Trading kab zida risky hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kab zida risky hoti hai
    wese tu without experience bht zida risky or dangerous online business hai laken some time experience ke sath bhe risky ho jata hai or esa tab hota hai jab ham log market ke trend ko dekhe bina hi trade enter kr dete hai or tab bhe risky hota hai ke ham log kam investment se gold or index ke trading kr dete hain lalch main akr ke hame yeah profit zida den ge hame hamesha market ke trend ko watch kr ke trade krni chye or apni invest ke hisab se trade krni chye or koshish kren ke zida tar trading hame pair per krni chye kun ke en main zida risk nh hota hai or kam investment se bhe ham log acha profit le sakte hain laken gold , oil or index ke trading bht zida risky hoti hai or lose hu sakta hai es main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kab zida risky hoti hai

    trading market har vaqt he risky hoti hai is leye behtar yehi hai k hamesha trade se pehlay market ko analyse krein aur phir trade open krein and sath news k sath touch raha krein.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kab zida risky hoti hai

      Han baghair knowledge k forex mai enter hona bohut bara loss krna hai aur bohut risky hai. Aur dosri baat k trend jo dekhy baghair trade lena hi bohut risky hai. Aur sath news ko bhi dekhna chahiye agar os pair ki koi news jo impact ho to woh bhi danger hoti hai trading main
      • #4 Collapse

        Re: Trading kab zida risky hoti hai

        news k wqt trdaing kerna humary liay ziada risky hota ha is liay humain us wqt trdae nhi lagni chahiy jub news k wqt guzar jay tu phir humain trade kerni chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta ha aur ager hum unexperienced han tu is se humain loss ho sakta ha.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kab zida risky hoti hai

          Ji han aapane bilkul theek baat ki without knowledge aur experience bhi risky hoti hai Agar ham money management ko follow Nahin Karenge Hamara account Band Ho Jaega aur ham ismein Kamyab Nahin Ho Payenge Agar trading per ho to yah bahut jyada risky Ho Jaati Hai Forex trading ke andar Agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen ismein Jyada Se Jyada time invest karna hoga agar hum ismein Jyada time invest Karte Hain To Ham Forex trading ka zyda knowledge hasil kar lete hain Agar Jyada knowledge hasil Karke ismein work Karte Hain To Hamari liye business profitable business hota hai aur is market ke andar Hamen aik achcha profit hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading kab zida risky hoti hai

            trading office UK job market ke movement ko analyse ki hai bajariya ke ghar jaate Hain ya nahin aapka dimag kharab hota hai aur aap acche se
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading kab zida risky hoti hai

              Han baghair information k foreign exchange mai input hona bohut bara loss krna hai aur bohut volatile hai. Aur dosri baat ok trend jo dekhy baghair change lena hello bohut unstable hai. Aur sath news ko bhi dekhna chahiye agar os pair ki koi information jo impact ho to woh bhi chance hoti hai buying and selling major

              اب آن لائن

              Working...
              X