greed out after loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed out after loss
    Forex mai hanmay paisay jald se jald kamanay ka bohat he ziada lalach hota hai lakin hmay is ko control krna nhe aata hai is leay hamay jb 2 se 4 dafa loss hota hai to hm is bat ko smajh jaty hian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul hi sahi baat he k jab hum logo ko loss hota he to hum loog us wakt sudhar jaty hen k yar ab to lalach ki he lekin dobara lalach ni kru ga q k kahi doba loss na ho jay
    • #3 Collapse

      Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k greed out after loss to mai is baray main youn kahoonga k greed ko anay qareeb na anay do wrna loss bhi hoskta hai
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum is bat ki mujh ko aj tak samjh nahi ati hey key akher log forex trading me he aisa q kartey hen key aik he din me ameer honey ki koshish kartey hen aur apna sara pesa lost kar jatey hen.
        • #5 Collapse

          my dear greed sab se zada dangerous hai forex me sab jante hain but koi bhi khud per control nahi rakh pata aur loss utha leta hai jab musalsal loss hota hai ya account wash hota hai tu greed se jan choti hai.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men success hasil krny ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy greed aik buri bala hy jub tk ap greed sy avoid nahi kren gy forex men success hasil nahi ki ja sakti hy
            • #7 Collapse

              yes aor ye hi greed ham ko loss karwati hai aor ham forex main success hasil nahee kar paate ham ko chaye k greed se bachan
              • #8 Collapse

                g han is business mein aisa hi hota hai ke jb hamko is mein loss hota hai to ham is mein panic hojate hian aur uski wajah se hamko is mein aur ziyada loss hota hai.
                • #9 Collapse

                  My dear friends lalach har forex trader ke andar hota ha. or bar bar control karne ke bawajood forex traders lalach main a jate hain. forex traders ko loss se bachne ke liye greed ko control karna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Hsn dear bilkul esy e hota hai hmy chshiyeh mehnat kry zaida sy zaida tu e ksmyab ho skty or forex best kaam hai hmy zaida sy zaida mehnat krni perti tub e kamysbi mil skti dosri trha bht e mushkil hai kamyabi hadil krna es mai asaan kaam ni hai bilkuk b
                    • #11 Collapse

                      g han new traders hi zeyda lalach me ajaty hy jald pesy earn karny k chakar me apni investment loss kar dety hey forex me jetna sabar kia jaye utna hi es ka faida hay
                      • #12 Collapse

                        G dear main ap ki bat se agree krta hun hum agr greed main kam krein gey tu hume lise ho ga hume is main menat k aarh kam krn chaiye ye hamre liye aab se acha business hai hum is main bohat kuch hasil kr sakte hein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir74 پيغام ديکھيے
                          Forex mai hanmay paisay jald se jald kamanay ka bohat he ziada lalach hota hai lakin hmay is ko control krna nhe aata hai is leay hamay jb 2 se 4 dafa loss hota hai to hm is bat ko smajh jaty hian
                          g bhai apny bilkul thek kaha hamain chaye k ham forex main juldi juldi profit bnany ki lalach na krain is sy hamain loss hoga q k hamain trading nahi krni ati ho g or hamari trade loss main he jai g
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X