forex me koi limit hai education ki ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: forex me koi limit hai education ki ???

    Forex Mein kam karne ki koi limit nahin hai aap Jitna acche tarike se kam karte hain aapko Itna Achcha profit Milta hai aur ismein koi bhi knowledge aur education ki limit nahin hai aapke pass Jitna Achcha knowledge Hoga aur jitne acche education ke sath aur acchi information ke sath aap kam Karenge aur posting Karenge aap utna hi acche tarike se profit Hasil kar sakte hain isliye aapko chahie Kya mehnat Karen Aur Dil lagakar kam Karen Kyunki acchi mehnat aapko bahut Achcha Hamesha profit deti hai aur aap ko Kabhi Bhi nuksan Nahin Deti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: forex me koi limit hai education ki ???

      Dear Friends Pakistan Forex Forum pr education ki koi limit nhi, Is Forum pr uneducated log bhi aa skty hain aur Parhy likhy log bhi aa skty hain. Daily new news hoti hain, Dear fiends is Forum pr kisi education ki zaroart nhi, bus mobile use kr skta hy, Trading aik business hy is min her banda trade kr skta hy, Forex trading min bht acha profit hy,
      • #33 Collapse

        Re: forex me koi limit hai education ki ???

        Assalam o alaikum tamam pak forex members umeed hay ap sab thek hon gay aur achay tareeke se trading kar rahay hon gay, pak forex forum main education ki koi limit nahi hai bas ap ka experience lazmi hona chaheye, aapki education ke pahle month Nahin Hai Bus aapka trading may experience Hona chahie Forex trading main aapka experience Itna Jyada Hoga utna hi acchi trading aap kar Sakenge isliye education Koi matter nahin karti ke aap Forex trading Mein education kitni hai just aap ka experience Hona chahie.
        • #34 Collapse

          Re: forex me koi limit hai education ki ???

          Members Forex education ki koi limit nahin hai agar aap ke andar Kam Karne Ki Lagan hai aur aap mehnat karna Jante Hain To aap acche se kam kar ke Forex per acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: forex me koi limit hai education ki ???

            hello friend for Forex me sabse acchi baat yah hai ki Yahan per education ki koi limit nahin hai aap acche se Kamyab ho sakte ho apni education ko Achcha karo apni mehnat ko karte raho ki aapane Kaise Khud Ko Kamyab karna hai kaise aapane Apne kam ko Achcha karna hai aur Hamen Kaise kam ko karte hue Khud Ko Aage Lekar Aana Hota Hai Har kam Samajh Ke karne se aapko bahut fayda hota hai kam ko samajhna aap ki pahle purity honi chahie
            • #36 Collapse

              Re: forex me koi limit hai education ki ???

              Asslam o alaikum dear forex member fores mn kaam kerny k lea education ki koi b limit ne h q k forex mn just ap ko read kerna ata ho or write kerna ata ho to b ap achay treky sa kaam ker sakty hn or acha pasa kma sakty hn.
              • #37 Collapse

                Re: forex me koi limit hai education ki ???

                Assalam o alikum dear friends ummid karta hun kya aap sab khairiyat se hongekuch books hoti hen jin ko agr carefully read kr lia jay to ap pass ho jaty hen is trha forex ko krny ky liy bhi is ki learnign ko complete krna boht zarori hy is ki agr education ko complete kr lia jay to easily successfull hota hai ishall be very thanks full to you
                • #38 Collapse

                  Re: forex me koi limit hai education ki ???

                  Asalaam-o-alikum dear member jaisa k ap janty hain k forex aik aisa buisnesa hai jis mai ap jitna ziada knowledge hasil kar sakty hain utna ziada ap forex ko understand kar skaty hain kiyun es mai ap ko daily baaia per new cheezain seekhny ko milte hai her roz is mai new cheez learn karny ko milte hai kiyun k forex aik chalta hai phirta buisness hai es mai ap ko rozana ki basia per attach rehna hota hai or daily basia per new knowledge ko seekhna lazmi hota hai es liye ap forex k knowledge ko kabhi end nhi kar sakty es mai earning bhi karty rehty hain or knowledge mai bhi izafa karty rehty hain
                  • #39 Collapse

                    Re: forex me koi limit hai education ki ???

                    No forex me schooling ki koi restrict nahe hoti kun k forex discussion board apny trader se enjoy mangata hai is k elwa wo foreign exchange pe hard working bhe mangta hai is okay sath sath wo understanding bhe mangta hai jab ye sab kuch ek dealer okay pas hoga to wo kamyab ho sakhta hai
                    • #40 Collapse

                      Re: forex me koi limit hai education ki ???

                      Dear friend Forex Mein education ki koi bhi limit nahin hai aapke jucation jo bhi hai aap Forex per kam kar sakte hain lekin iske liye aapko pass Forex ka knowledge or experience kahan hona lazmi hai Agar aapke pass knowledge or experience hai to aap Kamyab ho sakti hain aur ek Achcha profit hone ka karne mein successful ho sakte hain Jitna aapke pass Forex ka knowledge or experience hoga utna hi aapke liye best Hai image chahie ki Ham Jyada Se Jyada learning Karen Agar Ham Forex Mein learning Karenge Apna time spend Karenge demo account ko use Karenge To Ham Kamyab ho sakte hain aur Hamen Ek accha profit bhi mil sakta hai isliye Hamen chahie Kya mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen best of luck
                      • #41 Collapse

                        Re: forex me koi limit hai education ki ???

                        Forex Mein Koi limit Nahin Hai education ki aap ise ise join kar sakte hain ismein Koi limit Nahin Hoti age ki Hona Hi education ki Forex ko aap bus join Karen aur isko Kamyab karne ke liye aapko experience Hasil karna hoga Achcha knowledge Hasil karna hoga Forex work ke bare mein aapko Jitna jyada ho sake Jitna bhitar ho sake aapko Iske bare mein knowledge Hasil karna hoga aur Achcha experience Hasil karna hoga bus Yahi aap ki Forex mein kamyabi hai aur Yahi aapki acchi kamyabi hai Kyunki Forex Aisi Koi koi baat nahin Chahta yah ki aap ki Kitni age honi chahie ya FIR aapki Itni education hone chahie Aisi koi baat nahin hai bus aapko Forex per karne ka experience ho aur aap Usi experience ki basic per Forex ko join kar sakte hain
                        • #42 Collapse

                          Re: forex me koi limit hai education ki ???

                          Forex mein koi limit hai education ki bohat acha swal hai forex main aap education ki koi limit nhi hai aap agar Acha Kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai jab aap ka pass achi education hoti hai tu aap Acha business Kar saktay hai agar aap ka pass achi education nhi hoti tu aap Acha Kaam nhi Kar saktay hai iss Lia business mein education ki koi limit nhi hai aap ka pass atni education honi bohat zurori hai jiss say aap Acha Kaam Kar la
                          • #43 Collapse

                            Re: forex me koi limit hai education ki ???

                            Ji Bhai Forex ko Join karnay k lye, Education ki KOi Limit nai hai, aur na hi Koi Issue hai, Agr App ki Taleem Achi ho to b App Forex ko Join kar saktay hain aur AGar Apki Taleem kam ha to b App Forex ko JOin kar saktay hain, Forex ko Kam TAleem k sath b Seekha ja sakta hai,Sirf Insaan ka Mehnati hona Zaroori hai, AGr App Mehant kar Saktay hain to App Kam Taleem k Bawjood Forex main Kamyab ho saktay hain, Agr Apke pass thora sa Mind hai to App Forex kar len gay, Forex ko Seekhnay k lye Youtube par Free main Courses b m il jatay hain aur Market main Paid Courses b Available hain, Jahan se Forex ko Seekha ja sakta hai, is lye Forex ko JOin karnay k lye Taleem ki KOi LImit nai hai.
                            • #44 Collapse

                              Re: forex me koi limit hai education ki ???

                              Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge aaj ka jo Hamara topic hai kya Forex Mein education ki koi limit hai main aapko batata hun Forex Mein education ki koi limit Nahin Hai Lekin aapke pass experience aur knowledge ka hona lazmi hai aap ko pata Hona chahie yah kam Kis Tarah Se Kiya jata hai agar aap ko pata nahin Hota ya kam Kis Tarah Se Kiya jata hai aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte hain isliye Forex Mein Kamyab hone ke liye aapke pass experience or knowledge Ka hona lazmi hai agar education Nahin Hai tab Bhi Koi masla Nahin Shukriya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: forex me koi limit hai education ki ???

                                Assalam 0 alaikum my dear forex member g dosto forex from Pakistan company main kam Karne k leay education ke koi limit nai balkay forex ma Kam karnay k leay hoslay or sabar ke limit ha or dosto main forex ma new hun meri knowledge meray experience to yehi kehta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X