Trading on gold pair.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading on gold pair.
    Asalam o alaikum aj gold sell ma tha kis kis member na gold ko sell kiya or profit generate kiya kindly apna experience share kren ktne pips profit hua apko gold sa.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading on gold pair.

    assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge friends gold per treding karna ek bahut hi mushkil kam hai ismein hamen bahut jyada loss ho sakta hai gold per trading lagate hue hamen bahut soch samajh Kar kara kam karna hoga Taki ham log se basa ke kyunki gold ki market ekadam se upar jati hai aur fir ekadam se hi loss ki taraf aati hai isliye gold ki trading lagane ke liye hamare account mein kam se kam so Dollar hona chahie kyunki isase kam Dollar hue to hamara account was hone ka bahut jyada khatra hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading on gold pair.

      forex trading me aaj jism emanabi gold per trade li hogi cell mein vo log profit main Rahe honge jaise ki main cal aapko bataya tha ki 1960 ke bad gold ne down more karna hai aur Paisa hi aaj gold name orkia same as me main bhi golden age 3 trade nahin theme bonus account per teenon trades mein se muskurae $40 ka profit hua hai ISI tarike se aap logon ne bhi agar trade li hogi to aapko bhi profit hua hoga cal ke analyses cal share kiye jaenge vaise gold card friend week ho chuka hai gold mein selling a sakti hai agar 1920 se bola jata hai tu
      • #4 Collapse

        Re: Trading on gold pair.

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men gold aik famous pair hey iss men bahut ziyada trading hoti hey aur iss k sath sath gold aik risky pair hey iss men fast aur unexpected movement hoti hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account wash ho jata hey iss liay gold pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey kiun k iss men trading karna mushkil kam hey
        • #5 Collapse

          Re: Trading on gold pair.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Iraj پيغام ديکھيے
          Asalam o alaikum aj gold sell ma tha kis kis member na gold ko sell kiya or profit generate kiya kindly apna experience share kren ktne pips profit hua apko gold sa.
          Gold Ne again downtrend ko follow kiya hai aur analysed according Yahi production Di ja rahi thi K gold downtrend ko hi follow Karega Lekin is dangerous commodity game of Matka kuch confirm Nahin kaha ja sakta because he suddenly Jab Apna trend change karta hai to iski vajah se Hamen Yahan big loss ho jata hai Achcha capital rakhne wale members Ne Aaj gold ki downtrend ki vajah Se Accha profit bhi Hasil Kiya Hoga and Mary trade already Gold per Lagi Hui Hai Jiska loss Gold ke down Aane per Kuchh kam Hua Hai so Agar Gold per trading karna chahti hai to pahle analyse ko confirm kar lena chahie ISI Surat mein aap gold ki trading Se Accha profit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading on gold pair.

            aise traders ke jinke pass trading se related jyada achcha experience nahin hota unko big pairs per trading karte hue bahut jyada careful hona hota hai jaisa ke gold pet reading karna itna jyada aasan nahin hai aur koi bhi member jab is fair trading karne wala ho to isase pahle usko analyse kar lena chahie aur uske bad jab usko achcha Lage tabhi market main enter ho jana chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading on gold pair.

              assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge friends gold per treding karna ek bahut hi mushkil kam hai ismein hamen bahut jyada loss ho sakta hai gold per trading lagate hue hamen bahut soch samajh Kar kara kam karna hoga Taki ham log se basa ke kyunki gold ki market ekadam se upar jati hai aur fir ekadam se hi loss ki taraf aati hai isliye gold ki trading lagane ke liye hamare account mein kam se kam so Dollar hona chahie kyunki isase kam Dollar hue to hamara account was hone ka bahut jyada khatra hota hai

              اب آن لائن

              Working...
              X