Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
    Asslam alkum dear friends mai aj bat karnye wala trading lot size kay barye mai tu trading lot size kay bary mai ap jantye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai achi tarha kam kar saktye hain forex trading mai ap ka lot size kafi ahmiyat ka hamil hota hai ager ap trading kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai lot size ka khas rakha karain ta kay bad mai ap ka kam es mai asan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai lot aize kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ager lot size bara hota hai tu us mai ap kaliye risk zayda hota hai aur ap es mai acha profit nhi laye patye hain aur ap es mai risk zayda laye rhain jis ki waja say ap ka kafi nuqsan ho jata hai yani kay ap kay pass total balnce hai 100$ aur ap es mai lot size rakhtye hian jis tarha ap gold mai maximum trade open kartye hain tu us kay bad ap kaliye masla ye hai kay ap nay open ki hain trade us mai ap nay lot size barha rakha hai tu ye ap kaliye kafi masla ban jata hai ap es mai bad mai kafi masail mai a jatye hain ager ap ki market ap kay mukhalif side pay chalti hai tu ye ap kaliye kafi masla ban jata hai ap zayda time market mai rhaye nhi patye hain aur ap ka account jaldi wash ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha lot size kam say kam rakha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai kam jub bhi kartye hain ap es maiot size zayda barhi kabhi na rakha karain es tarha ap kam kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai yani kay ap kay kam mai masla ban sakta hai jub kay ager lot size kam ho ga tu ap ka profit kam bhi hota hai tu kafi hai per es mai ap ka lose atna zayda nhi hota hai ap kay control mai hota hai aur ap es mai kabhi account wash nhi kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu soch aur samjh kay sath ap apni lot size ka istmal kiya karain khas kar ye post junior member kaliye zayda aham hai
    Hamara open trade main loss ya profit totally depend kerta hai hamari lot size per agar ham small lot size ko sath forex market main trade continue kerty hain tou ham bahot achy Tareeqy sy apni tradd ko manage ker sakty hain ky agar hamin Open trade main loss hona shoru ho gia hai tou ham isi loss ko control bhi ker sakty hain different trading stretigies use kerty huey lekin agar ham ny bari lot sy trade open ker rakhi hai tou aesa ho sakta hai ky hamara margin hi trade open kerny ky bahd itna kam ho jaey ky hamary pas same loss ko control kerna ky liay new trade open kerny ka chance hi na rehy isliay hamain apny balance ky mutabiq lot size ko is terha manage kerna chahiay ky hamari pas remaining balance per trade open kerny ky liay acha margin bhi available ho ky ham agar loss ko control kerny ky liay new trade open kerna chahty hain tou hamary trade bhi open ho jaey aesa na ho ky trade open kerty hi market ki kuch movement hamari open trade ky against ho tou hamara account hi wash ho jaey

    Hamain her trade main lot size isterha sy set kerni chahiay ky ham apni open trade main balance na ten percent risk ly ker trade open kerain ky agar market kisi support ya resistance per hamari open trade ky against ponch bhi jati hai tou wahan per hamain total balance ka ten percent hi loss ho jis ko recover kerna bhi hamary liay mushkil na ho lekin agar hamain open trade main ten percent balance ky equal profit hasil hota hai tou yeh bhi hamary liay bahot acha hai so jab bhi trade open kerny ja rehy hon tou pehly apni balance check kerain phir lot size sy isterha trade open kerain ky hamara balance secure reh saky jab tak hamara account wash nehi hoga tou hamary pas loss ko recover kerny ka bhi aur profit hasil hony ka chance bhi hota hai tou market main hamesha secure lot size sy sath trade open ker ky continue kerni chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..

      Market mein achi trade Lagane ke liye lot size ke ke bare mein information ka Hasil karna bahut jaruri hai agar Ham lot size ke bare mein Jante Hain To Ham usse market Mein acchi trade Laga sakte hain acchi trade lagakar accha profit Hasil karne ke liye lot size ke bare mein information Kaho na bhi e jaruri hai Agar aapke pass lot size ke bare mein knowledge or experience hoga to use market Mein acchi trade Laga Sakenge agar aap market Mein acchi trade Lagana Chahte Hain to aapke liye Jaroori hai ki aap market ko acchi Tarah Se Samjhe jabar market ko acchi Tarah se samajh Lenge to aap ko Uske rules ki bhi samajh a Jayegi aur jab aapko Uske rules ki samajh a Jayegi to aap market Mein acchi trade Laga Sakenge Agar aapke pass lot size ke a bare mein experience or knowledge hoga to ab kabhi bhi na Kam Nahin Ho Sakenge agar aap apne business ko Aage Badhana chahte hain aur acchi kamyabi Hasil karna chahte hain to jaruri hai ki market Mein trade Lagate hue aapke pass lot size ke bare mein bhi experience aur knowledge Ho Jab aapke pass lot size ke bare mein experience or knowledge Jyada hoga to ab Jarur Kamyab Honge aapki kamyabi aapki mehnat ke sath sath market ko acchi Tarah samajhne aur uske analysis karne per bhi e depend karti hai market Mein trade Lagate Hue aapko is chij Ka Khyal Rakhna chahie ke Agar lot size badh gaya to isase aapko bahut bada masla ho sakta hai aur ho sakta hai aap se is ko loss ho jaaye Itna Bada loss ho ye Jisko aap bad Mein cover Bhi Na kar sake isliye aapke liye jaruri hai ki aap lot size ke bare mein information aur experience ko badhakar market Mein trade lagaen Tak aap acchi kamyabi Hasil kar Saken acchi kamyabi Hasil karne ke liye mehnat ke sath sath market Ko acchi Tarah samajhna aur uske rules ke bare mein information Lena bhi bahut jaruri hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
        Asslam alkum dear friends mai aj bat karnye wala trading lot size kay barye mai tu trading lot size kay bary mai ap jantye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai achi tarha kam kar saktye hain forex trading mai ap ka lot size kafi ahmiyat ka hamil hota hai ager ap trading kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai lot size ka khas rakha karain ta kay bad mai ap ka kam es mai asan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai lot aize kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ager lot size bara hota hai tu us mai ap kaliye risk zayda hota hai aur ap es mai acha profit nhi laye patye hain aur ap es mai risk zayda laye rhain jis ki waja say ap ka kafi nuqsan ho jata hai yani kay ap kay pass total balnce hai 100$ aur ap es mai lot size rakhtye hian jis tarha ap gold mai maximum trade open kartye hain tu us kay bad ap kaliye masla ye hai kay ap nay open ki hain trade us mai ap nay lot size barha rakha hai tu ye ap kaliye kafi masla ban jata hai ap es mai bad mai kafi masail mai a jatye hain ager ap ki market ap kay mukhalif side pay chalti hai tu ye ap kaliye kafi masla ban jata hai ap zayda time market mai rhaye nhi patye hain aur ap ka account jaldi wash ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha lot size kam say kam rakha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai kam jub bhi kartye hain ap es maiot size zayda barhi kabhi na rakha karain es tarha ap kam kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai yani kay ap kay kam mai masla ban sakta hai jub kay ager lot size kam ho ga tu ap ka profit kam bhi hota hai tu kafi hai per es mai ap ka lose atna zayda nhi hota hai ap kay control mai hota hai aur ap es mai kabhi account wash nhi kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu soch aur samjh kay sath ap apni lot size ka istmal kiya karain khas kar ye post junior member kaliye zayda aham hai
        W.Salam friends
        Dear ap ne bilkull right kaha hai keh forex aek online business hai is me mehnat kar ke ham acha profit generate kar sakte hai friends lekin hamari pehli kamiaabi yehi hai keh ham pehley apne account ko safe rakhe jab dosto ham apne account ko safe rakh lete hai wash hone se bacha lete hai to hame chahiey keh dear ham safe trading kare trade me jab ham risk len ge to hamara account khatre me hota hai is liey friends hamesha achi trading strategies ko apnaey planing ke saath trading kejiey tab dosto me samjhta hoo keh ap behtar tareekey se trading kar sake ge aor ap achi earning kar len ge
        Trade me lot size kese set kare :


        G dosto ap agar real account me trade karna chahte hai to sab se pehley ap ke pas acha bonus hoo taa keh ap jab trade kare aor apko loss hoo jaey to apka account secure hoo is ke ilawa lot ka size hame apne bonus ke mutabiq adjust karna chahiey agar to hamara bonus less than fifty hai to hame ziada se ziada 5 tak lot set kare aor ziada hai to kuch lot ka size barhaa den yani munasib lot size ka hona bht zurroori hai hame ziada profit ka lalach nahi karna chahiey jesa keh ham ziada profit gain karne ke liey ziada lot ka size trade me rakhte hai is liey hamesha safe trading kare aor jaha apko munasib profit hoo jaaey trade ko closed kar den is tarah se ap big profit generate kar sakte hai.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..

          Ap ne bohat ache information lot size see related share ki hai agar Hum is tarha ki information Har step se related share krty rahen aur new members junior members forum jaise behtreen platform par time spend krty rahen to bohat ache guidance hum provide kr sakty hain aur new members is information ko haisl kr KY khud Koa cha trader bnane men kamyab ho sakty hain lekin aisa bohat Kam members krty hain
          Dear jahan tak lot size ki baat hai to Mere experience KY according hmari trading ka profit aur loss isi lot size par depend krta Hai agar hmara lot size small ho GA to hum maximum time market Mein stay kr saken ge aur apni mistakes ka acha solution find krny KY saath saath market Mein bnny wali different candles in ky patterns aur Un ki movement ko samajh kr apni trading ky losses ko kam kar saken ge humein hmesha koshish krni chaheye KY hmare pas kitni he strong strategy mojood kyun na ho lot size small he istemal kren ta ky hum apni trade ko loss Mein Jane se bcha saken aur Yaad rakhen hum jitna time market ko dyn ge utna he hum us ko samajh saken ge aur utna he hum khud ko kamyabi KY nazdeeq ly kr ja saken ge kabhi bhi big lot size istemal krny ka risk na Lyn is se Hasil bhi kuch nahi ho GA aur account bhi wash ho Jae ga aur SEEKHNY ko bhi kuch nahi mil sake ga sabar aur hosle se kam krny waly kabhi bhi nakam nahi ho sakty
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..

            dear trader aapane forex market mein Jo bhi trade open karne hai uske liye aapko lot size itni hi lagani chahie Jo aapke account ke liye hadse beta Ho kyunki is market mein jab bhi aapane trade lagane se pahle analysis karne hote Hain ismein aapane a sirf yah dekhna hota hai ki aap ismein kaise lagate Hain is market mein aapane jo trade lagane ke liye nelzkie hote hain unko dekhna hota hai ki aapki trade cast of loss kitne dur hai aise hi aapane jo trade mein rakh Lena hota hai uske liye hath se aapane lot size let karni hoti hai jo theatre is market mein acchi planning karke kam kar rahe hote hain unko is market mein achcha result mein jata hai aap agar is market mein achcha Kam nahin karte to aapas mein fayda nahin hota is market mein achcha kam karne ke liye aapko acchi planning karni hoti hai joshanda is market mein acchi pata nahin kar rahe hote hain unko kafi jyada fayda ho jata hai is market main aapko kamyab hone ke liye mehnat karni hoti hai tab wapas market mein acchi tractor ki tarah kam kar sakte hain Jo trader is market mein acchi planning kar raha hota hai usko kafi jyada fayda ho jata hai aapke liye kapus market mein apna printline apne samne galti Hui ek kaam karte Rahe Jo tradus market mein mistake karta hai vah kabhi bhi kam yad nahin ho sakta aapko is market mein trade off karne se pahle lot size bahut let karna hota hai agar aap apne account ko safe rakhte hue trade karte hain to aapko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai otherwise is market mein nuksan kar lete hain isliye Jo trader is market mein achcha kam kar rahe hote hain unka account bhi Growth kar jata hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Trading mai lot size ki ahmiyat..

              Aoa Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab tek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur sahi kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear sahi bat ki hai trading main lot size ki bahut hi ahmait hai is liye ham ko trading karnay k liye hi ham ko best trading karni chaiye aur market ko dekh kar hi ham ko lot size lagani chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X