Assalam o Alaikum dear main ap ko batana chati hon kay agar ham trading karna chaty hain to hamain chaiye kay hamain trading karty waqt hamaray pass kam say kam 50$ ka bonus hona chaiye q kay trading karty waqt kabhi kabhi trade loss main bhi chali jati hay to jin ka kam bonus hota hay un ko loss aa jata hay yah phir un ka account wash ho jata hay to hamain chaiye kay jab ham trading start krean to hamaray pass 50$ lazmi honay chaiyn tab hi hamain trading main profit hasil ho sakta hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим