Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?
    Forex market key trend ko samjny key ley sab se zarori bullish aur bearish trend ki conformation hoti hay mera sawal ye hay key ham bullish aur bearish trend ki conformation kesy kar sakty hey aur es key ley hamy kon se techniques use karny chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

    Iske liye yah bahut important hai ki har EK member ne market ko bahut jyada acchi tarah se analyse karna hota hai kyunki market ko analyse kar lena isliye important hai is tarah se members ko market ke movement ke bare mein bahut jyada acchi tarah se maloom ho jata hai aur vah kisi bhi tarah se apni trade ko open kar sakte hain lekin agar members trading se related market ko analyse nahin karte to yahi bacha hai ki FIR unko market ke movement ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hota aur vah koi bhi e pare select nahin kar sakte aur na hi koi bhi trading kar sakte hain isliye sabse jyada important baat yah hai ki members ko trading se related knowledge hona chahie ki kaise karni hai market mein hone se pahle har EK member ko bahut jyada acchi tarah se apne experience ko improve kar lena chahie kyunki experience ko improve kar lene ke bad koi bhi acchi tarah se trading karta hai market ki up and down movement ki vajah se har EK member ko bahut jyada acche results nahin Mil jaate Hain aur is moment ko bahut jyada acchi tarah se was karna chahie jaise hi kisi bhi member ko trading ke liye Koi achcha point Mil jata hai use member ko apni trade open kar lena chahie aur uske liye jyada intezar nahin karna chahie sabse jyada important baat yah hai ki members ko trading mein jyada risk nahin Lena chahie aur apni risk se related bahut jyada management ko acchi tarah se karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex market key trend ko samjny key ley sab se zarori bullish aur bearish trend ki conformation hoti hay mera sawal ye hay key ham bullish aur bearish trend ki conformation kesy kar sakty hey aur es key ley hamy kon se techniques use karny chaye?



      Salam g Apny achi thread lagai hai , Bearish or Bullish ki confirmation candles sy hi lagai jaa skti hai, ky kon c candle bearish ha or kon c bullish hai,
      Bearish or Bullish Aik Important candlestick hain forex mai, or jo Day trader hai un ky leay kafi helpful or Profitable Candle stick hain.
      1.Bearish Candlestick :: RED colour ya black colour ki hoti ha.
      2.Bullish Candlestick :: Green ya white clour ki hoti
      Yeh aik body or 2 shadow line hoti hain body Opening keemat or closing keemat ka farq hai.
      Bullish ka opening Keemat nechy ho ga or upper ki taraf closed ho gi jabky Bearish ki keemat open or uper ki trf ho gi or nechy ki jaanib closed hoti hai.
      Her candle mai 4 cheezain hoti hain.
      1.High2.Low3.open.4Closed.

      phis iss mai aik Upper shadow hota hai or aik lower shadow hota hai.Phir iss mai Aik or candlestick banti hai jissy MOROBUZU CANDLESTICK. Kehty hain.
      Yani Bullish Morobuzu , iss mai na upper shadow hota hai or na lower shadow hota hai, or yeh sub sy zyada bullish candle hoti hai.
      Phir iss mai aik or candle DOJI candle yani Equal Shadow , Upper bhi jo condition bani ho gi nechy bhi wohi condition bani ho gi.
      Phir aik Morobozu Bearish candle bhi banti hai, yeh Downtrend ko zaahir krti hai.
      in shapes or shadow ky zariye hum Bullish or bearish ki candles ko confirm kr skty hain, mazeed nechy picture dekha di gai hai.
      Click image for larger version

Name:	F6CE8F20-53B9-409B-8706-F1C25955B11C.png
Views:	6
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12330375
      • #4 Collapse

        Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Forex market key trend ko samjny key ley sab se zarori bullish aur bearish trend ki conformation hoti hay mera sawal ye hay key ham bullish aur bearish trend ki conformation kesy kar sakty hey aur es key ley hamy kon se techniques use karny chaye?
        Forex trading trend both ziada important ha q jab tak hum logun ko trend ka pata ni ho ga to hum log apna he loss karwa sakty han is ley humy chae ha sab sy analysis kar k market k trend ko talash karny jab hum behtar trend find kar lan gy to hum kamyab hon or ache earning kar saken gy
        Forex trading main trend talash karny k ley humy candle chart ko seekena or samjena ho ga jab hum log behtar candle chart ko samjeny gy to hum ache analysis kar saken gy or apny analysis k mutabiq trading karny gy or proper money management or risk management sy trading karny gy to hum log ache trading kar saken gy or forex trading main ache earning kar saken gy
        Ftrend ko dakheny k ley humy candle chart main bary time frame ko istamal karna chae ha ta k hum log ache analysis ko seekena ho ga or samjena ho ga ta k hum log ahsani sy trading kar saken gy forex trading main hum log jtni ziada mehnat karny gy to hum log utny he ache earning kar saken gy forex trading main trend ko follow karna both zarori ha warna humy ziada loss ho sakta ha
        Forex trading main trend find karny k ley humy market ki last kuch candles ko dakh k nikalty han up trend ho to market bar bar tohra down ja k wapis up jati is main trend up hoti ha isi tahra jab bi market up ja k bar bar wapis down jati ha to is main trend down banta ha is ley humy market ko ache tahra samjena chae ha jtna behtar market ko samj saken gy jan saken gy to humy trading main koi masla ni aay ga or hum kamyab ho saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

          Yes market trend janana har trader k lae bhot zaruri hota hai. Bena trend k trade karny ko tokky system he kehtyn hain. Different methods sy ham market k bullish or bearish trend ko find kar saktyn hain. But har method tb he mumkin hai jb hamry pass forex market ka acha knowledge ho ga. Jesy trend ko find karny k lae hamy market ko different time frame ma observe karna hota hai. Ham market ko achi tarha tb he observe kar sakty hain jb hamary market ki achi samaj ho gi. Different time frame sy he ik trader ko andaza ho jata hai k market es time kis trend ma chal rahi hai. Secondly different indicators ko use karny sy b hamy market k trend ka acha knowledge mel jata hai. But again different indicators ko use karny k lae ap k pass market ka acha experience hona chahe. Thirdly ik acha trader nature of news sy b market k trend ka andaza laga leta hai k market kis news ki waja sy kis state ma hai. Jb b market ko kio negative news hit karti hai to bary traders market ma apni money ko safe karny k lae gold commodity ko buy karna start ho jaty hai. Jis sy gold ki demand barh jati hai or rate b auto sy increase hi jata hai. Fourthly forex market ma demand or supply ki ratio sy b ik acha trader market ko judye kar leta hai k market kis trend ma chalny wali hai. Acha trader wo he hota hai jo trend ma trade karta hai or es k lae na serf market ki achi samaj honi chahe balky esk lae trading technique b achi honi chahe. Hamary aj kal k trader bhot fast hoty hain enko pehle he din profit na mele to ye es business ko fake samajna start kar detyn hain. Achy trader ma sabar or mustakil mezaji hona bhot zaruri hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

            forex market mein aapane agar trade lagani hai to aapko is market main market ke trend ko samajhne ke liye Koi indicator use karna hota hai aapka dafa is market mein lagane se pahle analysis kar rahe hote hain agar aap is market mein acche analysis karte hain to aapko yah pata chal jata hai ki market ne kis taraf movement karni hai aap is market mein Jo bhi trade laga Rahe hote hain aapko yah pata hota hai ki market mein kaun sa pattern ban gaya hai jisko dekh Kar aap is market mein trade open kar sakte hain is market mein main agar aap Koi trade laga rahe hain to aapko yah pata hona chahie ki is market mein main jo bhi pattern ban raha hai uski conformation kahan se le sakte hain market mein bullish trend ya bearish trend ko samajhne ke liye aapko market mein candles ko study karna hota hai jisse aapko yah pata chal jata hai ki market ki next movement kya ho sakti hai agar aap is market mein apne analysis per focus karte hain aur aapko yah pata chal jata hai ki market mein movement kaise karni hai to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai jo tradus market mein acchi planning karke kam kar rahe hote hain unko kafi jyada fayda ho jata hai is market mein Kam Karne wale traders ko apne trading setup ko achcha banana hota hai jab aapka trading setup achcha ban jata hai to aap is market mein apne analysis acche kar sakte hain Jo trader is market mein acchi planning karke kam kar rahe hote hain unko is market mein aasani se success mil jaati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

              Salam g Apny achi thread lagai hai , Bearish or Bullish ki confirmation candles sy hi lagai jaa skti hai, ky kon c candle bearish ha or kon c bullish hai,
              Bearish or Bullish Aik Important candlestick hain forex mai, or jo Day trader hai un ky leay kafi helpful or Profitable Candle stick hain.
              1.Bearish Candlestick :: RED colour ya black colour ki hoti ha.
              2.Bullish Candlestick :: Green ya white clour ki hoti
              Yeh aik body or 2 shadow line hoti hain body Opening keemat or closing keemat ka farq hai.
              Bullish ka opening Keemat nechy ho ga or upper ki taraf closed ho gi jabky Bearish ki keemat open or uper ki trf ho gi or nechy ki jaanib closed hoti hai.
              Her candle mai 4 cheezain hoti hain.
              1.High2.Low3.open.4Closed.

              phis iss mai aik Upper shadow hota hai or aik lower shadow hota hai.Phir iss mai Aik or candlestick banti hai jissy MOROBUZU CANDLESTICK. Kehty hain.
              Yani Bullish Morobuzu , iss mai na upper shadow hota hai or na lower shadow hota hai, or yeh sub sy zyada bullish candle hoti hai.
              Phir iss mai aik or candle DOJI candle yani Equal Shadow , Upper bhi jo condition bani ho gi nechy bhi wohi condition bani ho gi.
              Phir aik Morobozu Bearish candle bhi banti hai, yeh Downtrend ko zaahir krti hai.
              in shapes or shadow ky zariye hum Bullish or bearish ki candles ko confirm kr skty hain, mazeed nechy picture dekha di gai hai.
              • #8 Collapse

                Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

                Iske liye yah bahut crucial hai ki har EK member ne marketplace ko bahut jyada acchi tarah se examine karna hota hai kyunki market ko analyse kar lena isliye essential hai is tarah se contributors ko market ke movement ke naked mein bahut jyada acchi tarah se maloom ho jata hai aur vah kisi bhi tarah se apni exchange ko open kar sakte hain lekin agar members buying and selling se associated marketplace ko analyse nahin karte to yahi bacha hai ki FIR unko market ke movement ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hota aur vah koi bhi e pare choose nahin kar sakte aur na hi koi bhi trading kar sakte hain isliye sabse jyada vital baat yah hai ki contributors ko buying and selling se related know-how hona chahie ki kaise karni hai marketplace mein hone se pahle har EK member ko bahut jyada acchi tarah se apne experience ko enhance kar lena chahie kyunki enjoy ko improve kar lene ke horrific koi bhi acchi tarah se buying and selling karta hai market ki up and down movement ki vajah se har EK member ko bahut jyada acche results nahin Mil jaate Hain aur is second ko bahut jyada acchi tarah se was karna chahie jaise hello kisi bhi member ko trading ke liye Koi achcha point Mil jata hai use member ko apni alternate open kar lena chahie aur uske liye jyada intezar nahin karna chahie sabse jyada critical baat yah hai ki members ko buying and selling mein jyada hazard nahin Lena chahie aur apni threat se related bahut jyada management ko acchi tarah se karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

                  forex trading mein jo Perry stand hota hai vah sal ki entry ko show karta hai aur jo boli stand hota hai vah bike entry ko show karta hai forex trading main job market by ki taraf jaati hai aur hire se hire market hoti hai to iska matlab hai ki yah market police mein hai aur hamen entry Bhai ki leni chahie agar market lower sale aur entry de rahi hai market lower ja rahi hai sal Ho Rahi hai to hamen sal ki entry Lena padegi to hamen koshish hi karni chahie ki Jin per aur perpetrate karte hain to market ki maut ko pahle kshetra ke samjhe aur market ke trend ko bhi jarur samajh mein aur stand ke bata bhi trade Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

                    Ji han bilkul kabhi betrayed lagate hue jaldi ji nahin karne chahie hamen apne a candlestick question ke liye unko analyses karne ki koshish karna chahie kyunki Ham agar analyzers karne ki koshish karenge to kamyabi ko mumkin bana sakte hain agar Ham analyses nahin karenge to Ham kabhi bhi apni kamyabi ko improve nahin kar sakte improve karne ke liye market ko samajhne Ki koshish karna hamari kamyabi ka Raj hai aur ham apne ko banaa sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

                      Ji han bilkul kabhi bhi trade Lagate Hue jaldbaji Na Karen Kyunki Jo log trade Lagate Hue jaldbaji karte hain work ko Achcha Nahin Karte Hain Uske ko samajhne ki koshish Nahin Karte movement ko acche sandal Karne Ki Kothi Nahin karte hue Kabhi Kamyab Nahin Ho Pata n Kuchh samajh mein aur uska homework karne ki koshish Karna kamyabi ko Asal tarike se handle karne mein acchi Dena Samne abhi pata hai isiliye kamyabi ko Hazir karne ka Amal ko improve banane ki koshish karen kamyabi aapko acchi se Hasil Hogi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bullish aur bearish trend ki conformation kesy ho sakti hay?

                        Assalam Walekum Eid Mubarak number theek Honge ji bhajan of education can IQ bullish and bearish candle ke bare mein Kaise information has logi to aapko chahie kya chij ke bare mein market Mein acchi tarike se iska analyses karne aur iski movement ko check karne aur Jis per aap Sabhi trade Laga rahi hun to Uske bare mein knowledge answer kya aapko bullish and bearish candle Uske bare mein information Milte Rahe aap Kuchh Ek Ham nation news se update Nahin

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X