gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae
    dear member gold bahut hi riski pair hy is par trade lagane sae pehlae market ka analysis karna bahut zarori hy jub hum analysis karkae is pae trade karen gae to humain profit mile ga aur hum loss sae buch jaen gae kam karna hy to acha karen tub hum kamiab ho jaen gae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

    gold pair ke movement fast hote hain hamy is man expert trader ban kar kam karna chahye hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is man tukky lga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har ai waja ko sahe karna chahe ta ky hum i smain agy bar saky hamy gold pair mai ahteyat sy trade lagane chahye
    Last edited by ; 25-08-2020, 01:50 PM.
    • #3 Collapse

      Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

      Yes, forex market main har pair main trade risky hay. Ager gold main trade karni ho to sirf indicators ka use he kafi nai balkeh iskay sath fundamental analysis bhi must hain. Q keh gold ki movement baqi pair kay muqably main kafi fast hoti hay. Is liye limited balance per is main survival bahut mushkil hay.
      • #4 Collapse

        Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

        G ap gold per bhi trade laga skty hain q k jo best or professional members hain gold unka besst option hai acha profit gain krnay ka q k or pairs ki nisbaat hmay gold sy bht ziada or acha profit gain hota hai mager is sab profit ko ager achieve krna hai to gold k pair ko achi trha smjhna hoga ta k ap gold per acha trade kr skay or ager ap gold pair k baray mein acha knowledge or experience rakhty hain to ap gold sy bht kaam time mein bht ziada earn kr skty hain islia in saab knowledge or experience ko achieve krnay k liye bht ziada mehnat or hardworking ki zaroorat hogi islia apnay apko sabit qadam rakain or or gold per aboor hasil ker k trading start karain ta k ap kaam time mein best bonus achieve kr sako gay
        • #5 Collapse

          Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

          yes dear 100% right kaha hain agar gold main koi traders trade karte hain tu unk pas analysis strong hona must hain jin k pas analysis strong nhe hain vo gold main kabi b kamyabi hasil neh kar skte hian qk gold main small lot size say b kafi best earning ho jati hain jo small lot size ko use kar k kaaam karte hain or strong analysis hote hain tu kafi best earning kar skte hain trade lene say phly traders ko stop loss ko must use karna parta hain rules ko follow karna parta hain analysis he gold main sucess bana skti hain warna big capital b wash ho jyag small mistake say
          ​Sadaf Khan
          • #6 Collapse

            Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

            Dear Member bilkul sei kaha hai jb tak hum analysis ka tools ko nh semjy gy tab tak hum Gold pa trade nh kar sekty God pa trade karne ka ly analysis ko semjna bht zerooi hai phr gold pa profit be acha mil jata hai god pa tred kerna aik bht bera risky hai isi pa junior ko kbi be trad nah kerni chahy isi ma min se min lot legty hai or gold kie trading kie movment bht small hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

              Gold ki market bahut risky Hai Kyunki agar aap ismein pure concentrate ke sath Kam Nahin Karenge to aap ismein kabhi bhi trading nahin kar Payenge Kyunki gold ki market in Dubai fast Bob karti hai aur iski fast movement ki vajah se aapko ismein nuksan ho sakta hai isliye jab tak aapko experience na isliye use Waqt Tak kabhi bhi gold ki market Mein trade open na Karen
              • #8 Collapse

                Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                ager gold main experience ha tu phir ya risky nhi ha ager gold main experience nhi aur humain isko analyse kerna nhi ata tu phir humain is per trade nhi lagni chahiy q k is se humain bht bara loss bhi ho sakta ha ager hum gold per trading kerty ahn tu humain profit hota ha tu bhtreen profit ho ga aur ager loss hoa tu wo bhi bhtreen hota ha is se humar acount bhi wash ho jata ha.
                • #9 Collapse

                  Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                  Aap Gold per trade lagaen ya Itni Bhi Jyada risky Nahin Hai Jiski Awaz Waqt banate hain Jab aapka mens kam hota hai aur balance kam hone ke bavjud bhi aap asfa Badrinath Laga Dete Hain aur uska natija nikalta hai ki aapka aapka account balance kam ho jata hai aur aap se nuksan mein Chale Jaate Hain aur aapka account Vas ho jata hai aap Gold per trade lagaen lekin Agar aapka 500 band hai to aapko 0.01 na ke 0.02 ki
                  • #10 Collapse

                    Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                    hamen gold personal samajhkar re laga nahin chahie ISI mein Hi hamara Bala agar hamesha main soch samajhkar trade nahin lagaenge to hamara kaun was ho sakta hai aur hamen lost bhi a sakta hai isiliye hamen gold parade bilkul bhi nahin laga nahin chahie palke hamen currencies per trade lagani chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                      Gold bhoat Risky hy trading k liye forex market mein, humein without Experience Gold mein trading kabi b nhi karni caheye ager humary pass experience hy to humein Money,Risk Management's ko follow karty forex gold mein trading karni acheye or small lots size use karna caheye or at a time Ek trade he lagani caheye taky trade ap k control ho.
                      Instaforex is the Best broker
                      • #12 Collapse

                        Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                        Mein Gold mein ISI waja say trading nhi karta ISI liye mjy knowledge nhi hy gold trading k related.
                        • #13 Collapse

                          Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                          gold pair ke movement fast hote hain hamy is man expert trader ban kar kam karna chahye hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is man tukky lga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har ai waja ko sahe karna chahe ta ky hum i smain agy bar saky hamy gold pair mai ahteyat sy trade lagane chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                            Assalamu Alaikum dear Forex
                            bahut accha business hai Hamen gold ki trade Nahin Lagani chahie gold ki trade ki moment bahut fast hoti hai Iske samajh Hamen aasani se nahin aati Hamen currency pair ke trade ki samajh aasani se a Jaati Hai Hamen currency pair ke trade Lagani chahie trade Hamen Apne bonus aur balance ke mutabik Lagani chahie Shuru Shuru Mein Hamen chhote chhote chahie Bade lot size ke trade Hamara account was Karva sakti hai
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: gold ki trade itni riski kun hy is par trade lagani cahae

                              Dear brother gold ki market isliye risky Hai Kyunki gold 1 metal hai aur metals ke jitne bhi pears Hain UN per trading karna Mushkil hota hai unki movement bahut pass hoti hai aur gold ki movement bhi bahut fast Hoti Hai Jiski wajah se gold ki market Mein trading karna Ek new trader ke liye Mushkil Hai Aur Agar aapka account balance kam hai to aapko bilkul gold Mein trading Nahin Karni chahie gold Mein trading tb Karen Jab aapko trading Ka acha experience Ho Jaaye aur jab aapke pass account balance bhi achcha Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X