Dosto, kia ap ko pata hay keh bitcoin jo keh aik payment processor k tor par bhe jana jata hay, us ki base coins par thi, jisay bitcoin ka name diya gaya, ab yeh nahi pata keh wo coins konsay metal k thay, lakin aik temporary hike day kar in bitcoins ki worth ko 1100$ per coin par pohancha diya gaya, aur jab logo nay is ko kharidna start kia to yeh bohat oper chala gaya, lakin is ki asal value itni na thi, aur akhir kar aj yeh bitcoin 88$ ki intihai nichli satah par agaya hay, agar ap log is ko dekhna chaho to yeh ap ko instaforex may futures k section may sab say last may milay ga.
Lakin sochnay ki baat to yeh hay keh jo log bitcoin may trade kar rahay thay un may say ziada tar logo nay loss uthaya, aur bitcoin apni asal value par agaya, aur ho saktay hay k mazeed nechay jaye. is lye agar ap logo may say koi bhe is may trade kar raha ho ya phir bitcoin ko payment processor k tor par use kar raha ho to wo hoshyar rahay. Pakistan may bitcoin ki qeemat 95000 rupee tak pohanch gai thi, aur ab shayed 10000 bhe na ho, faraq ap logo k samnay hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим