loss ke waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir74 پيغام ديکھيے
    forex traders ko loss is waja se hota hai Q k wo apnay ap per kaabo nhe rakh paty trading krty huay or is waja se on ko loss hota hai
    forex trading main loss honay ki main wajah ye hoti hai k traders trading ko seekhty nahi or na hi learn krty hain blky direct demo account main aa kr trading krny lg jaty hain jis ki wja sy unko loss hota hai q k unko trading krna nahi ati
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G han ap ki vat bilkul theek hay forex trading may humay apny ap oar boht control rakhna hota hay tabhi hum is may kamiabi hasil kar sakte hay agar hum aesa nai kary gay tou hum loss kary gay apna
      • #18 Collapse

        Yahan Par nuksaan Ki Sabse Badi Saja jo bhi Hoti Hai Kahin market ko achhe se samajh nahi sakte hain market ka idea nahi nikal Sakte Hain Kamaal Ke gayi kya working chal rahi hai aaj kal
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Forex trading main loss ki sb say bri vja ha proper knowledge ka na hona. Jb hum main say koi bhi without proper knowledge trade lgata ha to bahut ziyada chance hotay hain k apki trade loss main chali jaye. Aik do dfa may bhi profit main chali jaye lekin wo aik jua ho jaye ga. Kbi bhi trade tukkay pay na lgaen agr samjh nai a rahi to kisi dost say mashwra lay lain ya net pay study kr lain. Agr ap soch samjh k aur analysis kr k trade lgatay ho to uska faida apko long term ho ga. So jb tak sahe knowledge na a jaye trading ka us wqt tak trade na lgane ta k apko loss na ho.

          اب آن لائن

          Working...
          X