Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    g han bilkul ap ny theek kaha hy k trading bagair loss k mumkin nhi hy lekin is ko kisi had tak mumkin bana sakty hain agar ap k pas proper knowledge aur experience ho tab mumkin hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      rading with our loss kay possbile hoti hay but is kay laye strong knowledge and up to date information requited hoti hay aur high level ka experience ho to ap market ko achi tarah predict kar kay risk free trading kar kay huge money gain kar saktyhain
      • #1368 Collapse

        Jee bilkul forex trading bgair loss kay mumkin hay so humay eskay liey bohat sari forex trading kay bary main learning karny ki need hoti hay aur demo account par eski bohat sari practice bhi karni hoti hay.
        • #1369 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto, bohat saray log aksar yeh sawal kartay hain k kia trading baghair loss k mumkin hay? koi aisa tareeqa batao keh baghair loss k profits mil jaye, koi aisa method jis ki madad say rato raat ameer ho jao wagaira wagaira. Dosto, yeh sab aik jhoot hay, forex koi ameer bannay ki na scheme hay aur na he itna easy hay keh ap asani say is say paisay bana lo, aisi koi bhe trick hay aur na he indicator hay jo ap ko 100% accurate signals day hamesha k lye, jitnay bhe big professional traders hain wo sab bhe loss kartay hain, yeh alag baat hay keh wo dosri jagha say cover kar laytay hain, lihaza ap log bhe apna mind bana lo k aisi na koi strategy hay aur na he koi indicator hay jis ki madad say ap 100% profit he kamao, lihaza mehnat karo, aur apna kaam halal karo.
          han g bhai ap ny thk kha hai tadeing krna itna asan nai hai ye bht mushkil hai n
          • #1370 Collapse

            g ha main apki baat say agree karta ho agr hum is forex forum k bary main acha earn karna chaty hay aur hum loss say bachna chaty hay to humain demo k account main bar bar achi prextice kary aur agr hum is forum main treading nahi karty to humain loss ho he nahi sakta.
             
            • #1371 Collapse

              g hai ap nai theak kaha hai su loss krtye hai but jo profassion trader hota hai wo some time hi loss krta hai or mostly time profit krta hai bus farak yahi hai or koch nahi only profit y na mumkin hai forex business ma.
              • #1372 Collapse

                In forex trading there are lot many factors involved. The traders, not one but in hundreds of thousands. who can be predicted as to his behavior under various conditions. Just not possible. There can be hundreds of charts available to the trader for consultation, thousands of indicators very accurately and precisely prepared, but what is the guaranty that they will be applied correctly. So nothing can save a trader to bear loss.
                 
                • #1373 Collapse

                  in Forex mercantilism you completely rely on your information and experience and information and skill if you lose in mercantilism then you came to understand that wherever area unit you doing mistakes and its increase your knowledge. then next time you are attempting to avoid that mistakes once more and step by step by doing a little mistakes and obtaining information regarding mercantilism you become a decent merchant.
                  • #1374 Collapse

                    forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha , ... har business me loss to hota hai or wasy bhi jo cheez humein faida deti hai wo thora bohat nuksan bhi deti hai. Forex trading bhi isi tarha hoti hai is me humein loss hota hai lekin agar ap k pass knowledge ziada hai or ap k analysis theek ho to ap apny loss ko profit m change kar sakty ho. ...
                    • #1375 Collapse

                      Trading aik business hai or business men hmesha risk hota hai , jahan per risk ka factor hta hai waha per loss or profit dno hoty hein, trading bhi baghier loss k mumkin nhi hai, is men loss or profit donu hoty hien
                      • #1376 Collapse

                        ji aap ke baat bilkul theeek hy I am agree form it ...... loss tau aap ko har business me he face krna prta hy cahy business jasa be hy or iss me aagr aap soch smj k akaaam lo gy tau aap ko bhot zada faida ho ga .
                        • #1377 Collapse

                          loss to forex trading mein hota hi hae bulk aksar log to forex trading mein sirf loss hi karte hein magar sirf aisa hi nahi hae k all time loss hi ho bulk kuch log aise bhi hein jo forex trading achi aur huge income generate kar lene mein successful ho jate hein.
                          • #1378 Collapse

                            Ni g ya kasa mumkin ha. Jo be busness ha us mein loss or profet dono han. Ak surat mein mukin ho sakta ha agr ap ka pas zayada sa zayada knowledge or or experiance be zayada ho. Tab ya mumkin ho sakta ha bagair loss ka trading...
                            • #1379 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hm kabhi bhi achi tarah se trading tb tk nahi kar sakty hain jb tk hm is business me loss ko accept nah kareen kyun k loss is business ka main hisaa haaa or loss se experince bhi bhht acha hasil hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                Gee bahi agar aap yeh sooch kar forex ko join kia hay keh aap ko loss nahi ho ga to yeh aap ki ghalat fahmi hay, because forex trading main loss say learning hoti hay.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X