Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....
    Assalam O Alaikum!
    Forex trading main profit or loss ak boat hi dyan main rakny ki chess hai.Is liy ap jab b apna profit ya loss calsulate karty ahin to us market ka spread lazmi measure kia karein ku k ye ap ki trades k profit or loss per boat zada asar andaz hota hai.Jab ap kise b pairs per trades open karty hain toh ap ki trade kuch pips increased ya kuch point decrease hony k bad execute hoti hai.Or ye kuch pips ap k profit or loss per boat asar karty hain or apki money management ko b effect karty hain is liy ap ko chaye k ye Points apni trades main lazmi add kia karein or in pips k bad hi real profit calculate kiya karein.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

    forex mai hum kam kar ky profir kama skaty hain hum s mai raat mai e kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tabe bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kair sakty ain s k osamjna aik din ka km nahi hain yai aik amm bsiness jasa nai hain
    • #3 Collapse

      Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

      forum main profit ko mange ka rk hi hum acha earn karein gay tab hi hums ucess hon gay aur forum main kisi bi waqt trader ban sakty hain but hamain pips ko use kar k hi hum achi eanring kar k hi hum sucesufl trade ban kasayt hain so hamain forum main ghr main beht k hi hum achi trader ban skaty hain tb hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum run karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

        hun ager hum aik pair main trade lagi ho aur uaka spread three pips ho tu humain usy zarore calculate kerna chahiy warna humari trade close hoay bagir market revers ho jati ha humain forex ki in basics ko samjhna ho ga is se humain bht ziada fiada ho sakta ha ager hum demo ko use karein tu is se humain real main kam kerny main bht ziada help mil sakti ha.
        • #5 Collapse

          Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

          Dear members aoa
          Trading karta waqat phela market ki position ko daik k trade karyn aur ap khosh karyn k apko market postion ka experience zoror o jitna apka market experience o ga itna he apko trade ma asani hoti aur apko trade lagna sa phela hemsha apna lot size daik k trade karyn aur hemsha take profit aur stop loss laga k trade karyn hes sa apka account wash hona ka katra kam hota ha.
          ​Amir-Akram
          • #6 Collapse

            Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

            Assalam o Alikum,

            G han jub hum kisi pair prr profit ko check kr rhy hoty hein to us k sat sat hmein us pair ka spread lazmi check krna cheaye
            • #7 Collapse

              Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

              Members bilkul Hamen profit calculate karte waqt Hamen spread bhi calculate lajmi karna chahie market Mein spread ko confirm karna aur usko calculate karna Har member ki information ke liye bahut jyada Jaruri hota hai Hamen market ko apni trading ko Jyada jaruri hai ki Ham apni acche tarike se trading Shuru karne se pahle experience Hasil Karen practice Karen aur tab Ham kabhi bhi nuksan nahin Utha Sakte Agar Ham Ne acchi learning Hasil Ki Ho
              • #8 Collapse

                Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

                Trading karty waqat pehlay market ki position ko daikh kr trade karen aur ap khosish karen keh apko market ko Analyse karny ka experience ho.agr apko experience hoga to zoror app kamyab ho sakty hain jitna apka market experience hoga utna he apko trade ma asani hoti hai aur apko trade legane sa pehlay hamesha apna lot size daikh kr trade karen aur hemsha take profit aur stop loss laga k trade karyn es sa apka account wash honay sy bachal sakta hai.r han jub hum kisi pair prr profit ko check kr rhy hoty hein to us k sath sath humen us pair ka spread lazmi check krna cheaye q keh issay loss ka khatra kam hota hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Profit calculate karty waqt spread ko lazmi calculate karein....

                  Ji han bhai Jana bilkul theek hai rahe hain aap kis baat se main agar karta hun kya aapane ka 6 sawal ki hai ji aap bhai jaan agar Ham ismein mehnat karenge tu Hi kamyab hona sakenge agar hamesha mein mehnat nahin karenge to kamyab nahin Ho sakenge hamen chahie ki trailer gane market market ki munh ko analyse karna chahie aur koi bhi signal Koi signal aaye To hamen usko follow karna chahie agar Ham usko power no karenge To Ham achcha profit hasil ho sakta hai hamen chahie case for excess bahut bada business hai usmein jyada se jyada mehnat Karen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X