ap nay forex se kea seekha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap nay forex se kea seekha
    mainay forex traing se boht kuch seekha hai jaisay k apnay emotions ko ksy control krna hai or kaisay forex mai trading krni hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear mene bhi forex se emotions per control karna sikha hai iss k ilawa patience aur decipline sikha hai aur mujhe forex ne sikhaya hai k planing karna kitna zarori hai jo kaam planing kar k kiya jae bht theek rehta hai.
    • #3 Collapse

      gee bhai forex se sekha ha keh is main work ha aor professional work ha is main eanring ha aor is main mhnt krne se trader asane se income apni haisl kr skta ha
       
      • #4 Collapse

        My dear friends forex trading ek acha business ha or is main forex traders ke emotions bohat effect karte hain. is liye forex traders ko is market main trading karne ke doran emotional nai hona chahiye.
        • #5 Collapse

          professional banay kay liye bhi tu forex main ap kay pas koi fix period nahin hota yeah tu ap kay seekhnaay kay oper hain kay ap ko kitna acha trading ka pata hain us lehaaz say ap professional ban saktay hain trading main
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne forex trading mein emotions ko control krna he aur hm apne forex trading mein ache traeeqe se apne trading krein phr hmein apne forex trading se acha profit hota he aur hm apne trading ache kr skte hien
             
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex business se me ne to yahi learn kia hay k es business me zeyda risk hamy nahi lena chaye or greed kabi b nahi karni chaye ye risk business hay hamy 1 hur me b loss ho sakta hay

              اب آن لائن

              Working...
              X