Loss honay ki surat main kya krien

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss honay ki surat main kya krien

    Loss hojata hai magar hamain lss kp recover karna chaiye jab tak loss recover ni hoga taab tak haam kamayb ni ho sakty hain haain kamaybi hasil hlkarni hai tu acha kaam karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss honay ki surat main kya krien

      Assalam o Alikum,


      Kitna bara e trader koi kyn na bnn jay usy b loss kbi kbi trading ms ho jata h but agr hmein loss ho jay to hmein es sa gubrana nai cheaye hmrin cheaye khu mapni mehnet r constration ko double kr dein r slowy slowly apny loss ko recover krein
      • #18 Collapse

        Re: Loss honay ki surat main kya krien

        agar humain loss ho jay to humain es ko face kurna chahiye or es ko humaain recover kurnay ki koshish kurni chahiye agaar hum loss ko recover kuray gaay or es maain hum apna kamachaay say kuray gaay to he hum kamyab ho pay gay or success gain kur pay gay to es liye humaian es trah sy aachay say apna kam jari rukhna chahiye or humain agar losss ho jay to humain es say seekhna chahiye agar hum loss say seekh jay gaay to he hum kamyab ho pay gay or success bhi gain kur pay gay
        • #19 Collapse

          Re: Loss honay ki surat main kya krien

          Dost agar apko loss ho jaye to sab se pehle to sabar se kam le aur jald bazi na kare phir mehnat karte rahe aur trading par aur ziyada focus kare ap is main kafi kuch seekhtey hai or learning kerte rahe to ap trading main kabhi losses na karey trading kar rahe hain demo pe to wo or b bahter hai ham jo learn karen os ko demo pe try kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss honay ki surat main kya krien

            Ager kise mistake ki waaja say ap ko loss ho jata hai toh is baat ka hamesha khyal rakna chaye k lose kabi na kabi clear ho jata hai.Lekin loss k waqt apny emotions ko control main rakna boat zrori hota hain in k control main rhny say hi ap or zada loss say bach sakty hain or acha profit earn kar sakty hain apna loss recover hony k bad isi liy management ko follow karein or aoni trades main stop lose or take profit ko hamesha use kia karein in ki madad say hi ap apna account secure kar ka or profit ko on time per close kar sakty hain .Jo k ap k account k liy boat acha tool sabat ho sakta hai.
            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
            • #21 Collapse

              Re: Loss honay ki surat main kya krien

              forex trading bhot he amazing busniess hain loss hone ki surat main wait karna parta hain again koi b confrim entry mil jy ttab he entry karna must hain forex trading main hard work k sath kaam karne wale loss ko b recover kar lete hin or dollar ka rate pkr main bhot he ziyda hian jaaab k forex trading main agar work kiya jy tu forex trading main bhot he benefit hain kaaam time main kafi big profti hasil kiya jah skta hian or achi earning ki jati hain forex k bunsiess main regular work krna must hain jitni ziyda learning hain itna he loss k chances ko kaam kiya jat ahain
              ​Sadaf Khan
              • #22 Collapse

                Re: Loss honay ki surat main kya krien

                therefore x member agar aap Pakistan forex forum Par kamyab hona chahte hain aur ek successful businessman banna chahte Hain to loss Ki Surat mein aap ko sabar karna chahie aur is loss se sikhana chahie aur sabse pahle apni mistakes ko select karna chahie aur pahle se jyada mehnat ka ka irada karna chahie jab aap aapko apni mistakes maloom honge to aap unko improve karke next acchi trading kar sakte hain aur accha profit hasil kar sakte hain aur ek successful trader Ban sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss honay ki surat main kya krien

                  forex trading business buht risky business hai or loss or profit qismat ki baat ha lakn agr loss ho to apni mistakes ko samj kar agy baray aap without trade to karsakte hain forex main par jab without practice trade hogi to phir earn kese karpaayga aur maarket ko samajhna hoga iss se bohat bara loss hota hai .g nae forex bht rsiky businees ha aur hm without prctice trdr nae shruh kr sakty hyn parctice hone bht zarure ha aur trding knolwdege b hona bht zarure ha tb he hm ache trding kr sakty hyn
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss honay ki surat main kya krien

                    Assalam o Alaikum dear agar hamain forex trading main loss hota hay to hamain parashan nhi hona chaiye balky hamain chaiye kay ham is business main pehalay say bhi zayada mehanat say kam krean agar ham is business main pehalay say bhi zayada mehanat say kam krean gay to ham apna loss bhi recover kar sakte hain aur ham is main ak acchi kamaybi bhi hasil kar sakte hain to hamain is business main kabhi bhi loss honay ki waja say parashan ho kar is business ko nhi chorna chaiye loss bhi business ka ak hissa hota hay to hamain sabit qadam rehana chaiye tab hi hamain kamaybi hasil ho gi.
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss honay ki surat main kya krien

                      Assalam o alaikum
                      Agar hamen loss ho jaaye to hamen chahie ke ham sabar se kaam le aur Los aane ke bad double mehnat Karen Agar ham double mehnat karte Hain to hamara loss profit mein main badal jata hai isliye hamen chahie ki hamen loss ke bad ghabrana Nahin chahie kuchh log loss aane ke bad kam chhod dete Hain aur kuchh log loves aane ke bad khud per pachtate rahte hain halak ke loss unki ki apni galti ki vajah se hota hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss honay ki surat main kya krien

                        ager ap ko loss ho jai to ghabrana nahi chahye bulke himat se kaam len or mehnat jari rekhen roz hame forex k bare me kuch na kuch naya sekhna chahie . aor aik ache trader ke pehchan b yahe he ko wo apne learning k ojare rakta he business mein learning ka hona bahot zarori hai is se ap aik achy trader ban sakty hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss honay ki surat main kya krien

                          FOrex main profit or loss dono sath sath hain forex main humhy kamyab hony k k liye mehnat karny ki zarort hain agr humhy kesi mistakes ki wjha sy humhy loss ho jata hai tu humhy himat or sabr sy kam lyna ho ga taki hum trade agli trade k liye tyr rhy humhy agr ik bar loss hoa hai tu humhy chiye k humhy next trade ko soch smjh kar krna ho ga taki hum acha profit gain kar sky or loss ko cover kar sky us k liye humhy sabr or himat sy kam lyna ho ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss honay ki surat main kya krien

                            loss hony ki surat mein los ko cover karien ar pareshan na hn agr hamy sath chalna ha tu hamy zeada zeada laerning karni ha ta k market ma hamy success mily na k ham disheart ho k forex k business sy pechy hat jay aap k liye best ho ga aur es main market k trend ku follow karay aap k liye best ho ga aur es ku etna easy na samjay kiyon k asa karnay se loose he loose ho ga
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss honay ki surat main kya krien

                              Las hone ki Surat mein insaan ko sabak sikhana chahie yah jaruri nahin hai ki nahin per Ho nuksan bhi nafe ka hissa hai aur nakhwa insan ko khush karta hai jab ke nuksan insan ko sabak deta hai isliye hamen chahie ke nafa se a khush rahen aur nuksan se hamen sabak hasil Karen aur aainda se motard Rahe nuksan hamen bahut kuchh khakar jata hai aur ham sab cancel karna chahie aur trading mein achcha experience man vahi hota hai jo nuksan se sabak sikha hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss honay ki surat main kya krien

                                dear Forex member loss hony Ki Surat mein hamen bahut zyada pareshan hony Ki zaroorat nahin hay kyun kiy Forex mein loss recoverable hay to recovery ke liye hamen Forex mein hamain strong strategy key sath next trade lagani chahiy phi hi losd recover ho sakta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X