Forex ko kon log chor dety hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex ko kon log chor dety hain.

    Han gg dear forex ko wohi log chorty han jin himat nahi hoty kam.karny ki or mahnat karny ki is liye wo jaldi tang ajaty ha or account skip.kar dty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex ko kon log chor dety hain.

      Business Koi bhi Ho usse najar bahan sal karna chahie han acchi opportunity milati hai use jarur wale karna chahie agar nahin milati to usi se Hi Kam chalana chahie horosho ram ek accha platform hai business ke liye jisse accha munafa kamaya ja sakta hai ghar baithkar
      • #33 Collapse

        Re: Forex ko kon log chor dety hain.

        Forex time taking trading hai lekin is ka profit bhi Milta Hai agar Ham Chahe ke bagair time Diye Koi kam Karen aur profit bhi Aata Rahe To Duniya Mein Aisa Koi kaam Nahin
        • #34 Collapse

          Re: Forex ko kon log chor dety hain.

          Forex bht.hi acha business hai or jo log learn nh krte isko wo loss hi krte hai or bulkul ilzam forex pa lgate hai ka ye thk nh hai humen loss hua wo learning krte nh or loss krke ye business chor ka chale jate hai aise logo ko chaiye ka phle forex ko learn kren .
          • #35 Collapse

            Re: Forex ko kon log chor dety hain.

            Gee yahi log chor dety hain aisy log jab naqaam hoty hain to sara blame forex ko dety hain aur kehty hai yeh market makers k waja sy ya brokers ki waja sy
             
            • #36 Collapse

              Re: Forex ko kon log chor dety hain.

              Jin logon k hosly past hoty hain wo aksar forex ko chor dety hain aur thory sy loss ko b brdasht ni kr skty jb k yay business he loss aur profit k darmian chalat rehta hy. Is k ilawa jin logon k pas investment khatm ho jati hy aur thori he amount hoti hy wo b aagy ni berh paty. Isi tra emotional log b is main zyada aagy ni ja paaty.
              • #37 Collapse

                Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                Assalamu Alaikum their members miss karta hoon Sathiyon ke Pakistan Forex trading platform MS platform par delete message mat karna chahie Meena Se Kam karna chahie bhakton Forex Ek acchi chahie ki Ham Din Raat Meena se kam kar raha hai is per acchi kam Karen market Kaun Karen aur Hamen chahie ki Ham Aakar Kalesh carpeted Karen aur Market ki Mohammed ko dekhne Jana chahie aur Hamen chahie kya Mishra Har time focus karen to Jyada Se Jyada time nahin tha ki Hamen acchi ya nahin ho sake Shukriya
                • #38 Collapse

                  Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                  Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge ji 4x ko vah log Chhod Dete Hain Jo jyada mehnat to nahin kar paate aur forex business ko blame Karke Chhod Dete Hain kam week log Hote Hain Jo forex business Mewar Ko Nahin kar sakte Kyunki ismein Jyada Hamen mehnat ki jarurat hoti hai life mein Bahut Si difficulties Hoti Hai Hamen unko face Karke Aage Badhana chahie aur apne M ko achieve karne ki koshish Karni chahie kuch log Aise Hote Hain Jo life mein difficulties Aane Ki vajah se unko face karne ki vajah apni direction change kar lete hain Apne M ko change kar lete hain vah log life mein bahut jyada kamjor hote hain aur Jyada successful hi nahin Hote Kyunki vah shortcut rasta dhundhne ki koshish karte hain successful hone ke liye Aise log life mein kabhi bhi successful Nahin ho sakte all the best
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                    Assalam O Alaikum dear forex member achi post share ki hy apny ummed karti hon keh sab kheriat sy hon gy jaisa k ap sab janty hain forex forum par kam karty hoe hamein chahye k ham forex par mehnat kren mehnat kren sabar k sath kam kia kren to wohi log kamyab hoty hain hamein forex par mehnat krni chahye woh log jo k forex par mehnat nhi krty har choti choti bat par dil chota kar daity haij or sabar k sath kam nhi lety to wohi log na kamyab hoty hain is lea hamei sabr ay kam lena chahye or forex ko nhi chorna chahye mehnat na krny waly forex ko chor daity hain.
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                      Dear forex members.
                      Aapane bahut achcha Sawal poochha hai kya Forex ko kaun se log chhod dete Hain Forex ko aise log chhod dete Hain Jo ismein mehnat Nahin karte kyunki Forex ek aisa business hai jismein jyada se jyada mehnat Karne par Diya kyunki jab tak aap mehnat Nahin karte aapko experience aasan Nahin hota aur experience or knowledge ke bagair agar aap trading karte Hain to apna Kam ho jaate Hain aur jab Kisi shaks Ko bar bar Forex Mein Na Kami ka samna karna padta hai to vah trading karna chhod deta hai use chahie ki vah apni mistake se a sikhane ki koshish karen aur unko control Karen taki vah profit hasil kar sake aur apne experience ko bada sake.
                      Thanks
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                        Dear Forex Members Assalam o Alaikum! G forex ko woh log chor dete hain jo log mehnat nahi kar sakte hamesha dosron pe depend karte hain aur forex business un logon ka business hai jo mehnat karte hain forex business main wohi log hamesha kamiyab hote hain jo mehnat karna jaante hain forex ko chorne ki yaqeenan yahi reason hoti ho gi woh log mehnat nahi karte hon ge jis se unhain axha profit hasil nahi hota ho ga mujhe to lagta hai keh isi wajah se log forex ko chorte hain.
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                          Aslamoalekum my dear forex frnds.
                          Forex busniess bhi dosro busniess ki trah ek online business hain jis mai appko ghar pc ya mobile sy kaam karna hota hai. Kuch log isko bohut asan samjh kar start krty hain aur baghair samjhey is sy profit lena chahty hain. Lekin jo log learn karty hain onka beshak bohutbtime practice mai chala jata hai lekin kamyab ho jaty hain aur jo baghair learn kar k aty hai woh bohutbloss kar k chor dety hain aur badnaam forex busn3ko karty hain kabhi broker ko badnaam karty hain.is leye humein apny app par ghor karna chahiye aur phir shoro karna chahiye
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                            Forex ko log Chhod De Dete Hain Kyunki vah Yahan per survive nahin kar sakte jab tak Aap Yahan per mehnat aur hardworking Nahin Karenge tab tak hamen bhi Hasil NahinChhod De Dete Hain Kyunki vah Yahan per survive nahin kar sakte jab tak Aap Yahan per mehnat aur hardworking Nahin Karenge tab tak hamen bhi Hasil Nahin ho main bhi kamyabi Hasil karne ke liye hard work karna hoga Forex School long-term play kar sakta Hoga starting mein bahut sara loss hota hai bahut Sare problem hota hai agar jab tak aap kamyabi ki taraf Nahin Jaenge tab tak aapka main aap Nahin ho sakte
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                              ji member jahan tak baat aati hai ki forex ko kaun se log ko chhodate Hain forex ko hamesha vahi log chodte Hain Jo mehandi nahin hote kyunki Jo minut nahin karte vah forest Ko chhod dete Hain kyunki forex ek aisa business hai jis mein hardworking ke sath kam karna hota jitni jyada aap hardworking karenge utna hi jyada aapko fayda hoga isliye agar aap chahte Hain Kya forex mein kamyab ho aur to iske liye aapko aapko fayda hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex ko kon log chor dety hain.

                                Jo log mehnat sy darty Hain wohi log forex ko chord dety hain Jo mehnati log Hain vah kabhi Bhi apne kam se nahin badhate unhen Agar loss hota hai yah profit hota hai vah donon conditions Mein apna Kam continue rakhte hain lekin jo log mehnat se darte Hain vah apna Kam darmiyaan Mein Hi chhod Kar bhag jaate Hain friends agar aap log bhi manate ko darmiyaan Mein Hi chhod jaenge to aap log kamyabi Tak nahin pahunch sakte Jo mehnati log Hain vah yahan per apna Kam continue rakhte hain aur ek na ek Din vah apni mehnat ka Sila jarur hasil kar lete hain aur jo log mehnat hi nahin karna chahte vahi log forex Ko chhod dete Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X