signal in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signal in forex
    signal se ap forex ko nhe seekh sakty ho is k leay ap ko forex ko seekhna ho ga signal ap ko kuch bhe nhe seekhaty hain is leay ap signal ko use na krain signal se ap ko kuch bhe learn nhe hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k signal in forex to mai is baray main youn kahoonga k hmay forex mai signal par tawajo daini chaahiye is sai hamy faida hoga
    • #3 Collapse

      dear forex mai jab tak ap apnii life ko enjoy karo aur daikh sun k acha faida hasil karo aur seekh smjh k kam karo ta k ap ko faida ho aur ap apnii life ko hasil karo...
      • #4 Collapse

        forex trading men signal ka istamaal nahi karn acahhye kyun ke apko is se loss bhi ho skat ahian uar apko is se profit bhi ho skat ahina 50% 50% chance hain apko kuch bhi kars kata hian aur paid ignal apkoprofit de skate hian lekin unke price bohot zyada hote hian
        • #5 Collapse

          g haan signal ka ghalat use horaha hai aj kal jab ap forex seekh jatey hai to ap ko market ki movement ka pata chalta hai ke ab yeh sell main jani hai ya buy main jani hai to us exact point ko janna ke name signal hai ke market kaha ja sakti hai thanks or Signals per Trading na karey kafi log fraud ker rahe hai aj kal
          • #6 Collapse

            Aap ki baat durust he kio ke bohot se log kuch fees Le ker signal provide kartay hain lakin hamin khud itna sikhna chahiay ke hamin signal ki zaroorat na rahay.
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum hum kabhi be kisi kay signals par trading kar kay na to kabhi acha earn he kar saktey hen aur na he kabhi achey trader bn saktey hen is liye hum ko chahiye kay hum khud is me analysis kar kay trading kia karen.
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum me jnab jii kabhi be kisi key signals per believe nahi karta hoon aur na he hum kisi key signals ko follow kar key trading seekh saktey hen aur na he earn kar saktey hen.
                • #9 Collapse

                  han dear signal aik auto sysytem hota hai ye kbhi theek sy kaam nahi krty hain ye aik risky buiness hai is trah aap success nahi ho sko gay ye aik good buiness hai is ko koi bhi kr sakta hai ye aik real buiness hai
                  • #10 Collapse

                    Signals in forex are not to learn but to judge whether to open the trade or not at that time or day .it is for the sake of knowing trend in the market and not for the purpose of learning.
                    • #11 Collapse

                      forex mein signals ap un h traders ke follow karen ke jinka ap ko pata ho ke wo expert trader hain aur is business mein wo kaafi earn kar rahe hian.
                      • #12 Collapse

                        At this time t
                         
                        • #13 Collapse

                          At this time there are many traders are provide the signal. So that you are use it but very vry carefully.sothat you are safe the loss.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: signal in forex

                            Assalamu Alaikum dear brother main aapko batana chahta hun ke Ham Sab Kuchh abhi kya Mein Kisi ke signal Koi use na Karen Bal ke Ham Khud market panelize karne ki koshish Karenge kya gram Forex Mein Khud acche analyser banenge tab jakar aa Mein acchi kamyabi Hasil Ho Gai aur ham Sab Koi Chahie kya Hamen Forex Mein Dil Laga Kar Main ke sath kam Karenge kya kar Ham Sab Forex Per Dil Laga kar main aapke sath kam Karenge tab jakar Hamen acchi aur best kamyabi Hasil Hogi aur ham Forex mein Dil lagakar mehnat Ke Sath kam kar Sakenge aur Achcha profit bhi Aashiq kar Sakenge hamen bhi achcha aur best kam karna hoga to Kya Kam Karne chahie Hamen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: signal in forex

                              Asslam o Alaikum forex members, bhai Meri Rai ke mutabiq start main aapko senior se signal follow karne chahie aur aap Jab un signals ko follow karen to market analysis Karen ke yeh signal Kyon liya gaya hai iska SL is point Point per kiun lya gaya hai aur TP is point per Kyon li Gai Hai Aap un signal ki madad se market ka analysis karna sikhen Jab aap Aisa Karenge To Kuchh arsay bad aap khud market Ka achi tarha analysis kar Sakenge lekin start mein agar Kamyab hona hai aur loss Se Bachana Hai To seniors ke signals ko follow karna parega.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X