Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    bht sare log aisa sochte hain ke is business main kuch na kuch asi trick hai jis ki waja ap bht zayda profit lete hain ya phir ap bht juldi ameer ho jate hain but un sab se main yahi kahon ga ke ap jitni mehnat karen ga ap ko utna profit milta hai is main na koi shortcut hai aur na koi is main kisi shortcut se ameer hua hai sab apni mehnat se apna life style change kya hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      Trading baghir loss kia mumkin hie nahi hay asa koi karobar he nahi hay jis may shraf profit he ho koi loss nay ho.jab trading karna shroo karaty hay to benifit bhi hota hay aur lose bhi ya to mumkin he nahi ka shraf profit he ho lose na ho humay lose say gabrana nahi chia kukia har nakami kia pachay aik kamnabi hoty hay.
      • #1128 Collapse

        jahan tak mera khayal hai k risk of loss is a part of business is k bger business nahen ho sakta kio k koi b business ho is main profit or loss dono he k barabar chances hoty hain or aap ko apni galtion se sekhna chayea
         
        • #1129 Collapse

          zarori nae kae los ho ap ko to ap ki trdeing mukamil nae ho skti ha ap trde me bahtreen knowledge or experience rkhate ho to ap ko los to nae ho skta na
          • #1130 Collapse

            forex main tu risk hai hi app ko koi bhi asa kam nahi ha jo loss ke baghair ho aur app ko forex main kam ko karne ke liye zada se zada kam ko sikhna ho ga aur app ko loss se darna chorna ho ga aur app ko loss ke baghair kam ko karne ke liye zada se zada study karna ho ga .
             
            • #1131 Collapse

              loss her business ka part hota he or forex trading mein b aik dafa loss ho jay to hm zeada successful bn skte hen agar hm loss se kuch learn krein tb......werna loss se hmein nuqsan b ho skta he q k jb hmein aik dafa loss ho jata he to hmein apni mistakes ka pta chl jata he or hm next time un mistakes ko improve ker k zeada earning ker skte hen.
              • #1132 Collapse

                ha mere bhai ap ne jo kaha me apse mutfiq nahy ho zarury nahy he ke ap trading karke he loss hasil kare ye wahy trader ka kehna hota he jis ke pas learning nahy hoty
                • #1133 Collapse

                  jee han mara pyara bhi ma ap ko ya kahna chahoon ga agar hum ak business kar raha han or human us me baar baar acha profit hota hai or loss nahi hota tou wo haram hota hai loss or profit har business ka hisas ha .
                  • #1134 Collapse

                    brother yes app ne bilkul thek bat kahi hai forex aek bohat he acha aur best buisness ha lekin ye ek risky buisness ha jis mein humen loss b ho sakta hai brother
                    • #1135 Collapse

                      Dekhein agar koi aisa tarika hota k jis mein loss na hota to kain log ab tak ameer ho jatay risk to har kam mein hota ha na is liay dil chota nai karna chaiay bara dil kar k mehnat say kam karna chaiay
                      • #1136 Collapse

                        hur business faida aur nuqsan ke bagair nhe hota hai kyun jab hum invest kerte hain to zarori nhe hota hai humein faida he ho aksar humara lagaya hua paisa humein nuqsan de jata hai is liye business ke bare mein kehte hain profit and loss.
                         
                        • #1137 Collapse

                          Yes if you are able to earn as much as profit required to fulfill your needs easily then do not go beyond this limit if you have very small experience and small capital because it will lead you to overconfidence and greed and which can cause you losses. but if you have some 2-3 years good experience and some good capital then go to trader further only.
                          • #1138 Collapse

                            I think the first thing that a trader must do is to do some research of the market he wants to trade in so that he knows a little bit of history about that market and secondly then he must practice in his demo accounts and then he must use his practice knowledge to apply it in actual terms in real accounts.
                             
                            • #1139 Collapse

                              mery bhai meri nazar men wo kam hi nhi he jis men loss na ho. hr lalal kam men risk of loss lazmi hota he dear agr kisi kam men loss ka dr nhi he to wo kam hi haram he. loss se dr kr kam chor dena bewakufi he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa aur yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X