Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka jaiza:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka jaiza:
    Friends, forex ma bhot sary traders ye sawal kartyn hain k wo jb demo account ma trade kartyn hain to unki har trade profit ma jati hai or real account ma jesy he trade karny aty hain to unki har trade loss ma jana start ho jati hai. Es ki bhot sari reasons hain jin ma kuch ye hain. Ik to demi account ka bonus bhot zayada hota hai or trade jaha tak b ponch jae account wash ni kar pati or wapas profit ma ah he jati hai. Jb k real account ka balance bhot small hota hai or market jesy he opposite jati hai account wash kar jati hai. Esk lae pehle ham real account ma acha bonus jama karna chahe or phr he trade ma jana chahe. Second possible reason ye hai k demo account ma ham just ik bar marker ko dakhtyn hain or faisla kar letyn hain k hamy kon si trade open karni chahe jb real account ma ham bhot soch bechar kartyn hain or kisi trade ki opening ma over conscious ho jayn to accurate faisla ni kar paty. So hamy apni trades k mamlay ma zayada sochna ni chahe bus market ki movement par inhesar karna chahe. Thirdly demo account ma ham ik sy zayada trades open kar k apna loss recover kar letyn hain but real account ma ham asa ni kar paty kiu k yaha hamary pass second trade k lae margin ni hota. Demo account ma loss or profit ki hamy parwa ni hoti but real account ma loss sy ham jetna bachny ki khosis kartyn hain etna he ham loss ma pans jaty hain. Ye he wajuhat hai k ham demo ma bhot kamyab trader hoty hain jb k real account ma hamari har trade loss ma he chali jati hai. Forex ma real account ka capital bhot strong kar leya jae to ham loss sy bach saktyn hain.
    Last edited by ; 23-08-2020, 07:16 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

    Forex trading ki agar koi achi practice karni hay to us kay liay demo account hi sab say zuada best hay esi par Forex trading ki easily practice ki ja sakti hay kun k demo account main tamam trading real trading account hi ki taran hoti hay yehni same real trading ki tarah hoti hay jes taran real trading account main tools use hotay hain esi taran demo pay bhi use kiay jatay hain es hisab say agar demo pay achi taran practice ki jay to bohat ziada experience hasil ho jata hay lakin maray khial main phir bhi loss ka dar trader kay mind say bil kul khatam nahi hota jab k expert trader kay mind main dar nahi hota aor es kay elawa bhi kai demo practice kay bawajood bhi kai bar loss kartay hain yahan main aik bat ka mashwara doon ga k agar demo practice kay sath sath kisi expert trader say help laitay howay us say live trading ki learning li jay yehni woh ap ko samnay bitha kar trading bhi karay aor ap ko sekhay bhi aor bad main apni nagrani main ap say real trading karway to mara khial hay es taran ap ko ziada experience hasil ho ga aor ap ki learning bhi ziada strong ho gi es liay behtar yahi hay k demo ko use karnay kay sath sath agar mumkin ho to kisi expert trader ki bhi help laini chahiay trading ka experince ko gain karny aur es ko increase karny key ley hamary pass agar koi acha option majood hay to ye demo account hay, demo account ko ham strategies ki learning key ley be use kar sakty hey aur planing ko strong karny key ley demo trading account se acha platform hamy mil be nahi sakta hay,tools ko samjny ki bat ho ya per terminal ko samjny ki demo account hi esa zareeya hay jes ko ham learning ka base samaj sakty hey, knowledge ham different source se hasil kar sakty hey magar trading ki learning siraf ar siraf demo account me mumken hay hamy mehnat key sath real account ki tarha demo account me trading karni ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Demo account ki hr trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

      practice account per jab koi bhi member apni practice ko continue kar raha hota hai tu is tarah se vah jyada confuse nahin hota aur relax hokar kam kar raha hota hai real account per jab koi bhi member apni trading continue kar rahe hote hain to vah use per relax nahin hote aur bahut jyada confuse Hoke usko kar rahe hote Hain aur yahi vajah hai ki practis account per members ki trade unko maximum profit de rahi hoti hain aur yahi vajah hai ki real account per UN members ki trade unko profit nahin de rahi hoti hain kis liye sabse important baat yah hai ki har EK member ko apni trading bahut jyada soch kar karna hoti hai aur uske bad har EK member ko relax mind hokar apni trading karna hoti hai jab koi bhi member apni trading mein bahut jyada confuse ho jata hai aur usko easy nahin leta hai to is tarah se FIR vah trading members ke liye aur bhi mushkil Ho jaati hai members ko apni trading se related ek acchi planning banaa Lena chahie aur FIR use planning ko acchi tarah se focus karne ke bad apni trading ko continue karna chahie planning banakar kam karne mein members ko bahut jyada acchi helpmate jaati hai aur ISI tarah se members apne kaam se acche results lete hain aur yah bahut important hai aur koi bhi aisa member ke Jo apni trading mein acchi planning nahin banata aur apne mind se acche decisions nahin Leta tu is tarah se Kam karna achcha nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

        es bat se main ap ke bilkul agree krta hon laken esa kun hota hai kabi bhi ap logo ne socha hai ke real main lose hota hai or demo account main hame profit main jate hain tu es ke ek tu main reason hai who hai money management kun ke demo main money management bht zida achi hoti hai jis se trading lose main bhe chali jae tu who profit main ajti hai jb ke ham real main trading krte hain tu us main money management achi nh hoti hai or ham lot size zida kr dete hain jis se ke who lose main tu jati hai or account wash ho jata hai agar money management achi ho tu main samjta hon ke demo ke tara se ap ko real ke trading main bhe kabi bhe lose na ho
        • #5 Collapse

          Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

          Demo trading aur real trading main bahot zyada difference hota hai isi waja sy ham demo account sy forex market main trade kerty huey her open ki jany wali trade main profit hasil ker lety hain jabky real account sy ham jo bhi trade open kerty hain hamain usi main loss ho jata hai agar Ham dono main difference ko read kerna chahty hain tou yahan ham dono ko alag alag describe kerain gy

          Demo trading account

          Jab ham demo account sy forex market main trade ker rehy hoty hain tou hamary pas bahot zyada balance hony ki waja sy kafi bara margin hota hai ky ham her achy chance ky hahot bara profit hasil ker lety hain dusra demo account sy trade kerth huey hamain loss ka bilkul bhi dar nehi hota ky ham agar loss kerty kerty account wash bhi ker dain gy tou us sy hamain koi farq nehi pary ga lehaza ham dar sy baghair forex market main trade kerty hain tou hamain bahot acha profit hasil hota rehta hai

          Real trading account

          Real trading account sy trade kerna bahot mushkil kam hai ky ham jab bhi trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jis ki main waja yeh hoti hai ky market tou all the time both directions main movement ker rehi hoti hai lekin overall trend aik hi direction main hota hai so hamain small balance ky sath trade kerty huey agar thora sa loss bhi hota hai tou ham dar jaty hain aur trade close kerny ko hi priority dety hain aur aesy hi ham bar bar kerkerty hain tou hamain her trade main loss hi hota rehta hai

          Agar ham real account main bhi achi amount investment ker ky trade continue kerain aur hamesha trade open kerny sy pehly market ky achi terha analysis ker ky trend ko find kerain aur trend ko follow kerty huey hi Trade open kerain tou hamain real trading account sy trading kerty huey bhi acha profit hasil ho sakta hai sirf hamain trade ky loss main jany per bhi kuch time wait kerna hoga ky market reverse ho ker profit bhi dena shoru ker dy gi hamain trade dar ker kisi surat nehi kerni chahiay warna ham bara bar loss hi kerty rehain gy
          Last edited by ; 23-08-2020, 08:48 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Demo account ki hr trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

            forex main humhy kamyabi hasil karni hai tu humhy mehnat karni ho gai forex main humhy kamyab trader banny k liye humhy sab sy phly demo account pay trading karni ho gai ku k jab hum demo account pay mehnat karty hain demo account pay trade lagty hain tu humhy tu humhy market ki movement market ki analysis k bary main market ki up down k bary main kafi information ho jati hain demo account main humhra har trade profit main is liye jati hain ku k us main accou nt strong rehta hain demo account pay ar account wash b ho jaye tu us ka bouns utna hi rehta hain loss main jany k bad b hum demo account py jitna b lot size small rkhy gy utna hi humhy acha profit hota hai is k sath sath jab hum real pay trade lagty hain us ki wjha yah hoti hain k humhra account strong nahi hota jis ki wjha sy humhy loss hota hain humhy real account pay kam karny k liye humhy mehnat karni ho gai acha bouns banna ho a apna real account strong karna ho ga taki jb real account pay trade lagy tu humhy loss tu ho but agly trade k liye amount bach jaye taki hum or trade laga sky or kamyab ho sky or hum acha trader us waqt bany gy jab hum mehnat kary gy apna real account strong kary gy taki jab b humhy loss ho humhra account wash na ho humhary pass next trade k liye humhy bouns ko save rkhna ho ga taki acha profit gain kar sky
            • #7 Collapse

              Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
              Friends, forex ma bhot sary traders ye sawal kartyn hain k wo jb demo account ma trade kartyn hain to unki har trade profit ma jati hai or real account ma jesy he trade karny aty hain to unki har trade loss ma jana start ho jati hai. Es ki bhot sari reasons hain jin ma kuch ye hain. Ik to demi account ka bonus bhot zayada hota hai or trade jaha tak b ponch jae account wash ni kar pati or wapas profit ma ah he jati hai. Jb k real account ka balance bhot small hota hai or market jesy he opposite jati hai account wash kar jati hai. Esk lae pehle ham real account ma acha bonus jama karna chahe or phr he trade ma jana chahe. Second possible reason ye hai k demo account ma ham just ik bar marker ko dakhtyn hain or faisla kar letyn hain k hamy kon si trade open karni chahe jb real account ma ham bhot soch bechar kartyn hain or kisi trade ki opening ma over conscious ho jayn to accurate faisla ni kar paty. So hamy apni trades k mamlay ma zayada sochna ni chahe bus market ki movement par inhesar karna chahe. Thirdly demo account ma ham ik sy zayada trades open kar k apna loss recover kar letyn hain but real account ma ham asa ni kar paty kiu k yaha hamary pass second trade k lae margin ni hota. Demo account ma loss or profit ki hamy parwa ni hoti but real account ma loss sy ham jetna bachny ki khosis kartyn hain etna he ham loss ma pans jaty hain. Ye he wajuhat hai k ham demo ma bhot kamyab trader hoty hain jb k real account ma hamari har trade loss ma he chali jati hai. Forex ma real account ka capital bhot strong kar leya jae to ham loss sy bach saktyn hain.
              G han dear us ki waja ye hai kay ap demo mai kam kartye hain tu ap es mai bina parsher kay kam kartye hain jis ki waja say ap ko es mai lose kam hota hai jub kay ap real mai kam kartye hain tu ap es mai kafi parsher laye kay kma kartye haim jis ki waja say ap ko es mai faida nhi hota hai tu ap ka kam hao kay ap demo account mai kam kartye hain tu ap es mai plan bana kay kam kiya karain aur bad mai ap ka kam hai kay ap real mai bhi usi hisab say kam karain ap es mai parsher kay sath kam na karain kiyu kay ap es mai bina persher kay kam kartye haim tu ap ka kam asan ho jata hai aur ap bad mai es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain ap ka acha kam es mai ap ki mahnet pay he hota hai ager ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartue haim tu ap ka kam kafi asna ho jata hai aur ap ka kam acha bhi ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap real mai bhi kam kartye hain tu ap es mai persher na liya karain ta kay bad mai ap kaliye asani ho jatye hain tu ap ka kam es mai acha tabhi ho pata hai jub ap es mai rules kay hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap es mai acha kam karain ta kay bad mai ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai kamyabi hasil kar laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karwin aur achye kam mai dil laga kay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap ko es mai profit bhi ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya karain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                Friends, forex ma bhot sary traders ye sawal kartyn hain k wo jb demo account ma trade kartyn hain to unki har trade profit ma jati hai or real account ma jesy he trade karny aty hain to unki har trade loss ma jana start ho jati hai. Es ki bhot sari reasons hain jin ma kuch ye hain. Ik to demi account ka bonus bhot zayada hota hai or trade jaha tak b ponch jae account wash ni kar pati or wapas profit ma ah he jati hai. Jb k real account ka balance bhot small hota hai or market jesy he opposite jati hai account wash kar jati hai. Esk lae pehle ham real account ma acha bonus jama karna chahe or phr he trade ma jana chahe. Second possible reason ye hai k demo account ma ham just ik bar marker ko dakhtyn hain or faisla kar letyn hain k hamy kon si trade open karni chahe jb real account ma ham bhot soch bechar kartyn hain or kisi trade ki opening ma over conscious ho jayn to accurate faisla ni kar paty. So hamy apni trades k mamlay ma zayada sochna ni chahe bus market ki movement par inhesar karna chahe. Thirdly demo account ma ham ik sy zayada trades open kar k apna loss recover kar letyn hain but real account ma ham asa ni kar paty kiu k yaha hamary pass second trade k lae margin ni hota. Demo account ma loss or profit ki hamy parwa ni hoti but real account ma loss sy ham jetna bachny ki khosis kartyn hain etna he ham loss ma pans jaty hain. Ye he wajuhat hai k ham demo ma bhot kamyab trader hoty hain jb k real account ma hamari har trade loss ma he chali jati hai. Forex ma real account ka capital bhot strong kar leya jae to ham loss sy bach saktyn hain.Jab ham demo account sy forex market main trade ker rehy hoty hain tou hamary pas bahot zyada balance hony ki waja sy kafi bara margin hota hai ky ham her achy chance ky hahot bara profit hasil ker lety hain dusra demo account sy trade kerth huey hamain loss ka bilkul bhi dar nehi hota ky ham agar loss kerty kerty account wash bhi ker dain gy tou us sy hamain koi farq nehi pary ga lehaza ham dar sy baghair forex market main trade kerty hain tou hamain bahot acha profit hasil hota rehta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                  Dear friend aisi Baat nahi hai aisa demo account ki trade profit Mein aur real account Ki trade loss Mein us waqat jati hai Jab Hum demo account ko just practice account samajh kr run krny ki koshish krty hain jab hum demo account mein bhi real account Ki tarha working kren ge demo account ko real account Ki tarha manage krty Howe apni learning apny experience ko strong bnane ki koshish karen ge to hum bohat ache tareeky se demo account ki tarha real account mein bhi profit Hasil krny mein Kamyab ho saken ge kyun KY demo account ko forex trading Mein bohat importance Di gai hai ye hmare trading Mein mojood hmari strategy Mein mojood mistakes ko remove krny mein hmari help krta Hai is ky ilawa jo log demo account ko real account Ki tarha ly kr chalty hain woh real account mein trading krty Howe kabhi bhi Pareshan nahi hoty balky apny kaam ko kamyab bnane ki Har Mumkin koshish krty hain Agar humen bhi real account mein profit Hasil krna Hai to humein apny andar see Har tarha ka loss ka dar khatam krna hi ga real account se pehle demo account ko istemal kr KY markeet ko samajhny ki koshish Karni ho ge us ky baad he hmare liye profit Hasil krna possible ho sakta hai aur hum acha profit hasil kr KY apni needs ko poora krny KY saath saath apni family ko support krny mein Kamyab ho sakty hain ye behtreen business hai lekin faida siraf Un logon ko dyta Hai jo is se faida hasil krny KY liye is kaam mein sincere ho kar mehnat krty hain is kaam ko proper time dyny ki koshish Karty hain is mein proper decision ly kr us ko follow krny ki koshish krty hain aise log kabhi bhi losses se pareshan nahi hoty balky mehnat se Un losses ko profit Mein change kr lyty hain humein bhi aise logon KY saath Shamil hone ki koshish Karni chaheye ta ky ache kamyabi ko hasil Kiya ja sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                    Demo trading me profit me aana or jab real account me loss honay aik aam si bat he. Dar assal demo account me ham freely trading kar rahay hotay he . hamain loss ka koi preshani nhi hoti. Q keh WO real money nhi hoti. Or gamaray emotions bhi control me rehtay hen.
                    Is k bar akss jab ham real trading account me trade kartay hen to WO hamary real money hoty he. Or hamain bht jaldi hoti he profit lainay ki. AGR thora sa bhi loss ho to ham ghabraa jatay hen. Thoray se profit me trade aanay PR trade close kr daitay he.
                    Sara maslaa hamary scicilogy ka he. Much arsaa real pe kaam karnay se ye khatam ho jatay he.
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                      my dear friend ap ny jo bat kahi hai mera khyal hai k aysa nahi hota ai aghr apko demo main loss ho rha hai tu wo real main bhi apko loss he show kary ga apko es bat ka ilm hona chahye k hum kisi bhi broker ka use kar len hmain market aik he milti hai jis ko hum apni trade k liye dekhty hain es liye sub se pahly tu main yah bat kahunga k ju ap demo account use ka rahy hain tu just deo par he trading ki practice karen apko ayse confusion face krna parhti hai k asa donu tarf alag se q ho rha hai deo account ko ap sikhen or apni trading ka xpiernce hasil karen laken aghr ap ny real trading start ka di hai tu osko ap demo par apply na pher ap real ko he manage karen ayse apko yah sub issues nahi milengy forex trading aik best online trading ka business hai jis main ap jitni practice kareny otna he apko es main acha kam krna ay ga or ap forex main achi trading bhi kar skaengy

                      forex market main loss tab hota hai jub hum market ko achi tarha se smjhty nahi hai jis ki base par trade laga dety hain pher hmain loss hota hai aghr loss se bachna chahty hain tu market ko achi tarah se analysis kaen os k bad apni tarde lgaen ap kbhi bhi forex main nakam nahi hongy or na he zayda loss face krna parhy ag forex main apka mind level sharp ho tab he ap forex main kamyab ho skty hain q k yah mind business hai jis main mind active hai tu he ap market se paisa nikal skty hain warna nahi
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account ki hr trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                        Yes dear aapane bahut hi important information Apne post Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt demo account aur real account ke Hawale se aapane bahut hi important information Hamare Sath share karte hue Humko bahut hi acchi advise ki hai isliye Humko chahie ki Jab Ham demo account create Karte Hain To usko decrease karti hui Itni balance Tak Le Aana chahie Jitna Hamara real account Hota Hai for example Agar Hamara real account 400 US dollar account ka hai to demo account per Hamari learning use Waqt hi effective ho sakti hai Jab Hamara demo account bhi 400 US dollars ka Hoga Kyunki Jab Ham Ek Bade demo account per Kaun Karenge to usmein Humko bahut jyada profit hone ke chance Hote ho sakte hain lekin Uske against Hamara real account wash ho sakta hai isliye Hamari sabse pahle priority hi Honi chahie ki Jab Ham demo account create karte hain to uski amount bhi Hamari real account se milati julti honi chahie.

                        Iske bad Ek Aur reason main aapke sath share karna chahta hun Jab aap demo account per kam kar rahe hote hain to use per aap trade Lagane ke bad usko Jyada visit Nahin Karte aur Market ko Bar Bar check nahin kar rahe Hote lekin Jab Ham real account per kam karte hain to market per trade Lagane ke bad baap aur Market ki movement ko judge karne ki koshish karte hain Jiski vajah se sometime market ki movement Hamare liye confusion creates kar Deti Hai Jiski vajah se Hamari decision-making bhi effect hoti hai aur ham Ek galat Faisla kya lete hain Jiski vajah se Hamen bahut jyada nuksan hone ki chances hoty Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account ki hr trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                          Dear friend Forex trading Ek Aisa business Hai Jis per daily 50 trillion Se Bhi Jyada investment ho rahi Hoti Hai To Jab Bhi aap Forex per kam karte hain to aapko Hamesha information aur knowledge ke sath kam karna chahie aur aap ko kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie Hamesha confidence ke sath kam karna chahie yah aisa business Hai Jis Par kaam Karti hoe aapko Darna Nahin chahie bulke confidence ke sath kam ko perform karna chahie Jitna Jyada relax hokar aap trading co perform Karenge utna hi aapko fayda Hoga Jab Bhi aap Forex join karte hain Hamesha Shuru main aapko chahie kya aap demo account per practice Karen aur Jyada Se Jyada sikhane ki koshish karen Uske baad aap real account se kam karen to aap ko fayda mil sakta hai Hamesha aap apna kam ko perform karne ke liye real account ke sath sath demo account bhi use karte Raha Karen tabhi aapko Achcha fayda Mein sakta hai aur apne liye Jyada Se Jyada fayda uthate Hue trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain to Aaj Ham is topic per baat karenge ki Ham demo account per koi bhi trade Lagate Hain to profit Mein Jaati Hai Jab Ke real account per Ham koi trade Lagate Hain vah loss Mein Kyon Chali Jaati Hai

                          Demo Account:
                          Jab Bhi Ham Forex join karte hain Hamen Shuru Mein Apni practice aur trading skills ko majboot karne ke liye demo account use karna chahie Kyunki isase Ham Jyada Jyada practis Karke Sikh sakte hain Jab Ham demo account kam Karte Hain To Hamen bahut kam hi loss hota hai Hamesha Hamari Har trade profit Mein Hi Jaati Hai Iski do Badi vajah Hai first to yah ki Jab Bhi Ham Demo account per kam Karte Hain To Hamen loss Ka Dar Nahin Hota Ham relax Hoke trading karte hain Kyunki Hamen Pata Hote jo Bhi Ho Jaega To Hamara Kuchh Nahin Jaega To Ham Bina Dar ke kam karte hain aur Relax ho ke kam Karte Hain To Hamen fayda Milta hai aur ham demo account se jo bhi trade open karte hain use Hamen maximum fayda hi Milta Hai Jab Ke Iske bad Jab Ham real account py kam Karte Hain To Hamen confusion hoti hai aur apni trade ko open Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai

                          Real Account:
                          Jab Bhi Ham real account kam Karte Hain To Hamen loss Ka Dar hota hai ki Hamen Kahin loss Na Ho Jaaye is Dar Ki vajah se Ham confusion ke sath trading karte hain Iske alava Ham Jab Bhi Koi trade open kar dete Hain To Ham usko furan Nahin close karne ki koshish Shuru kar dete Hain Ki Hamen loss Na Ho Agar Hamari Koi trade Thodi Si Jyada loss Mein Chali Jaaye To Ham Dil Chhota kar lete hain aur yah samajhte Hain Ki Shayad Hamara account wash ho jaega demo account per Ham fir bhi wait kar lete hain but real account per Ham wait Nahin Karte Jiski vajah se Hamen loss uthana padta hai kabhi bhi apni trade ko loss may close mat kiya Karen thoda wait kar liya Karen aur Market ki condition ko stable hony Diya Karen aur Market se acchi achivement kea Karen tabhi aapko real trading karte hue fayda mil sakta hai Hamesha confidence ke sath kam Karen aur Kabhi Bhi Apne loss sy emotional Na Ho tabhi aap forex per kam karte hue Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account ki he trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                            Demo account me jab ham trades open karty hey to ye baghir sochy samjy aur baghir hi market ko analysis key ham open karty hey aur andazy ki waja se aur luck ki waja se ye trade zaror profit me jata hay magar real account me ham se bahot si ghaltiya ho jati hey jes ki waja se real account ka har trade hi ham se loss me chala jata hay, real account me ham technical analysis be karty hey aur fundamental analysis be aur es me be ham se etni zeyada ghaltiya ho jati hey key trade loss me chala jata hay aur ye be mumken hay key hamara experience kam hony ki waja se ham se market ko analysis karny me ghalati to ho jati hay sath me ham confusion ka shikar be ho jaty hey jes ki waja se andazy aur luck ki trading jo key ham demo account me open karty wo profit me zaror chala jata hay magar real account key trades market me loss me chaly jaty hey, demo account me esi trading karna hamy koi faida nahi de sakti hay jo andazy key base par ho ya per luck key base par agar start se hi demo account me real account ki tarha se market analyzing kar key trading ki jaye to es se hamara experience build ho jata hay aur real account me hamary mistakes reduce ho jaty hey, practice trading account ko es tarha be use nahi karna chaye key es me siraf andazy aur luck use kar key trading ki jaye es account me account balance ko nahi apny experience ko growth deny ki koshish karni chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account ki hr trade profit ma or real account ki hr trade loss ma jany ka ja

                              foreign exchange trading ki agar koi achi exercise karni hay to us kay liay demo account hi sab say zuada quality hay esi par forex trading ki without difficulty practice ki ja sakti hay kun okay demo account important tamam trading actual buying and selling account hello ki taran hoti hay yehni same real buying and selling ki tarah hoti hay jes taran real trading account fundamental equipment use hotay hain esi taran demo pay bhi use kiay jatay hain es hisab say agar demo pay achi taran practice ki jay to bohat ziada experience hasil ho jata hay lakin maray khial important phir bhi loss ka dar dealer kay thoughts say bil kul khatam nahi hota jab ok expert trader kay thoughts predominant dar nahi hota aor es kay elawa bhi kai demo practice kay bawajood bhi kai bar loss kartay hain yahan predominant aik bat ka mashwara doon ga k agar demo practice kay sath sath kisi professional trader say help laitay howay us say live buying and selling ki gaining knowledge of li jay yehni woh ap ko samnay bitha kar trading bhi karay aor ap ko sekhay bhi aor awful predominant apni nagrani essential ap say actual trading karway to mara khial hay es taran ap ko ziada enjoy hasil ho ga aor ap ki learning bhi ziada sturdy ho gi es liay behtar yahi hay k demo ko use karnay kay sath sath agar mumkin ho to kisi professional trader ki bhi help laini chahiay trading ka experince ko advantage karny aur es ko growth karny key ley hamary bypass agar koi acha option majood hay to ye demo account hay, demo account ko ham strategies ki studying key ley be use kar sakty hey aur planing ko strong karny key ley demo buying and selling account se acha platform hamy mil be nahi sakta hay,gear ko samjny ki bat ho ya in line with terminal ko samjny ki demo account hello esa zareeya hay jes ko ham getting to know ka base samaj sakty howdy, know-how ham distinctive supply se hasil kar sakty hi there magar trading ki mastering siraf ar siraf demo account me mumken hay hamy mehnat key sath actual account ki tarha demo account me buying and selling karni ho gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X