emotions controling
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions controling
    mai apnay emotions ko control krnay k leay forex ka pora analyze kr k pher trade lagati hu ta k forex mai mujhy apnay emotions ko control krnay mai koi masla na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex emin apko chahiye ek ap apne emotions ko zaroor control mien rakhena ur is mien ap kabhi bhi panic na hon.
    • #3 Collapse

      my dear forex me emotions ki koi zarorat nahi hai kiun k ye bht hi risky business hai hume iss me perfect ho kar kaam karna chahiye tab hi hum successful trader ban sakte hain i just love forex.
      • #4 Collapse

        My dear friends forex trading market main emotional trading nai kar sakte. kiyun ke emotions main a kar app forex main ghalt trading karte hain or app is main loss karte hain. forex trading market main emotions ki koi gunjaish nai ha.
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein trading mein emotion ko khod control mein rkhna he aur pane trading mein sahih kam krein ge to hmein trading mein fiada ho ga aur emotional work trading mein nhe krna he aur sahih aur proper tareeqe se trading krne he
          • #6 Collapse

            forex trading mein apko chahiye ke ap is mien apne emotions ko control karen aur kabhi bhi out of control nahi hon is business ko ap seekhen aur iski bharpoor practice karen.
            • #7 Collapse

              Ap forex market mai kamyabi hasil krani hai. Tou ap ko es market emotion aur greed ko control kr ky kam krna hai. Agr ap control na kr saky tou ap es market mai kamyabi nahi hasil kr sakty.
               
              • #8 Collapse

                ji bilkul aisa bhi kar sakhtey hy app log agr hum analyze karny k baad market ko bht axhy se samjh ley aur sahi se tarding karey tou app ko loss nhi ho ga aur is tarha hum easily apny emotions ko control bhi kr ley gy is kaam mein jo k bht bhetar hoga humarey lye :)
                • #9 Collapse

                  Forex market mai emotional ko control krna chahtay. Es sy hum market mai over trading , lalaach, emotion ko control kr sakty hai. Aur forex market mai asaani se kamyabi hasil kr sakty hai. Hum dare din ak acha kam kr sakty hai.
                     
                  • #10 Collapse

                    trading me agar emotions control ho jaye to mery khayal me kesi b traders ko loss nhi ho ga loss ki main waa se emotions ko control na karna hota hay esi waja se to ham successful nahi ho sakty hey
                     
                    • #11 Collapse

                      Trading ke doran emotional hona buhat dangerous hota hy aur aap key profit ko destroy kr sakta hy. Patience sey kam lena seekhain aur agar loss bhi ho raha ho to emotional na hon balkeh relax ho kar sochain keh kia decision lena chaheye. Agar aap emotions ko nahi chhor saktey to phir trading ko kam kar dain.
                      • #12 Collapse

                        emotions ku control man rekhna easy nae hota kun k sari game forex man feelings or emotions ki hi hai. ager ap loss ku terminal pay nae daikh payn gyn tu lzmi koi ghalat decision layn gyn or loss hi karain gyn.
                        • #13 Collapse

                          g yhi wahid market h jis ma humy emotios ko control krna muskal hota h agar hum trade ko pura analyze kr k lgay or market ko dakh k trade kry tu hm apna emotios ko easily control kr skry h.
                          • #14 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah emotional ko cantrol krna chahe tb hi hm is business me success ho sakty hain or is business se hm acha earn b tb hi kr skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me emotional ko cantrol krna chahe
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agr hum forex trading business mein kaamyaab hona cahty han tu forex trading business mein hum ko apne emotions ko control kar k trading Karen gay tu hum forex trading mein kaamyaab ho sakty han aur emotions ko hum tab hi kaamyaab ho sakty han jab hum apni skills ko acha Karen gay aur learning aur knowledge aur experience hisal Karen gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X