Forex business me loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me loss ka dar
    Forex business me loss ka dar har junior trader ko bahot zeyada hota hay magar me samjta hon key loss ka agar dar es business me traders ko na hota to wo learning, trading practice, strategies ki learning aur market analysis karny ka process kabi be complete na karty, 1 tarha se loss ka dar be hamary advantage de sakta hay har trader loss key dar ki waja se market me achi aur discipline ki trading karny ko tarjeeh deta hay es ley esy traders mehnat se Forex ki learning har time hi karny ki koshish me hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me loss ka dar

    hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahye hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hamy mistake ko sahe kar ky kam karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me loss ka dar

      forum main part time main bi job kar k hi hu sucess ho sakty hain so hamain forum main ghr m ain beth k hi hum achi trader ban sakty hain so hamain knowldge k mutabiq hi hum kam kar sakty hain so hamain forum m ain har jeet tou sath sath hoti hai so hamain forum main gr main beth k hi hum acha earn kar skty hain tab hi hum perform karny k kabil hon gy
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me loss ka dar

        Loss ka dar achi baat hy lekin agr ap soch smajh kr ,apne experience se kaam.lete hue , aur apne seniors k mashwry se kaam krty hn to apko ese loss ka koi khauf nhi hoga hn agr agr ap bgher sahi se sochy smjhy trade krty hn hn to apka koi faida nhi hy apna time forex jese earning forum pe itna time lgane ka so please think about it Wassalam
        Last edited by ; 23-08-2020, 08:43 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me loss ka dar

          No doubt Jab Ham Forex trading ka business start Karte Hain usmein Har member Ko nuksan Hone ka bahut jyada hota hai aur no doubt yah bilkul theek hai Forex trading Ek Aisa unpredictable business hai jismein aapko bahut sari reasons for mistake ki vajah se kam ko nuksan ho sakta hai lekin agar aap usko bahut jyada carefully focus Karne Ki Baat is business ko karne ki koshish Karenge to aap ke nuksan hone ke chances bahut jyada minimise ho sakte hain aur aap to Achcha profit ho sakta hai isliye aapko Hamesha Forex trading ki complete learning Hasil Karne Ki Baat he is business ko start karna chahie Taki aap ka nuksan minimise ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me loss ka dar

            Jo bhi Insaan forex market mein trade katata hai hai usko Hamesha loss Ka Dar hota hai lekin uska loss use bahut fayda deta hai loss Kader hone ki vajah se vah apni learning ko ko kho-kho bhi stop nahin karta hai Milke aur Jyada market se related Har Baat Ko learn karta hai Hi I trading skills sakta hai hi trading ke bare mein practice karta hai aur vahan market se experience leta hai Is Tarah vah Kamyab ho jata hai isliye hamen bhi chahie ke Ham kabhi bhi apni learning aur trading practice struggle ko bilkul nachore balke learn karte hue achha profit le Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me loss ka dar

              forex main humain loss kay dur kay sth trading nhi kurni chahiye q kwh aaagr hum loss saay dur kay apna kaam kury gay to hum es trah say aapna kam achay say nhi kur pay gay agar humain es main achay say apna kam kurna hai to es kay liye loss say durna nhi ho gaa es ka samna kurna ho gaaa humain aik chay say confidence kay sath apnaa kaam kurna chaiye aagar hum achaay say confidence kay sath apna kam kuray gay to0 he hum achay say apnaa kaam kur pay gaay or hum acha sa profit bhi gain kuray gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me loss ka dar

                Dear forex forum Main kam Karna hai to fir aapko last darna nahin chahie kyunki is business main aapko profit bhi hoga aur last bhi hoga to dear Apache lagan aur mehnat ke sath regular ismein kam Karen aur is business se achcha benefit hasil Karen bahut achcha business hai aur ismein kam karke Ham achcha profit asan kar sakte hain to Nazar dear is mein dalne ki jarurat nahin hai aur positive mind sath kam Karen active aakar kam Karen aur apne experience ke sath kam Karen aur jo jo rules aur points bataenge uske mutabik trade open Karen AP ko bahut fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me loss ka dar

                  assalamu alaikum everyone members bilkul theek baat hai kya Pakistan forex company mein loss agar ham business karte Hain to usmein hamen loss kabhi door hona chahie loss Ho bhi sakta hai agar Ham jaldbazi karenge to ismein Ham loss ki taraf ja sakte hain dekhe koi bhi karo bar Ho usmein profit loss yah donon chij Hain independent hai ya to last hota hai ya FIR nafa hota hai profit milta hai hamen is baat ko yahan se nikal Dena chahie ki hamen Pakistan forex company se bahut jyada loss hoga Ham last ki taraf ja to sakte hain lekin itna bhi jyada nahin ham prakash kar sakte hain ki ham har har din last ki taraf jaen Ham koshish karen hard work Karen asla se baith sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me loss ka dar

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex business me loss ka dar har junior trader ko bahot zeyada hota hay magar me samjta hon key loss ka agar dar es business me traders ko na hota to wo learning, trading practice, strategies ki learning aur market analysis karny ka process kabi be complete na karty, 1 tarha se loss ka dar be hamary advantage de sakta hay har trader loss key dar ki waja se market me achi aur discipline ki trading karny ko tarjeeh deta hay es ley esy traders mehnat se Forex ki learning har time hi karny ki koshish me hoty hey.
                    Always fearless hokar trading Karen Agar Hamare andar loss hone Ka Dar Hoga To Ham kamyabi ke sath hi trading nahin kar Sakenge Ham Usi Surat Mein kamyabi ke sath trading kar sakte hain Jab Hamara reading experience Achcha Hoga Kyunki ISI buniyad per Ham confident hokar trading kar sakte hain Agar trading karte hue just profit ko Samne rakhte Hain To yah bhi kisi Surat mein sahi sabit Nahin Hota aur Aisa Bhi Nahin Hai Ki aapko is market se just lost Hoga Yahan aapko profit Bhi Hoga and loss Bhi Hoga Aur ine donon Ko Sath Lekar chalne wale hi Kamyab trader bante hain aur agar aap ko Yahin loss Ho bhi jata hai to aapko use bhi apni learning ka 110 banaa Lena chahie Kyunki jawab Yahan Apne loss se always learn karte hue kam Karte Hain To fir kamyabi ke sath trading karna bhi aapke liye possible ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me loss ka dar

                      trading karne ke liye agar hamare andar loss hone ka dar hoga to Ham ismein kamyabi kabhi bhi Hans nahin kar sakenge aur na hi kabhi Ham acche signal spaartrading kar sakenge hamen is mein agar kamyab hona hai to hamen dar ko dur bhagana hoga tab hi Ham ismein acchi trading kar sakenge acchi trading ke liye hamen achcha confidence hona zaruri hai aur trading karne ke liye trading ke rules to follow karna hoga sabse pahle market ko analyses karna hoga tab hi Ham market ki moment ko acche se samajh sakenge agar Ham is per mehnat nahin karenge to Ham kabhi bhi acchi kamyabi aage nahin kar sakenge na hi Ham ismein kabhi achcha profit again kar sakenge isliye hamen agar trading ko asan aur possible banana hai to hamen trading ko samajhne ke liye time account per apni practis karna hogi tab abhi Ham isko easily bana sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business me loss ka dar

                        hamen le soni per ghabrana Nahin chahie bal Kailash ka mukabala karna chahie last Ayan shaikh sakte hain kya hamari galtiyan kis Tarah dur ho sakti hain hamen acche se
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business me loss ka dar

                          Forex trading main Agar Ham Punjabi arsal karna chahte hain to Hamen per exceeding kelaas ke dar Ko khatam karna hoga Apne emotion ko control karna hoga apni galti unko recover karna hoga tabhi Forex mein achcha fayda cancel kar sakte hain Forex trading mein vah log kam Jab Hain Jo hard worker Hain Apne kaam par focus karte hain demo kaun per regular practice karne se hamare analysis acche ho sakte hain aur ham acchi trading kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business me loss ka dar

                            ji han Forex trading mein agar aap acche earning karna chahte hain expert raider banna chahte Hain to Hamen last kader khatm karna hoga Forex trading se tabhi Ham achcha fayda Le sakte hain Forex trading mein agar hamari Koi trade last mein jaati Hai to Hamen Safar karna chahie apni galti ko cover karne ki koshish karne chahie Taki Ham dobara aisi mistake na Karen jisse Hamen nuksan Ho main Karen learning per focus Karen practice pass jyada time den takia machi trade laga sake.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex business me loss ka dar

                              Forex Mein loss se bachne ke liye Hamen money management ke sath kam karna hoga acchi planning ke sath rate Karni Hogi money management ke sath kam Karenge To Apne account ko bhi increase kar sakte hain aur loss ko bhi recover kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X