Forex me confidance ko incease kren..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex me confidance ko incease kren..

    forexmain hum usi waqt apna money loss ya khoty hain jab hum koi mistake karty hain aur market hamry agaist chali jjati hai iss sorat main humy loss hota hai iss liye humy chaye ka dihan se full attention ka sath work karain jiss seloss kam se kam ho aur profit zida se ziada earn ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex me confidance ko incease kren..

      have the good capacitiy tradign make the doalr jaan nahi paya ki kyon 95% trader apna paisa khotey hey aur is 95% main mera bhi number hey, muje iska kaaran lalach, bad money management aur baar baar galtiya karna yehi sab kaaran ke liye muje loss hota hey trading main.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Forex me confidance ko incease kren..

        Confidence say business mai boat faida hota hai. Forex trading mai bhi jo traders confidence kay saath trading kertay hain unhain ziada acha business kernay ka moqa mill Jata hai. Confidence level barhanay kay liye sub say acha tareeka yehi hota hai kay traders apni learning aur practice ko ziada say ziada improve ker lain. Forex trading mai koi bhi trader confidence kay baghair kaamyab nahi ho sakta kiyu kay jo traders darr darr kay trading kertay hain woh achay achay moqay zaya ker laitay hain aur darr ki wajah say late trades open kertay hain aur acha profit lainay say reh jatey hain. Apna confidence level improve ker kay acha business hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X