Assalamu alaikum my all Forex friends Ne Aaj aapke sath apna personal experience share karna chahta hun trading ke dauran Jab Ham Koi trade open karte hain aur vah trade profit ki taraf Jana Shuru hoti hai aur ham Ek Hafte Tak profit Hasil kar lete hain aur use trade ko profit Mein close Karte Hain Uske bad Ham Dobara Usi ped per Ek Aur trade Laga Dete Hain Aur Woh trailer gane Mein Ham jaldi Karte Hain Yahi Hamare liye Los ka Barish banta hai Kyunki Jab Ham apni profitable trade ko close kar dete hain aur Market karo change ho jata hai To Ham soche samjhe Magar hi dusri trade open kar dete Hain Jo loss ki taraf Chali jaati hai aur vah profit Jo Hamen arsal Kiya hota hai vah loss may change ho jata hai isliye Kabhi Bhi Jab aap ek trade Roj Kar Le To Uske bad Usi Tarah per Dobara kabhi bhi trade open na Karen Kyunki isase aapko loss Hoga aur trade close karne ke bad kam se kam do new candles ke banne Tak vate Karen Taki aapko Mazeed market ki traind ki samajh sake
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим