahie aur apni investment tab Karni chahie Jab aapko Iske bare mein information Hoke market Mein Kaise analysis lene hain aur kaise market ki movement ko judge karna hai candlestick ke pattern ko kaise follow karte hue apni trading co perform karna hai aur kaise fayda utaana hai forex market Ek Aisi market hai jismein aap high-risk ke sath bhi kam Karte Hain To Jab Bhi aapko risk K factor may involve Hona Pade To Apne analysis acche se liya Karen aur indicator ko follow karte hue apni trading co perform Kiya karen to aapko market Se Achcha result mil sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                      dear member forex se related aapane ek acchi information sher ki hai aur agar kisi bhi member ko forward se related maximum information hasil kar lena hai to usko chahie vah forex per online hokar apne kam ko bahut jyada acchi tarah se continue kar le aur sirf apne kam ko continue kar lene ke alava vah apne senior members ke kam ko bhi read Karen senior members ke kam ko red kar lene ke bad har EK member ko apna Kam Karne mein bahut jyada helpmate jaati hai aur is tarah se vah apna Kam aasani se Kar paate Hain aur aise members ke Jin logon ko apne kam mein Koi bhi problem a Rahi hoti hai aur unko koi bhi baat samajh nahin a Rahi hoti to unko senior se help leni chahie yah ek aisa form hai ki jo bahut hi jyada achcha form hai aur yahi vajah hai ki yahan per maximum log online hokar apne kam ko kar rahe hain aur benefits bhi le rahe hain yahan per online hokar apne kam ko karna aur FIR benefits Lena itna jyada aasan nahin hota iske liye members ka hardworking hona Hi sabse jyada important baat hai kisi bhi member per yah khud Hi depend karta hai ki vah yahan per kis tarah se mehnat kar raha hai aur kis tarah se vah successful Ho jaane ke liye apne liye koshish karta hai koi bhi member jab apne successful Ho jaane ke liye jyada koshish karta hai tu is tarah se members ko use koshish mein Na kami nahin hoti aur maximum members kamyab hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                        Assalamu alaikum all members Aaj Ham aapko bataenge ke forex aur virtiul market mein kya Fark Hai Agar Ham market Mein first time trade Laga Rahe Hain To Hamen chahie kya apne senior ke sath contact Karen aur Unse information Hasil Karen aur Hamare seniors ko chahie ki vah bhi Hamen acchi information den Agar ham Forex aur virtual market Mein Fark Janna Chahte Hain To uske liye Hamen market ko acche tarike se samajhne ki jarurat hai Jab Humko market ki acche tarike se samajh a Jayegi to To Ham farex aur virtual market Mein Fark acchi Tarah Se Jaan Sakenge Agar Ham Forex aur virtual market ke bare mein Janna Chahte Hain To uske liye sabse pahle Hamen Forex trading ko janne ki jarurat hai agar Ham Forex trading ke bare mein knowledge experience rakhte Hain To Ham acchi a Tarah Se Fark mahsus kar Sakenge Forex Ek Aisa online business hai jis mein kamyabi Hasil karne ke liye Uske rules ko follow karna aur Market ko acchi Tarah Se samajhna bahut jaruri hai agar Ham market ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain aur Achcha Prophet Hasil kar sakte hain agar aap ghar baith kar business karna chahte hain to aap Forex trading per work Karen Forex market Duniya Ki Sabse Badi market hai ismein rojana trillion dollar ka han ka lan dan Kiya jata hai Duniya Ki Duniya Ki Ki Sabse Badi stock market New York stock exchange Meru Jana takriban 22.4 billion dollar ka lan dan Hota Hai forex market Mein currency aur dollar ka lan dan Kiya jata hai aur yah lan dan log Lakhon aur karodon ki tadad mein Main Ek dusre ke sath Karte Hain Agar Ham bhi is market Mein business Karenge To Ham bhi bahut sara profit Hasil kar Sakenge aur profitable Businessman Ban Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                          Dear forex friend Agar hum forex trading see relevant acha knowledge aur experience hasil krny ki koshish karen to humein is see related bohat Kuch SEEKHNY bohat Kuch samajhny ka moqa mily GA aur jab hum us sari information ko combine kren ge to humein yeh baat ache tareeky see samajh a Jae ge ky ye market virtual hai ya nahi hai
                          Jahan tak dear member Mera knowledge aur experience hai to us ky according mjhe jahan tak maloom hai tk yeh markeet virtual hai us ki reason Yeh hai ky hum is kaam mein bilkul bhi bound nahi hoty hain Yahan hum apni Marzi se jab chahen jasie chahen kaam kr sakty hain Yahan humein kisi ky under kaam krny ki zarurat nahi hoti hum yahan apni planning apni strategy apny kaam ko apny target ky according manage kr sakty hain aur acha faida hasil krny mein Kamyab ho sakty hain Yahan sab kuch hmari Marzi ky mutabik hota hai just humein yahan apna aik broker select krna hota hai jo humein ache guidance ache opportunity provide krta Hai ye kaam humein Har tarha se successful bnny mein help krta Hai hum is se acha faida hasil kr sakty hain aur apni life ko easy aur successful bna sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                            Yes dear trader forex market take virtual market has half per aap Jo bhi trade open karte Hain yah physically Koi material aap nahin le rahe hote Na to aap ismein Koi currency physically purchase kar rahe hote hain aur vahi Koi gold garrapar chij kar rahe hote hain is market mein aap jo bhi order lagate Hain ais market mein virtual position hi hoti hai isliye aapko yah pata hona chahie ki aap is market mein jitni bhi trading kar rahi hote hain yah sab virat Kohli hoti hai aur ismein aapko Koi aisi chij versus nahin karni hoti jo aap agar apna Adda close karte hain to aapko lekar aani hoti hai ismein aapane jo bhi e-trade lagaye hoti hai hi aapko ismein fayda tab hota hai jab aapas mein dance karke kisi bhi currency pair ki prediction kar lete hain uske bad aap ko ya fayda Mil jata hai ki aap ismein apni trade lagate Hain to aapko ismein pata chal jata hai ki market ka trend kya chal raha hai uske hisab se aap is market meeting kar sakte hain Jo trader is market mein sote samay kar kam kar raha hota hai usko kafi jyada fayda ho jata hai Baki neutral is market mein aisi mistakes kar rahe hote hain jinka unko pata nahin hota agar time ke sath unko sab kuchh pata chal jata hai jisse vah kafi Lada profit bana sakte hain aap is market mein achcha kam karne ke liye ye le nahin karni hoti hai Taki aap is market mein achcha kam karke apna target aasani se complete kar sake.

                            vitthal market mein kam karna bahut hi aasan hota hai ismein aapane simple apna ek account open karna hota hai jismein aap apni marji ki trade laga sakte hain is market mein aap kitni acchi trading karte hain aapko itna hi jyada fayda hota rahata hai aur uske bad aap is bar lete mein aasani se kamyab Ho jaate Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex virtual market ha?Agr ni to forex mrket or virtual mrket ma kiya faraq

                              Yes, forex aik virtual market hay. Is main manual trading nai hoti. Is main jo bhi pairs hain inki value per ham trading karty hain. Ager Gold pair hay to is main ham gold ki value per trade karty hain gold ko physivally buy ya salenai kar sakty. Globally forex market main daily bahut ziada business hota hay. Forex market 24 hours open rehti hay. Beshak ye market different sessions main open honh kay bawajood 24 hours open rehti hay. Jo keh online available hoti hay. Laikin actually in sessions ko control karny kay liye offices and staff hoty hain. Globally baqi sites jo keh online services day rahi hoti hain un main sirf online order hota hay jab keh physically items buy ho sakta hay. Laikin forex market baqi online businesses say bahut mukhtalif hay. Q keh is main every second price fluctuations hoti hay. Jab keh hamary pas both sell and buy main trade ka option hota hay jis say hamain profit ya loss hota hay. Jab keh baqi inline site main profit and loss ka itna issue nai hota aur na heitni fast price fluctuations hoti hay. Lehaza is sari discussions say ham ye ke sakty hain keh forex main profit and loss real jab keh trading virtual hoti hay. Is business ki nature ko samjhna aur is say completely mustafeed hona sirf is main acha knowledge and experience hasil karny kay bad he mil sakta hay. Forex main ham jitni real mehnat karain gay utnahe is virtual business main acha and real profit hasil kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X