Trading baghair loss mumkin nahi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai apnay sahi kaha hay.kay is business main loss zaror hota hay.or is business main koyi bi is tarha ka trick nahi hay jis ki madad say hum apni trading main 100% profit hi hasil ker sakin.forex trading ko is liya hi risky business kaha jata hay.kue kay is business main har kisi ko loss hota hay..bas is business main jab ap is business ka knowledge hasil ker latay ho.to us kay bad apko ya pata lag jata hay kay apko kab apni trade loss per close karni cahiya.or kab apni trading ko close nahi kerna cahiya..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jee janab bilkul koi bhi businiss mean ho hum bena loss keye best nhi hoskte or na hi oser apne lye best karskte hain ku ke hume ose kafi tjurba hojata hai or forex trade businiss mean bhi kuc esa hi hai......
       
      • #78 Collapse

        Yes it is definitely correct that you can make money without getting risk of loss in it because forex trading is also the business and it requires capital as well and as you know without investing you can earn enough.
         
        • #79 Collapse

          asal mein ye business hai na sirf business balke duniya ka sb se bara business to business mein profit loss dono hote hain iss liye loss to har kisi ko hi hota hai kisi ko thora aur kisi ko zeyada jo apni galti seekhta hai wo kameyab hota hai
          • #80 Collapse

            ni bhai blkul; b ni trading jo hy bgair loss kre ni kri ja skti hy is me kbi na kbi loss hota he hy hr waqt ap profit me ni jaoge esme koi tareeqa b ni hy mre bhai k ap jaldi jaldi se ameer hojao mre bhai koi b tareqa hta agr esa to sb usi tareeqe ko apna lyty mre bhai aur trading easy hojatri....
            • #81 Collapse

              Forex is the business which have much loss and it is very difficult business but it needs much hard work and practice here otherwise we cannot become successful here . Lack of hard work will surely gives us much loss and we will not able to get anything here.
              • #82 Collapse

                my dear brother mery khiyal se koi b aisa business nahi ahi jis mai ziyada profit ya nuksaan na ho.. in any kind of business mai nuksaan b hota hai profit b agar hum nuksaan ko apnay mind nahi rakhain gay tu hum kabi aik achay business man nahi ban sakty
                • #83 Collapse

                  In Forex we can't imagine any profit without loss.But if we loss in trade we must be able to loss causes that's process we can go.
                  • #84 Collapse

                    ye baat tu hai kiu kay market kay moves unexpected hute hain aur agar ap ne aik trned kay mutabiq aik trade lagayi laikin kyuch hi dair mai wo trend galat hu gya tu ap ko wo trade foran close kar deni chaiye chahe loss hu jaye is liye chote losses bearable hute hain aur zaroor hute hain har trader ko
                    • #85 Collapse

                      bro trading bagair loss kay kabhi bhi nai ho sakti trading main bary bary traders say bhi loss ho jata hai aur aisa koi bhi business nai hai jis main loss na ho
                      • #86 Collapse

                        yes lekin ye depend krta hai..agar aap ko trading ki achi samajh hai aur aap ke pass experience hai to aap ke loss ke chances kam hain...aur agar ho bhi gya to aap manage kr lete hn...but if you are new and you do mistakes every time then you will loss your money as well as your potential...
                        • #87 Collapse

                          mere khayal ma esa koie tareqa nahe hai forex trading ma aik risky business hai aur is ma cahye jtna bhe knowledge ya exprince ho thora bohat loos ho he jata hai lakan loss ka bager hum trade nahe kar sktye hai thora bohat hum loss ho he jata hai.
                          • #88 Collapse

                            Jee han ye aik boht acha sawal h ye baat sab ki knowledge mein honi chaye k bussniss me profit loss dono hota h bilkul isi trha trading bhi aik bussniss h isme bhi profit loss dono hota h or hame chaye k hm loss ko face krne wale ban jye.
                            • #89 Collapse

                              nhi zaroori nhi jo logg forex ki proper knowledge hail kerne k baad forex ko join kerte hain aur demo account per trading ki practice se experince gain kiya hota hai inko loss bohat kam hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                brother ap ne bht he tafsile se samjaya hy is forex business ma koi aese indicator nhi hy jo huma market ka trend baty or koi asei chez nhi hy k huma pata chal saka k market ne jana kahan hy huma hard work karna ho ga theek se analysis karna ho ga market ki moment ko samjana ho ga to phr forex ma hum kamyab houn ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X