over confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidence
    your struggle in every field make you perfect is leay ap apnay ap per zaroor na krain or na he apni mehnat per garoor krain is se ap over confidence hojty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    you are right dear brother trading market may esay kuch b zaya nahi jata hi jis ki education karo agar market may success hona hai tu must education karo gay our khud may confidence peda karo gay tu hi success ho gay dear brother
    • #3 Collapse

      yes my dear hume over confident nahi huna chahiye kiun k over confident hune se hume loss k siwa kuch hasil nahi hota forex me wo hi kamyab hai jo mehnat karta hai aur iss me learning jari rakhta hai.
      • #4 Collapse

        jee haan bhai app ne theek kaha hai hume over confidence ki waja se boht loss hota hai hume iss se careful rahna hota hai akser loss ki waja over confidence he hota hai iss leya hume is chez ko ignore kerna chahiya :)
        • #5 Collapse

          over confidence to forex trading mein mere bhai mere hisab mein admi ko sirf losshi karati hae kiunk forex trading mein admi jab bhi overconfident ho k trading karta hae to us ko loss ka hi samna karna parta hae.
          • #6 Collapse

            Asslam-o-Alaikum My dear Forum Members & Followers forex men confidence hona zrori hai kun k arzi loss jub bharny lgta hai to tub log dar k trade ko loss men close ker dety hen is liye confident hona chahye kun k market again usi point py move zror leti hai.
            • #7 Collapse

              ji bilkul forex mai sirf aghar ap chahte hai ke ap success ho to ap ke liye ya bohat zarori hai ke ap sirf khud ko daikhe or apne decision par kam kare bake jo kar rahe karne de apne experience par kam kare is hi tarha ap mai confidence aye ga ........
              • #8 Collapse

                My dear friend insan main over confidence hamesha usy na kami ki tarf ly kr jata hy or forex trading to ik aisa onine currency business hy k jis main ap ka ye over confidence boht khatar nak sabit hota hy forex main agr ap over confidence sy kam lety hain to ap loss ki tarf jaty hain forex main hamesha tolerance k sath kam lena parta hy.
                • #9 Collapse

                  confidence forex trading ki market main bahut zaruri hai k is ki waja sey ap ko ye faida hoga k is ki badolat ap main sey loss ka dar hat jaega.;
                  • #10 Collapse

                    mere dost kisi bhi field mein over confidence admi ko tabahi ki taraf le jata hae aur aise hi forex trading mein bhi mere dost over confidence admi ko trading mein loss ka hi sabab banta hae is liay confident rehna chahiay......
                    • #11 Collapse

                      forex mein apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi over confident na hona ur is mien hamesha ek limit mein reh kar hi trading karen aur kabhi bhi had se ziyada risk mat len.
                      • #12 Collapse

                        bhai jaan over confidence hi humari sub say bar loss ki nishani houti hay so huemn over confidence is may kbhi bhi nahi kerna chaeya agar hum over confidence ko avoied kerengay tou kafi achaa amount kama paengay ismay
                        • #13 Collapse

                          dear confiedce bhi ak achee chez hai forex trading me leken over confidence ho na bhi achee bat nahi hai keyo ki jab ham over confidence hotee hai to ham ko ak big loss hota hai or is see ham ko bach na chahiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: over confidence

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: jaffar2015 پيغام ديکھيے
                            bhai jaan over confidence hi humari sub say bar loss ki nishani houti hay so huemn over confidence is may kbhi bhi nahi kerna chaeya agar hum over confidence ko avoied kerengay tou kafi achaa amount kama paengay ismay
                            Dear ap ko pehly over confidence ki reason find karna hogi. har trader ki yeh wali mistake apni hoti hai. us ki main waja yeh hai kay jab trader apna daily ya weekly target pips hasil karny ka poura kar laita hai tu us ko aisa feel hota hai kay us ki har trade ab us ko profit dy gi or yeh he waja hai woh useless trade open kary ga aisi trade jis ki na us nay learning ki na analysis keye or just over confidence ki waja sy open kar di hai. ap ko in cheezo sy bachna hai. esleye proper learning or practice kar kay phir trade karain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X