Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen
    aise traders ke jinko trading mein loss ho jata hai unko chahie ke vah apne loss Ho jaane ki vajah Baki aur members ke sath bhi share Kiya Karen kyunki is tarah se Baki aur traders ki bhi bahut jyada acchi tarah se help ho jayegi aur FIR is tarah se vah bhi apni trading mein bahut jyada careful hokar aur apne trading co continue karenge aur ISI tarah se Hi unko bhi achcha profit earned karne mein jyada help mil jayegi aur Baki aur members ki vajah ko acchi tarah se mind mein rakh ke aur apni trading ko FIR acchi tarah se continue kar lenge aur is tarah se kar lena hi sabse best sabit hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

    Loss to Forex trading main har aik ko hota hay yehni Forex trading main agar koi andaza lagaia jay to yeh bat samnay aati hay k Forex trading market main trading karnay walay traders main say 95% traders loss kartay hain aor 5% profit hasil kartay hain jis ki big reasons yeh hain k ziada tar traders Forex trading ko achi taran sekh kar start nahi kartay bal k bina learning complete kiay aor without experience trading karna hay es liay Forex trading ko sekh kar achi taran practice karna bohat zarori hay agar aisa na kia jay to trading main kamyabi hasil nahi hoti baz dafa bohat say expert traders ko bhi bar bar loss ho jata hay es soorat main traders ko apnay loss ki wajohat find karna chahiay aor phir en wajohat ko others traders aor forum members say zaror share karna chahiay ta k others traders bhi Forex main loss dainay wali wajohat ko achi taran understand kar lain aor usi hisab say trading kar kay khud ko kisi bhi big loss say mehfooz kar lain jo log khud ki mistakes aor baqi forex main loss dainay wali wajohat share kartay hain un ko bohat ziada kamyabi hasil hoyi hay ziada tar traders ko learning and experience ki taraf tawajoh daini chahiay aor Forex trading ko poori taran sekh kar trading start karni chahiay agar mehnat karain gay aor forex ko sekh kar trading start karain gay to bohat sakoon kay sath trading ho gi aor easily trader es main kamyabi hasil kar laiy ga yaad rahay k Forex trading aik risky business hay jis main har trade aor trading bohat ziada risky hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

      AGR San se sphere kray to or bhi achha he. Nhi khud ko ye wajaa is Farah se yaad kraa lay k . an Kay baad us ko is wajaa se loss ka ho.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

        Dear kuch log to forex me loss ko dekhna he nahi chaty hain hamy he chaty hain ky jab bhi trade karain ham ko bas profit he profit ho aur ham forex market ko apni marzi say chlany ki try karty hain mager asa nahi hota hai forex na he ap ki marzi say chalti hai aur na he kehny say chalti hai es main wohi kamyab rehta hai ju forex main rules regulation ko follow karta hai es lea loss tu har kisi ko hota hai mager ham ko account wash nahi karwana chaheay loss hony par tu ap recovery bhi kar sakty hain mager jab ap ka account he khali ho jay tab ap kiss chez say apne loss ki recovery akrain gay es lea forex main kam loss qabool karna sekhain tu ap ka account wash nahi ho ga kabhi. Forex business me trading ki aur profit earn karny ki hamary pass ye last chance aur last opportunity nahi hoti hay hamy esy muqy bahot zeyada dafa mil sakty hey, planing key sath agar 1 order profit key sath close kia jaye to traders ka 1 to account balance increase ho jata hay sath me un ko confidence be ho jata hay jo us ki next trading me bahot help de sakta hay, koshish karen key agar kam profit ko be app accept karty ho ya loss me trade ko close karty ho to esi opportunities app ko aur bahot si mil jaye gi ya last opportunity nahi hoti key order ko us time tak close na kia jaye jab tak account wash nahi ho jata hay market mai mehnat karty hai to ais mai hum ko ye faida ho jata hai k hum agr ais market mai mehnat karty hai to hum ko ais mai faida ho hi jata hai agar hum ais market mai time waste karty hai to aus par hum ko ho sakta hai k thora bahot loss ho jaye ais liay plan k hisab se kaam karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

          loss honay ki wajah traders ko sub se ahre karni chahye ta k jo new traders hain jo market ko abhy samjh rahay hain unko nuqsan se buchaya ja sakay kuch reason personal
          bhy ho sakti hai jaisay k trader ki zati problem , as busy, stuck at other things jis ki wajah se wo trade ko dhayan na day paya ho aisi wajah share karne ki zarorat nahi per is k elawa
          agar apka kisi wajah se loss hota hai to apko sub se hare karna chahye ta k unko nuqsan se buchaya ja sakay.
          If opportunity doesn't knock build the door.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
            aise traders ke jinko trading mein loss ho jata hai unko chahie ke vah apne loss Ho jaane ki vajah Baki aur members ke sath bhi share Kiya Karen kyunki is tarah se Baki aur traders ki bhi bahut jyada acchi tarah se help ho jayegi aur FIR is tarah se vah bhi apni trading mein bahut jyada careful hokar aur apne trading co continue karenge aur ISI tarah se Hi unko bhi achcha profit earned karne mein jyada help mil jayegi aur Baki aur members ki vajah ko acchi tarah se mind mein rakh ke aur apni trading ko FIR acchi tarah se continue kar lenge aur is tarah se kar lena hi sabse best sabit hota hai
            G dear ye bat hai tu ap ka kam hai kay sp es mai expernce share kiya jarain kiyu kay ap la lose hota hai tu ap kaliye kafi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi profit daita hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kay mai asani hoti hai tu jub ap ka lose hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai tu ap ka lose ho jata hai tu us kay bad ap ka kafi acha mashwara diya jata hai tu ap ka kam kafi asan ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai profit hota hai tu bhi ap share kiya jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ager ap ka lose hota hai tu ap ka kam hai kay ap wo bhi share kiya jata hai tu ap kaliye asan ho jatye hain kiyu kay bad mai ap kaliye es mai kafi asani ho jatye hain jub koi mashwara daita hai tu us mai kafi faida ap ka ho jata hai aur ap es acha kam kar kay faida laye saktye han tu es mai ap ka expernce waisye he nhi milta hai ap ko es mai kafi mahnwt aur lagan kay sath kam karna parta hai tabhi ja kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyabi hasil kar laitye hain tu pa ka kam hai kay ap acha kam karain tu ap ka acha kam ap mahnet aur lagan kay sath kam karnye mai hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ahr mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu mahnet kay sath es mai acha kam karain aur kamyabi hasil karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

              Je han. Forex ma fazool or same thread kaye jaty hain jo bad ma delete kar deya jaty hain. Asy fazool threads ki jaga agr trader apna experience share kary ga k us ko last time profit kaha sy or kesy howa tha to na he unki post delete hon gi or es k badly unko achy likes or comment b mele gy. Forex ma asa work karny sy other member ko b faida hota hai k unki knowledge increase ho jati hai. But forex ma meyari work karny k lae kio razi ni hai. Har kio bus jan chorany k chakar ma para hota hai. Traders ka asa work unk kesi kam ni ata. Forex trading ma same thread ko foran delete kar deya jata hai or ye tak ni dekha jata k ye member senior hai k junior. Forex ki popularity ki waja he ya hai k ye har member ko equal chances deta hai. Junior ho ya senior jo acha work kary ga wo he agy barhy ga. Jo acha work karna chor deta hai wo kbi kamyab ni hota. Forex trading ma senior or junior ka kio trend he ni hai. Senior agr mehnat kary ga to apni position par kaim reh saky ga. Agr senior mehnat chor dey ga to usko profit hasil hona b khatam ho jae ga. Es lae thread post karny ma jaldi ni karni chahe. Pehle home work karna chahe. Jo trader acha home work karta hai or thread ko meaning ful banata hai or apny thread ma sari unique information shamil karta hai wo hamesa he kamyab hota hai. Forex ma work to bhot sary member kar rahyn hain jin ko count karna bhot mushkil hi hai but yaha kamyab wo he hota hai jo dosro sy different work karta hai or khud ko bakiyo sy alag kar leta hai or apni alag pehchan bana leta hai. Forex k work ko normal or easy leyn gy to kbi apni alag pehchan ni bana payn gy.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                Doston Har Business mein loss aur profit hota hai aapko loss Ho Jaane se pareshan Nahin Hona chahie balke Himmat se kam Lena chahie aapko apna loss ki vajah apne friend ke sath share karne chahie aur ismein mehnat karte hue Apne mistake ko search Ok Karen aur isko rectify Karen aur mehnat Karen Taki next time wali mistake Na Ho aur aap acchi earning Karke Ek Achcha trade kar Saken aur Achcha profit Hasil karne ke Kajal Ban sake aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapki kamyabi hoti hai isliye aapko chahie ke daily basis per kam karte hue Jyada Se Jyada earning karne ki koshish karen experience Hasil Karen aur Achcha trade Karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada working hi aapki trading co Kamyab banaa sakti hai isliye Jyada Se Jyada Soch samajhkar trade Karen aur mehnat Karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi earning karne Ke Kabil Ban sake
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                  aise traders ke jinko trading mein loss ho jata hai unko chahie ke vah apne loss Ho jaane ki vajah Baki aur members ke sath bhi share Kiya Karen kyunki is tarah se Baki aur traders ki bhi bahut jyada acchi tarah se help ho jayegi aur FIR is tarah se vah bhi apni trading mein bahut jyada careful hokar aur apne trading co continue karenge aur ISI tarah se Hi unko bhi achcha profit earned karne mein jyada help mil jayegi aur Baki aur members ki vajah ko acchi tarah se mind mein rakh ke aur apni trading ko FIR acchi tarah se continue kar lenge aur is tarah se kar lena hi sabse best sabit hota haiexperience trading karna hay es liay Forex trading ko sekh kar achi taran practice karna bohat zarori hay agar aisa na kia jay to trading main kamyabi hasil nahi hoti baz dafa bohat say expert traders ko bhi bar bar loss ho jata hay es soorat main traders ko apnay loss ki wajohat find karna chahiay aor phir en wajohat ko others traders aor forum members say zaror share karna chahiay ta k others traders bhi Forex main loss dainay wali wajohat ko achi taran understand kar lain aor usi hisab say trading kar kay khud ko kisi bhi big loss say mehfooz kar lain jo log khud ki mistakes aor baqi forex main loss dainay wali wajohat share kartay hain un ko bohat ziada kamyabi hasil hoyi hay ziada tar traders ko learning and experience ki taraf tawajoh daini chahiay aor Forex trading ko poori taran sekh kar trading start karni chahiay agar mehnat karain gay aor forex ko sekh kar trading start karain gay to bohat sakoon kay sath trading ho gi aor easily trader es main kamyabi hasil kar laiy ga yaad rahay k Forex trading aik risky business hay jis main har trade aor trading bohat ziada risky hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                    My dear friend aapane bilkul sahi Baat kahi hai Forex trading Mein Jin traders ko loss hota hai unko chahie ke sabse pahle Apne loss Ho Jaane ka reason Sabke Sath share Karen Taka Sabko use point ke bare mein pata chal Jaaye jisse loss hone ke chance hote hain aur loss ho sakta hai Forex trading Mein Kamyab trading ke liye zaruri hai ki sabse pahle Apne trading Mein un factors ko avoid Karen Jinse loss hone ke chances zayada hote hain Forex mein jo log planning Karke apni trading karte hain unko hi Forex Mein loss kam se kam hota hai aur vah acchi trading karte hain Forex trading main market ko samajhna aur usko follow karna hi aapki kamyabi hai isliye agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To uske liye zaruri hai ki aap market ko samajhne ke Ability ko increase Karen Jiske bad aap Forex Mein successful ho sakte hain aur acchi trading kar sakte hain

                    Pakistan Forex forum basically ISI point per Banaya Gaya Hai Ki Forex Mein jitne bhi expert traders Hai vah Apna experience or knowledge Forex form Mein share kar sakte hain tar ke vah apne knowledge ko Aage pheila sake jisse jitne bhi new members hain Unki knowledge aur experience Jo share karte hain Unse Kuchh Sikh Saken Forex Mein Forex forum Mein Jab Ham posting work Karte Hain To sahab ka ek hi basic point hota hai ki Ham Forex form mein zayada Se zayada Forex ka knowledge aur information share Karen Taake new Aane Walon Ko Forex ka knowledge mil sake Jab Ke forum Mein Mujhko loss hota hai aur loss Kis vajah Se loss hota hai unko bhi share karna chahie Taake Sabko use point ke bare mein pata chal Jaaye Jiski vajah se loss hone ke chance hote hain Forex Mein Kamyab hone ke liye zaruri hai ki apni trading Aise Karen ke us mein loss hone ka margin kam se kam ho aur aapke trading Mein risk bhi kam se kam ho jisse aap successful ho sakte hain Forex Mein acchi trading kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                      Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham different experiences market Mein different peoples ke sath Kiya Karenge to usse junior member ko bahut jyada help ho sakti hai Jab Ham Apne experiences share Karte Hain To usmein Humko Apne acche experience bhi share karne chahie aur uske sath sath vah reason speaker Karni chahie Jin ki vajah se Ham kab market Mein nuksan Hota Hai Jab Ham Aisi reasons junior Mein bus ke sath share Karenge to unke knowledge mein aisa Hoga aur unko bahut jyada advantages ho sakte hain aur is experience a vah bahut jyada learning Hasil kar sakte hain aur apni mistakes ko eliminate kar sakte hain.

                      Kyunki Jab Ham apni mistakes on ke sath share Karenge to unko idea ho jaega Ki Is Tarah karne se Humko kya nuksan ho sakta hai isliye vah in Tamam important factors ko Apne mind Mera kar kam Karenge Jiski vajah se unko nuksan hone ke chance bahut kam ho Jaenge aur Unki trading Jyada profitable ho jayegi isliye as a senior member Hamari hi responsibility banti hai ki Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur Jin factors ki vajah se Humko nuksan Hota Hai vah Humko Jarur junior members ke sath Pakistan Forex forum per share karna chahie.

                      Kyunki Jab Ham Khud Ko nuksan kar Jaate Hain aur uske bad Hamari vajah se agar koi junior member acchi learning Hasil kar leta hai to yah Hamare liye ek bahut hi acchi acchi hai mat Hogi isliye Ham Ko kabhi bhi Forex trading Mein kam karte hue apni achievement share Nahin Karni chahie balki uske sath sath Humko properly apni mistake bhi different Mein bus ke sath share Karni chahie jisse dusre Mein bus ko bahut jyada advantages Hasil ho sake aur vah Hamari post se bahut benefits Hasil kar Saken isase Hamari mistake Kisi Ke Liye experience ka sabab Ban sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                        dear friends trading aik asa business hai jis main profit and loss both are the part of our business is liye agar loss ho bhi jay to ye normal bat hai ham apna experience use kar k use recover kar sakte hai koi b trader esa nhi hai jise loss ka samna na karna pare lekin bar bar loss ka hona aap k liye nuqsan da hai is liye jab b loss ho aap uski reason zaroora talash karen our us ko smjne ki koshish karen k ku aap ko loss hua apni us mistake se sabak hasil karen our dobara same mistake repeat na karen our apna experience acha ho ya bura logo se share karen aap ko achi malomat mile g our aap k andr trading ki jo khamyan ho g wo door ho sakti hai

                        Why we gain loss in trading :
                        dear friends trading aik worldwide profitable business hai lekin is main loss and profit dono ho sakte hai agar ham trading ki loss ratio check kare to hame pata chale ga k 70% traders daily loss hasil karte hain jab k trading aik profitable business hai dear friends is huge ratio ka matlab ye hai k traders kuch esi galtayan zaroor karte hai jis ki wja se in ko loss haisl karna parta hai dear friends mere nazdeeq loss ki sab se bari wja lack of knowledge and experience hai ku k agar aap k pass trading k about knowledge and experience hi nahi ho ga to aap blind trade kare ge big lot k sat high profit hasil karna chahe ge ye choti choti mistakes aap ko huge loss de sakti hai is k ilwa agar aap k pass trading ka knowledge nahi ho ga to aa proper analysis and money management bhi na kar sakte hai jis ka nuqsaan aap ko loss ki sorat main hota hai

                        Advantages of sharing reason of your loss :
                        dear friends loss ka ho jana normally bat hai har traders kabi na kbhi loss leta hi rehta hai lekin ache traders wo hote hai jo apni galtyon ko control karen apni mistakes se lesson hasil karen our dobara koi esi mistake na karen jis se pehle se wo loss hasil kar chuke h is traha step by step experience increase ho jata hai our good traders loss ho jane ki sorat main apana experience dosrn se share karte hain is ka sab se bara faida ye hota hai k dosre traders aap ko ap k loss ki reasons batate hai our aap ko loss se bachne k liye mufeed mashwary dete hai
                        apne loss ko dosron k sat share karne k faide mandrja zail hai

                        1=> dear friends aap jab loss ki reasons share karte hai dosry traders aap ki is information se sabk hasil karte hai is trah wo loss se mehfoz rehte hai
                        2=> loss ko share karne se ap ka apna experience hi increase ho ga
                        3=> apne loss ki reasons share karne se experience traders ki tarf se aap ko achi malomaat mil jati hain jis se aap next time is tarha k loss hasil na karen ge
                        4=> aap ka confidence level increase ho ga our ap mehnat karen ge
                        5=> loss ko share karne se good traders aap ki ache se rehnumai karte hai our aap ko next trades main profit k kabil banate hai
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                          786 Assalam U Alaikum Aap ki post bahut zabardast ha or yeh bahut acha kheyal ha keh agar kissi bhi trader ko or hamare Forum member ko Trading men koey loss ho jaey tu uss ko chahiay keh woh appne loss ki waja dosre tamam members ke saath share kare friends agar Trading men kissi bhi ghalti ki waja se loss howa ho tu tamam traders achi tarrah check karren keh unn se keun loss huwa ya tu woh Trading strategy ki waja se loss huwa ho ga tu aesee surat men achi tarrah wazahat se forum par share karren keh strategy men keya problem ha or keun iss ki waja se loss huwa ha tu aesee surat men members ko maloom ho jaey ga strategy ki mistake keh uss strategy men keya khamen ha or woh uss se dobara muhtat ho jaen ge issi tarrah loss ki wajohaat men analysis hote han tu pori tafseel se tamam members ko chahiay keh woh share karren keh un se analysis men ghalti keun hoey keya analysis ke baad men koey news jaree hoey jiss ke impacts ki waja se market kissi trader ke analysis ke against move kar gaey or yeh keh member ya trader ne pahley se iss cheez ko madd e nazar keun nahen rakha keh woh news ka itezar kar le or uss ke baad order open karre aksar traders ke timeframe selection men ghalti hoti ha keh Trading limit se related chart par time frame set nahen tha tu trade against challi gaee baaz daffa yeh bhi hota ha news ya signals ke base par Trading ki jati ha or woh news keunkeh zeada deer porani hoti ha lakin kissi trader ko uss ka saheh time mentioned nah tha uss ke mutabiq trade tu kar dee lakin uss waqat tak uss target ke mutabiq trade karne men Late ho chukki thi ju loss men challi gaey iss ke ilawa bahut se wajohaat hotee han jin ki waja se trade loss men jati ha tu achi tarrah tahqeeq kar ke har trader ko chahiay keh woh apne loss ki wajohaat ko pori tafseel se forum men share karrey yeh bahut Good idea ha keh forum share kiya jaey iss tarrah tamam members ke knowledge men ir experiance men bahut izafa ho ga men samanjhta ho keh har member ko har roz ak thread aesee zaroor release karni chahiay jiss men woh mazee qareeb men ki gaey trades men hone wale loss ki wajohaat ko share karrey uss read kar e waley logon ko asani se har point or cheez ki tafseel understand ho post aesee honi chahiay or members ko chahiay uss ko reply men agrre karte huay tafseel bataen keh aesa keun huwa or adal men kesa hona chahiay tha iss tarrah firum men working ka meyar zeada behtar ho ga kafi arse se hamare Forum men aesa juch nahen chala abb iss new style ki posts honi chahiay or iss kaam men agar kissi member ki personal information show hone ya nah hone ka problem ho tu har member sirf or sorf loss ki wajohaat show karre account balance or loss ki miqdar show nah karre lot size waghera or kitna waqat pahley loss howa yeh bhi zaher karne ki zaroorat nahen sirf or sirf Pips ki miqdar zahir ki ja sakti ha keh kitne Pips ka loss huwa or kitne time pahley huwa de gaey wazahat men indicators ki waja se ya jo bhi waja loss ho pori tafseel se zahir kee jaey tu iss se mere kheyal men nah sirf forum ka meyar acha ho ga balkeh iss se Forum men mojod tamam Learning Content men dillchasp mawad ka izafa ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                            Bht achi baat kahi hai ap ne friends keh agar hame loss hota hai to hame forex forum me loss ki reason ko dosto me share karni chahiey taa keh koi aor dost woh mistakes na dohraey hamesha hame safe trading karni chahiey jitna mumkin hoo sake dear forex me mehnat se work karna chahiey ache andaaz me post kar ke ziada bonus earn karna chahiey taa keh ham ziada profit kmaa kar foran withdraw lagana chahiey
                            dear forex aek online business hai hame chahiey keh is me sabar aor experience se work kar ke ham achi earning karne me kamiaab hoo sake
                            ap good trader tabhi ban sakte hai kamiaabi ka raaz mehnat aor learning me hai jo jitni mehnat se work kare gaa woh utna acha profit kmaaey gaa friends forex aek bht acha business hai hame experience se work Karna chahiey forex ap ke start me tough lage gaa lekin baad me ap ko acha aor easy lage gaa tabhi ap gorex me successful hoo kar big earning karne me kamiaab hoo sakte hoo.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ho janay ki waja traders ko sab say share kerna chahiyen

                              Dear aapane bahut hi acchi baat ki Hai Jab Bhi Hamen trading karte hue loss Ho Jaaye To Hamen Hamesha Apne members ke sath usko share karna chahie Kyunki Agar Hamen trading karte hue market ke opposite Jaane Ki vajah se yah apni Kisi mistake ki vajah Se loss Hua Hai To Hamen usko Apne friends aur apne members ke sath share karna chahie taaki vah is galti ya mistake ko repeat na Karen Hamesha apni trading main losses ko kam karne ke liye information Or experience ko use Kiya Karen aur apne members ke sath bhi knowledge ko share Karte Raha Karen Itna Jyada Apne trading skills aur knowledge ko Apne members ke sath share Karenge utna hi aapko Achcha response Milega Hamesha Apne trading skills aur apne trading ke dauran Kiya Gaya losses ko Jarur share Kiya Karen Apne members ke sath

                              Forex trading Ek Aisa business Hai Jis per kam karte hue Hamen profit or loss donon hota hai To Kabhi Bhi Hamen overconfidence Nahin Hona chahie Hamesha Apne kam ko perform karne ke liye hard work Karte Rahana chahie Agar Hamen kam karte hue Kabhi loss Hogi Jaaye to usse emotional Nahin Hona chahie Hamesha koshish Kiya Karen ki Jab Bhi aapko loss hota hai to usko Apne members ke sath share Kiya Karen aur apne members ko Apne a market ke bare mein mistake se Agah Kiya Karen Taki vah bhi aise mistake sy seekhain aur Khud bhi aapko chahie ki apni mistake se sikhate Hue Apne kam Ko Behtar Banaya Karen aur apne trading ko perform karne ke liye hard work Karte Raha Karen tabhi aapko Achcha fayda mil sakta hai aur aap market se fayda Utha sakte hain Jitna Jyada aap apne losses ko share Karenge Apne members ke sath utna hi unko Achcha sikhane ka mauka milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X