Oil,Gold,Silver is Risky Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil,Gold,Silver is Risky Market
    Ager ap ka Account balance low ho toh in Market per kabi b trades na lgain ku k in market ki koi limti nahi hai or kise b waqt in ki movement main boat tezi a jati hai or ap ko apna account wash karny main zara dair nahi lagy ge.Ku k jab ap low balance k sath trade lgaty hain toh ap ka margin level boat kam ho jata hain or jaisy hi ye market retrace lyti hain toh account main loss handle na karny ki waja say account jaldi wash ho jata hai.New traders ko chaye k risky market per trades na lgain or slow growing per focus karein jitna long time ap market main rahein gay utny hi profit ky chances zada hu gay.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

    hamy is mai aik tiem main aik he pair main kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har ak waja ko sahe karna chahe ta ky hum ismai agy bar saky or pasia kama saky yai aik acha karobar hain yai kabe be band nahe ho sakta
    • #3 Collapse

      Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

      forum main practice ka rk hi hum real main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain tb hi hum achi trader ban sakty hain but hamain cahye is k bary main practice karein gay tab hi hum real main kam kar k hi hum sucess hon gay tab hi hum real main kam kar k hi hum sucesful trader ban sakty hain tab hi hum real main kam kar skaty hain tab hi hum real main kamyab trader ban sakty haintab hi humr un karein gay
      • #4 Collapse

        Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

        oil ma hum kam kakr ky pasia kama sakty hain amy market ke movement ko samj kar kam karna ho a hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai aagr greedy ban ky kamk arty hain to hamara acccount band ho jy ga is ko samjana i kdin ka kam nai hain is mai hamara koi e boss nai
        • #5 Collapse

          Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

          Ji,ye forex trading main major pairs hain. In main daily bahut ziada price movement hiti hay. Is liye in main acha experience aur capital bahit zaroori hay. Iskay bad trading kay liye hamain good entry point bhi lazmi select karna hota hay. Ta keh hamara account wash na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sure پيغام ديکھيے
            hamy is mai aik tiem main aik he pair main kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har ak waja ko sahe karna chahe ta ky hum ismai agy bar saky or pasia kama saky yai aik acha karobar hain yai kabe be band nahe ho sakta
            Dear member aapki baat bilkul theek hai forest reading mein gold ki market bahut jyada down ho rahi hai isliye hamen chahie ki Ham gold silver aur I'll se dur ki nahin kyunki ek bahut jyada risky market ho chuki hai isliye hamen chahie ki Ham Apne acche nurses ke sath kam Karen aur la se agar bachana hai to hamen chahie ki Ham risky trading kabhi bhi Na Karen acchi trading hi
            • #7 Collapse

              Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

              Assalamu alaikum my dear friends forex mein hamare liye I'll old old silver 1 risky markets Hain isliye hamen is per jab trade lagate Hain to hamen so samay kar aur active hokar is per trade lagani chahie kyon kar agar iski market aap yah down ho jaaye to usse hamara nuksan ho sakta hai isliye humne jab jis per trade lagaye hoti hai to hamen is per dhyan se aur soch samajhkar trade lagani chahie tabhi hamara ismein accha profit Ban sakta hai aur ham kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

                Forex trading me gold silver for oil get the risky trades hoti hai kyunki aapke account balance marne ke capital small hote hain aur aap commodities trade karte hain commodities potret karte waqt aapke account balance Jani ke capital kam se kam $1,000 ki honi chahie kyunki in profit or loss donon hi bahut jyada hote hain one point Pawan send kar loss or profit hota hai yani ki agar market 1 Dollar aap yah down ho jaaye to aapko 1 Dollar Carlos a jata hai isliye hamesha currency PS per trade Karen jab tak ki aapke pass $1,000 ka account nahin ho jata
                • #9 Collapse

                  Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

                  han dosto ye ziyada risky hoty hain aik to in ka margin bahut hota hai in k liye equity ziyada chahiye aur phir is ko choti lot se kia jata hai aur phir ye bahut ziyada fast hain currency se is liye is ko ziyada tr brde trader krty hain jin ko bahut ziyada tjrba ho wo loss nahi hone dety hain eurusd pair pr ziyada tr trading ki jati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

                    g bilkkul risk to hy lekn vo kehty hen agr ap risk nhi len gy to iss ka mtlb ho ga ap nakamhen lekn agr ap risk len gy to is ska mtlb ho ga pa k pas hony k b chance hen aor fail hony k b chance hen is sley ap ko risk lena chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

                      Star plus se Hamesha fayda pahunchta Hai Kyunki jawab glass hi nahin hoga to aapke kam beta tarike se Anjam Payenge aur aap profit ki taraf Jaenge aur profit se aap aur bahut se kam aap ke Aasan se ho Jaate Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Oil,Gold,Silver is Risky Market

                        ji han aapki baat bilkul theek hai gold bahut risky Pairs hai gold or silver samajhkar trading karni chahie new members ko chahie gold or silver trading bilkul na Karen sabse pahle trading ka experience or knowledge Hasil Karen gold per trading karne ke liye expert trader hona bahut zaruri hai gold per Ham job hum trading karte hain to 5 minutes mein Ham apne account ko double bhi kar sakte hain aur wash bhi kar sakte hain isiliye soch samajh Kar trading karni chahie apne experience or knowledge ko increase Karen damper practice Karen demo best hai practice ke liye dam per jitni practice karenge aapke experience main utna hi zyada izafa hoga aur aap bahut jald real account ke kabil successful trader Ban sakenge isiliye soch samajhkar trading Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X