Forex ko zeada log chor keun dety han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko zeada log chor keun dety han
    Friends Forex Trading business ke barey men mashahoor ha keh bahut se log iss bussiness ko bahut jald chot jate han asal men waja yeh ha keh woh learning or knowledge ko hasill karrne ki koshish nahen karna chahte han balkeh woh sirf Profit lena chahte han or sirf profit iss bussiness men asan nahen Mehnat ke bagher tu jinn logon ne forex ko join kiya ha unn ko chahiay profit se zeada iss business men specialism ki koshish or khawahish karren tu ak din unn ko unn ki marzi ka profit bhi mille ga hte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

    Forex ko Hamesha vo log jaldi Chhod Dete Hain Jo mehnat nahin karna chahte Kyunki Forex ke bare mein ek fact ke hai ki aap ismein minut ke bagair Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte aap ismein jitni mehnat Karenge aur jitni knowledge aur information Hassan Karenge aapko aapka profit bhi Uske mutabik milega isliye Forex Mein Hamesha minut Karte Rahen Kyunki Forex mein aap sirf mehnat ke liye Kamyab Honge merath ke Prakar of Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

      Jo log Bina soche samjhe kam karte hain vah Forex Kuchh time Hi Kam karte hain aur FIR Chhod Dete Hain is Ki Sabse Badi Baje hoti hai ki vah Bina knowledge aur Bina experience ke kam Shuru kar dete hain aur jab unko Jyada losses Hote Hain To fir vah kam Ko Chhod Dete Hain Hamen Hamesha information on Knowledge ke sath kam karna chahie aur Koshish Karna chahie ki Jyada Se Jyada experience ke sath kam Karen tabhi Hamen fayda Milega aur ham Jyada Se Jyada achievement karte hue Apne kam ko Kamyab Bana sake
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

        Wo log Jo starting ma forex trading market ko Achi thara sa nhi smaj ta our aak doo week ka bad real Account ma investment Kar ta ha .Lakin in logo ka pass forex ka matliq alim nhi ho ta jiss waja sa wo zida loss kar lata ha .our par forex sa nakil jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

          Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men aatay tu bahut ziyada log hen lekin ziyada tar log nakam ho kar trading chor jatay hen aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log nakam ho jatay hen kiun k kuch logon ko achi learning aur knowledge nhi milta aur koi unn ko achi guidance aur motivation nhi deta iss liay musalsal loss ki waja se woh trading chor jatay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

            G han forex trading mehnati logon ka business hey iss men jo log mehnat nhi kartay woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen lekin bagher mehnat k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

              dear aisa kuch bhi nai hay k forex ko ziada tar log chorr jatay hain balk jub aisay log jink pass is markeet main kaam karnay ka koi bhi experince nai hota hay aur wo is markeet main lalach aur bay tukkay tareekay say kaam kartay hain aur jo yeh samjhtay huway is markeet main kaam ko start kartay hain k markeet say aik he din main ya aik he lamhay main wo isay kar saktay hain jisk baad aisa kabhi bhi nai hota hay to unhain lose pay lose hota jata hay aisi situations ko daikh kar aisay he traders markeet ko chornay ka faisla kartay hain jink pass is markeet main kaam karnay ka sahi andaza hota hay ya jo traders isko soch samjh kar kartay hain unk liye yeh markeet sahi hay wo isay karnay main koi bhi dair nai kartay hain aur na eh wo kabhi isay chornay ka fiasla kartay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad88 پيغام ديکھيے
                Friends Forex Trading business ke barey men mashahoor ha keh bahut se log iss bussiness ko bahut jald chot jate han asal men waja yeh ha keh woh learning or knowledge ko hasill karrne ki koshish nahen karna chahte han balkeh woh sirf Profit lena chahte han or sirf profit iss bussiness men asan nahen Mehnat ke bagher tu jinn logon ne forex ko join kiya ha unn ko chahiay profit se zeada iss business men specialism ki koshish or khawahish karren tu ak din unn ko unn ki marzi ka profit bhi mille ga hte
                Dear forex friend jos member ke pass lnowledge air experoence nshonjoti aur forex ko time naho de sakte he aise member loss larte he jos ke waja se ye member forex ko chore dete he mager tore dino ke bad pir join karte he
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

                  Agar aap Forex trading me Kamyab Hona Chahte Hain To aapka mustakil mizaj hona Jaruri Hai Tabhi aap Kamyab ho sakte hain bahut se log thoda sa is kam kar Karke Chhor Dete Hain Kyunki vah samajhte Hain yah ismein unhen nuksan Hota Hai Jabse Aisa Nahin Hai Jitna aapka knowledge aur experiance padega aapka Kamyab hone ke chance hi padhate Jaate Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko zeada log chor keun dety han

                    foreign exchange ko Hamesha vo log jaldi Chhod Dete Hain Jo mehnat nahin karna chahte Kyunki forex ke naked mein ek truth ke hai ki aap ismein minut ke bagair Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte aap ismein jitni mehnat Karenge aur jitni information aur records Hassan Karenge aapko aapka income bhi Uske mutabik milega isliye foreign exchange Mein Hamesha minut Karte Rahen Kyunki foreign exchange mein aap sirf mehnat ke liye Kamyab Honge merath ke Prakar of forex Mein Kamyab Nahin ho sakte

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X