trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.
    Salam dosto har trader ko chahiye kh wo apna Target rake aur target jab complete Jo jaye tu phr zayda overtrade na kare aur demo pe practice kare aur market ke movement ko samje..tabhi humra experience hoga aur fayda hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulBasit421 پيغام ديکھيے
    Salam dosto har trader ko chahiye kh wo apna Target rake aur target jab complete Jo jaye tu phr zayda overtrade na kare aur demo pe practice kare aur market ke movement ko samje..tabhi humra experience hoga aur fayda hoga
    Dear memberaapki baat bilkul theek hai forest reading ek bahut hi jyada risky business hai isliye hamen chahie ki Ham is bar soch samajh Kar Hi Kam Karen trading karte hue Apne lot size ko Apne balance ke hisab se hi adjustment Karen aur money management ke sath Hi agar Ham kam karte Hain to Ham is bar kamyab ho sakte hain isliye hamen chahie ke yahan Apne experience aur knowledge ke sath Hi Kam Karen
    • #3 Collapse

      Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

      Yes Apny bilkul b thek BT ki h keh trader ki chahye keh woh daily ka target ko set Kar k Kam kary agar daily ka unka target hoga to bht ziada benefit hoga hmain chahye yeh chezain mind m rakh k agy jaen Jo hmary liay bht ziada necessary h or agar Ham target ko complete Kar lein to hmain us target ki phr dObarA s Lalch m Ni a Jana keh ham n isko dobara s har Hal m achieve karna h
      • #4 Collapse

        Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

        Asslamoalaikum dear forex frndz trading krty wkt hmesha trader ko chahye k JB b trading krni ho to ak planning sy or strategy sy Kam krna chahye or jispy trading lgani ho usky Bary me knowledge hna chahye or demo account py jitni hosky practice krni chahye jitni practice ap demo account py krengy utni ziada Ap achi trading sekh skty or real trading me faida utha skty
        • #5 Collapse

          Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

          Aap ke us baat sy main 100% agree krta hun k traders ko over trading ni krni chaiay aur hamesha aik target rakhain us target k pora ho jany k bad trading ko bnd krain aur friends and famioy k sath time enjoy krain. Hr waqt bila waja trading ni krni chaiay q k yay aap k liay khatarnak ho skti hy.
          • #6 Collapse

            Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

            dear member Forex trading mein koi overtrading nahin hay aur koi is mein profit target nahin hay Forex trading mein profit bhi unlimited hai aur agar aap mistakes karain gy to loss bhi unlimited hay isliye hamen chahiy key ek satrong strategy ke sath trade karty jaen apni aapko limitation mein Na dalain jis say aapko loss ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

              G bilkul target rakhen r daliy ka target pora kren r market se out ho jaen jb tk ap daliy ka target nai rakhte r daliy ka profit ya loss ko apne target pora kren chahe loss ho ya profit market se out ho jaen expert esa hi krte han r daliy ka target pora kr k market se outho jate han apko b agr expert bnna ha to forex k rules ko follow kren r market ki movment samjgen r tb hi trade open kren jbtk ap market ki movment ko nai samjhe ge to market apko profit nai dy gi
              • #8 Collapse

                Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                dear friends ji bilkul aapko aur Ek target Rakhna chahie kya Humne isase Itna profit Kamana hai job aap vah profit Kama len To Uske bad koshish Karenge is mn over trade na Karen mn Agar aap ismein over trade Karenge to Jo Apne profit kamya hoa ha vah bhi Jaaya ho sakta hai isliye koshish karen Jo aapane profit set kar liya hai isme khush rhay ni to yeh apko loss ki taraf bhi Lekar Ja sakta hai aur aapka profit bhi zaia ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                  ji han Forex trader ko chahie ke vah apni ek plan ke mat abe kam Karen daily target kehta Hai padhaai trading mein kam Karenge tabhi vah apni trading co beta banaa sakte hain koshish karni chahie ke Hamen Forex trading mein Apne balance ke mutabik last choose Karen risk na Leta aur apni trade mein confidence paida Karne ke liye Hamen ise proper time Dena chahie learning ko waiter karna chahie practice ka jyada focus karna chahie tabhi Forex mein Hamen achcha fayda hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                    Agar regulation ke saath daily Trading karni ha tu best ha ak target fix ho or uss ke mutabiq profit earning karren or target complete nah ho tu phir mehnat kar ke ussi din dobara koshish kar kar ke target complete kiya jaa ssakta lakin agar target ke bagher ak Trader kaam karta ha or woh kuch earning ke baad bhi Trading jari rakhta ha tu yeh irregularities uss ko ak acha forex trader nahen hone den gi or loss par aese logg trading chor jate han tu hamesha kuch target fix ho or uss ke bazd baqee time learning men spend karre
                    • #11 Collapse

                      Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                      ji han Forex trading mein achcha trader vahi hai jo Apne ek plan ke mat kam karta Hai apna daily target Rakhe trade karta Hai koshish karne chahie ke Hamen Forex trading mein Apne balance ke mat trade karne chahie award trading karne se Hamen nuksan ho sakta hai agar hamara delete pura Ho jaaye to Hamen chahie ke Sabar Karen aur apni learning or practice part time data ki hamara experience aur ham achcha fayda sal kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                        ji han Forex trader ko chahie ke vah apni motion ko control Karen Sabar Karen apni galti ko cover karne ki koshish karen practice kar jyada time den tabhi Forex mein Hamen achcha fayda ho sakta hai Forex trading mein vah log kam job hai jo art director Hain Apne kaam par focus karte hain apni learning ko behtar banane ki koshish karte hain Forex trading mein Hamen chahie ke Ham jyada third time package lagaen hamara experience.
                        • #13 Collapse

                          Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                          ji han Jo achcha trader hai vah apne lover ko improve karne ki koshish karta Hai jyadatar time practice ko deta Hai learning ko bada karne ki koshish karta Hai Forex trading mein Hamen Sabar karna chahie aur jyadatar time spend Karenge Forex trading main to Hamen achcha profit mein sakta hai Forex mein vah log kamyab Hain Jo artwork rahen practice mein jyada time dete Hain learning kobita karne ke liye senior mein badh se help lete hain Forex trading ke ruko follow karte Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                            bagir target ka ham log tukky par trading karty rehty han jis ki waja sa hamen kabhe kabhe profit mil jata ha lakin zeyada tar hamen loss he hota ha or aksar to ham log apna acount he de baithy han esa na karen phely apna 1 target banaen ka ap na daily ki kitny eaning karni ha us ka bad apna profit book kiya karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trader ko chahiye kh apna Target rake aur overtrade na kare.

                              ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai jitne bhi trader Hain unko chahie ke vah maarpeet ke analysis ke bad apne account balance ke mutabik apni ek strong strategy banaen aur use strategy ke andar apni trade ki limit rakhen aur vo limit complete hone ke bad apni trade ko close kar den aur FIR jyada trade na Karen kyunki ho sakta hai fir market opposite chali jaaye aur aapko Loss ho jaaye isliye daily basis per trading ka ek target rakhen aur usko complete karne ke bad dobara trade na Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X