Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    janab losss profit ya dono he har business ma hoaty ha aap ko un dono ko he accput karna hota ha our kahe sa be aap ko 100% loss kay bagr profit nhe ho ga is ma mahnat our hardwarking karne cahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      Forex trading main trading k doran loss zaroor hota hy per is loss ko khatm krna mumkin hota hy k agar ap forex trading main trading k doran kabi bi lalch Na karo aur trading main jazbati Na hon aur Jo bi trade lagao wo technical analysis ko samny rakh k karo gy trading to loss Na ho ga
      • #1953 Collapse

        yes ya to bat tjhek khi hoi hy apny k kbhi bhi ap ehsa nai kr sgt hy k ap ko loss bhi na ho our ap trader ban jao ya ap ko kbhi bhi loss na ho bs ap ko sirf our sirf profit hi ho ehsa kbhi bhi nai ho sgta hy ya bhot hi mushkil bat hy kio k is binsess my lloss pka hona hi hota hy chay ap jitna mrzi is my expert ho jao pr ap ko loss hota hi hy cahy who thora ho ya zeda
        • #1954 Collapse

          loss kay bagr trad ho he nhe sakte ha aap ko loss ka risk to lana he hota ha is ma our loss profit to business ka hisa hoaty ha our jab loss ho to harna nhe cahy hum ko is ma knowlged sa kaam karna cahy
          • #1955 Collapse

            dear without loss ke koie bhe trader forex per kamiyab nahe ho paye ga forex ek esa business hai jis main jitna profit hai or utna loss bhe hai or hamesha trader apne mistake he kuch learn krta hai or hamesha apni mistake se he sekhna chahye
            • #1956 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
              Dosto, bohat saray log aksar yeh sawal kartay hain k kia trading baghair loss k mumkin hay? koi aisa tareeqa batao keh baghair loss k profits mil jaye, koi aisa method jis ki madad say rato raat ameer ho jao wagaira wagaira. Dosto, yeh sab aik jhoot hay, forex koi ameer bannay ki na scheme hay aur na he itna easy hay keh ap asani say is say paisay bana lo, aisi koi bhe trick hay aur na he indicator hay jo ap ko 100% accurate signals day hamesha k lye, jitnay bhe big professional traders hain wo sab bhe loss kartay hain, yeh alag baat hay keh wo dosri jagha say cover kar laytay hain, lihaza ap log bhe apna mind bana lo k aisi na koi strategy hay aur na he koi indicator hay jis ki madad say ap 100% profit he kamao, lihaza mehnat karo, aur apna kaam halal karo.
              aisai koi chez nahen jo ap ko 100% thek trading signal day ya ap loss k beghair trade kar sakain. albata ap ya kar saktay hain kay ap apnay loss ko kam say kam kar saktay hain.. is k lea bhi ap ko kafi experience hona chaye new trader ka leya aisa karna mumkin nahen ho ga.
              • #1957 Collapse

                Jee bhai ap blkul theek keh rahe hai duniya ka koi aexa kaam ny jismay loss naa ho hr kaam mai loss aur profit dono hota hai ye apki skills pe depend krta hai k apo kitna profit earn krte hai aur kitna loss.
                • #1958 Collapse

                  Dunya k hr field m profit and loss sath sath Hain.ye ni ho sakta k kisi field m soi aik cheez ho. Isi trah forex m b profit and loss sath sath Hain. Han apni strategies ki waja sy hm profit k sharah badha sakty Hain.
                  • #1959 Collapse

                    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu (: bilkul theek kha app na loss to lazm hota ha loss phla profit bad mah har koi krta ha loss shro lkain bad mah professional ban jata ha to loss kam hota hota 20 tak ponhnch jata ha lkain rato raaat ameer hona wali baat bhi nahi theek wo lalch khlata ha slow and steady wins the race
                    • #1960 Collapse

                      ye bat to hundred percent sach hain ka trading bgair loos ka mumkin nae hai
                      • #1961 Collapse

                        Loss is common thing in Forex trading so you have to do not worry about loss in the forest reading you can loss and profit if you have a good experience then your profit chance will be increased and if you have no experience then the loss chances will be increased so you can manage the winning chance of losing chance in Forex trading by gaining experience
                         
                        • #1962 Collapse

                          Loss and profit are two parts of Forex trading we cannot separate them from Forex trading every trader in Forex trading will make laws so don't afraid from loss u can Prophet hair then the laws too much so if you want to get a profit then you have to learning this business and gaining experience
                             
                          • #1963 Collapse

                            Mai iss baat say agree karta hon ke forex Trading baghair loss kaay mumkin nahi hay , Forex trading mai saray he traders ko chaiye woh experienced traders hon ya new traders sab ko he loss kisi na kisi time zaroor hota hai .
                               
                            • #1964 Collapse

                              Mai app ke iss baat say agree karta hon ke forex trading mai loss kay baghir trading karna bohot he mushkil kam hai aur forex trading kay doran sab traders ko he khabi na khabi loss zaoor hota hai . iss liye new traders ko early loss say bohot jaldi mayos nai ho jana chaiye.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                Yes main ap ki bat se full itefaq krta hon ke trading main lose bhi hota hai koi apko bolay ke trading main koi lose ni tu wo jhoot bolta hai kuon yeh aik aisa business hai jis main lose zayda aur profit bahat km hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X