Salam All friends aik dafa phir apky pas thori information share krny aya hun.
G dosto..! Range mai 2Alfaaz used kiye jaty hain.
1.UP BAR
2.DOWNBAR.
Up Bar : wo Bar jo previous Bar ki closing sy upper closing deti hai, usy Up bar kehty hain.Yh aik range mai banti hai iss ko analysis kr ky market ko prkha jata hai.
DOWNBAR. Yeh wo bar hai jo Previous Bar ki closing ky nechy closing dyti hai, usy Downbar kehty hain, yani yh up bar ky mukhlif simt mai banti hai, yani up bar upper bar banati hai or downbar nechy closing hoti hai.
Thanks.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим