Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren
    All Dear members Kbhi Kbhi Market aisi position mein Hoti he ke kuch smjh nai aa than hota ke Trade lagaen ya na lagaen Tu us waqt AP ko wait Kar Lena Chahye aur Buy Or sell signal ko Wait karna chahye agr AP ko Market ki smjh na rhi ho phr Kbhi bhi risk na lain hamesha Acha waqt ka intezar krna chahye jab pta chle ke market ab Meri favour mein he us waqt trade lagani chahye aisi trade Mein zarur profit milta he Kbhi Bhi dout mein trade na lagaen kamyab trader hamesha ache waqt ka intezar kar ke Trade lagate Hain so New member ko is bat ka khas khayal rkhna chahye ke Kis want Kon sa pair Meri Favour mein he ya nai he Agr Bilkul Confirm ho ke mghe is mein profit mil skta he Tab tarde lagani chahye jald bazi bilkul na kren jald bazi mein hamesha loss hota he Sabr aur Sakoon ke sath trading kren inshaAllah zarur kamyabi mile gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

    Market trend kabhi bhi aik jesa nahi rehta us leay hamen trading me market ki situation ko dakh Kay trading krna bahot zaruri hoti hai agar market ki movement samjh na say to trading krna nuqsan ka bais ban skti Hy lekin same trading continue kernh kh liay management bahot zaruri hoti hai ky agar ham account ko manage nehi kerty tou hamara loss increase hoty hoty account jab wash ho jata hai tou phir ham forex market main jab tak dobara investment nehi kerty ham trade continue nehi ker sakty so hamain forex market main agar trade continue kerni hai tou hamain management pehly kerna hogi phir forex market main ham trade continue ker sakain gy warna baghair management ky continue ki jany wali trade main jab hamara account wash ho jata hai tou phir ham na tou koi management ker sakty hain aur na hi forex market main trade ker sakty hain ky hamain acha profit bhi hasil ho sakyAp market main trading sy bhi zyada management zaruri hoti hai taky hamari trading bhi forex market main chalti rehy aur hamain forex sy hamesha achi earning hasil hoti rehy ky jab tak hamara account wash nehi hota hamain earning ki umeed bhi rehti hai aur hamary pas earning ka acha chance bhi hota hai ky hamain market main continue trade kerty huey earning ka kabhi kabhi bahot acha chance bhi milta hai tou hamain same chance sy faida tab hi hasil ho sakta hai jab ham apny account ko achi terha manage ker ky run ker rehy hon isky sath forex main trading kerty huay aap mehnat kerty hain to aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main successful hony ky liay aap ko acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex trading account main kaam kerny ky liay aap ko achi information oor acha knowledge hona zaroori hay
    • #3 Collapse

      Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

      dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k jb market ki smjh na a rhi ho to apko forex trading mn trade naen lgani chayay is k liay apko chayay k hmesha trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement ko achhi trh read kren aur jb apko market ki movement ki smjh na a rhi ho to apko betukki trade naen lgani chayay bslkay achhi aur profitable position milnay ka wait krna chayay keun k jb market ki smjh na a rhi ho to ap trade lgayn gay to apko loss he ho ga isliay jb apko market mn achhi aur profitable position milay to tb trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

        اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
        All Dear members Kbhi Kbhi Market aisi position mein Hoti he ke kuch smjh nai aa than hota ke Trade lagaen ya na lagaen Tu us waqt AP ko wait Kar Lena Chahye aur Buy Or sell signal ko Wait karna chahye agr AP ko Market ki smjh na rhi ho phr Kbhi bhi risk na lain hamesha Acha waqt ka intezar krna chahye jab pta chle ke market ab Meri favour mein he us waqt trade lagani chahye aisi trade Mein zarur profit milta he Kbhi Bhi dout mein trade na lagaen kamyab trader hamesha ache waqt ka intezar kar ke Trade lagate Hain so New member ko is bat ka khas khayal rkhna chahye ke Kis want Kon sa pair Meri Favour mein he ya nai he Agr Bilkul Confirm ho ke mghe is mein profit mil skta he Tab tarde lagani chahye jald bazi bilkul na kren jald bazi mein hamesha loss hota he Sabr aur Sakoon ke sath trading kren inshaAllah zarur kamyabi mile gi.
        G han dear ap trade us time pay kiya jarain jis time pay market stable hai aur ap es mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap market mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur achi mahnet kay sath kam kartye hain tu ap kaliye kafi asaniya ho jatye hain jub kay baz dafa market mai kam karna mushkil ho jata hai market mai kafi speed hoti hai aur ap ko es mai samjh nhi a rhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap us time pay trade open na karain tu theak hai kiyu kay us time pay ap kam kartye hain tu zaher si bat hai kay ap kay kam mai masla ban sakta hai aur ap ka kam acha nhi ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai market stable honye ka waite kar lain ta kay bad mai market stable ho jatye hai tu ap es mai trade open karain aur apna kam start kar dain pher daikhaib kamal es mai ap kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath hamesha kam karain per ap ka kam hai kay ap es mai kam market kay hisab say karain jis time ap ko lagye kay market mai abhi ap kaliye faida hai ap es mai us time pay kam karain pher daikhain kamal ap es mai ksi tarha kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam ap ko es mai kamyabi dilata hai aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ap es mai mahnet ayr lagan kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain kiyu kay ap es mai waite kar kay kam kartye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

          Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan market Rag kabhi bhi is Jaisa nahin rahata hai isliye Hamen trading main market ki Pareshan Ko Dekhkar reading karna bahut Jaruri hoti hai agar market ki mukhya main samajh Na Paye to trading karna nuksan Ka 22 Ban sakti hai lekin same trading continues karne ke liye management bahut jaruri hai agar Ham account ko manage Nahin Karte To Hamara loss incorrect hota hai account Jab was Ho Jata Hai To fir Ham forex market Mein Jab tab dwara investment Nahin karte hain to trade continues nahin kar sakti hai aur Hamen tracks market mein agar trade continues karni hai To Hamen management pahle karna hoga FIR products market Mein Ham trade continues kar sakte hain Varna bagair mangement ke Tanki news ki jaane wali trade Ne Jab Hamara account was Ho Jata Hai To fir Ham na ko koi Management kar sakte hain aur naahi forex market Mein trade kar sakte hain ki Hamen Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai market Mein trading Se Bhi Jyada management Jaruri Hoti Hai 6 ke Hamari trading bhi forex market Mein Chalti Rahe aur Hamen pressed se Hamesha acchi Army bharti hoti rahe the jab tak Hamara account was Nahin Hota To Hamen aadami ki ummid bhi jaati hai aur Hamen hamare pass army ka Achcha chance bhi hota hai yah Hamen market Mein continues trade karte hue earning ka Kabhi Bhi bahut Achcha Chand bhi Milta Hai To Hamen same Chand Se fayda tab hi Hansi ho sakta hai Jab Ham Apne account ko acchi Tarah manager Karke Rang Karenge aur Ishq ke sath Rakt Mein trading karte hue aap mehnat karte hain to aap to acchi earning bhi hoti hai ki frock Mein Safal hone ke liye aapko Achcha knowledge or experience Hasil Karenge to aap to acchi aadami bhi Hoti Hai Kyon Forex trading account mein kam karne ke liye aap to acchi information aur Achcha knowledge Hona jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

            اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
            All Dear members Kbhi Kbhi Market aisi position mein Hoti he ke kuch smjh nai aa than hota ke Trade lagaen ya na lagaen Tu us waqt AP ko wait Kar Lena Chahye aur Buy Or sell signal ko Wait karna chahye agr AP ko Market ki smjh na rhi ho phr Kbhi bhi risk na lain hamesha Acha waqt ka intezar krna chahye jab pta chle ke market ab Meri favour mein he us waqt trade lagani chahye aisi trade Mein zarur profit milta he Kbhi Bhi dout mein trade na lagaen kamyab trader hamesha ache waqt ka intezar kar ke Trade lagate Hain so New member ko is bat ka khas khayal rkhna chahye ke Kis want Kon sa pair Meri Favour mein he ya nai he Agr Bilkul Confirm ho ke mghe is mein profit mil skta he Tab tarde lagani chahye jald bazi bilkul na kren jald bazi mein hamesha loss hota he Sabr aur Sakoon ke sath trading kren inshaAllah zarur kamyabi mile gi.
            Ji han aapke Baat bilkul theek hai aur aapane bilkul sahi information Hamare Sath share ki hai agar is market ke andar Hamen trend ki samajh na a rahi ho aur Hamen market ke movement na samajh a rahe ho to hamare liye behtar hai ki is market ke andar Ham jabardasti trade Lagane Ki Koshish Na Karen Kyun ki Agar Ham ismein without information ke trade Lagate Hain without knowledge ke to Fir Ham ismein tuke system se kam karte hain aur Agar Ham is market Mein Tuke system se kam Karte Hain To ismein Kabhi Bhi Ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain .

            Jaisa ke aap aur ham Sab Jante Hain Ki Forex trading ki market 24 ghante open rahti hai Magar Aisi Baat Nahin Hai Ki 24 ghante hi Ham Iske andar trade kar sake market Kabhi uptrend ke andar move kar rahi Hoti Hai is Surat ke andar Ham is market se kach profit Hasil kar sakte hain buy ki trade laga kar aur uske bad market Down Trend ke andar bhi movement kar rahi Hoti Hai isase Bhi Hum fayda Utha sakte hain sell ki trade ko lagakar Magar Jab market sideway move kar rahi ho to is situation ke andar is market Mein trade ko open karna thoda Mushkil hota hai aur difficult hota hai agar Ham jabardasti trade ko open Karte Hain To ismein Main Hamen Jyada acche results Nahin Milte Hain aur is situation mein agar Ham Intezaar Karte Hain To yah Hamare Liye zyada faydemand Hota Hai .

            Agar Forex trading ki market ko Ham Behtar tarike se samajhna Chahte Hain To is ka Ek Aur method yah hai ki ham Forex trading ki market Se Zyada time touch Rahe aur ham market ko Har Waqt read Karte Rahen ki market ki current situation kya hai aur isse pahle iski kya situation thi Kis Tarah Se yah move kar rahi hai agar Ham Iske Upar Najar Rakhenge technically aur fundamental to Fir Ham is market Se Jyada Utha sakte hain aur ek acchi trade ko aasani ke sath find kar sakte hain aur is market Mein Ek Achcha Paisa banaa sakte hain .
            • #7 Collapse

              Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

              Yes dear suggestion bilkul perfect Hai Jab Humko market trend Mein Kuchh conclusion ho aur Market ka trend samajhna a raha ho to use time per Humko kabhi bhi trading Nahin Karni chahie aur Humko trading se avoid karna chahie Kyunki jab tak Humko market trend ki information Nahin milati us
              time tak Hamari trading Hamare liye faydemand Nahin ho sakti aur ham ko trading se avoid karna chahie jab tak aap ek market trend Kochi tarike se analyse nahin kar lete use time tak aapko Agar Intezar Karna Pade to aap Intezar kar liya Karen agar aap ISI confusion Mein Koi Bhi trade Lagate Hain To usmein aapki account bahut jyada risky ho sakta hai.

              Isliye aapko market ko regularly visit karna chahie aur jab tak aapko Ek acchi entry Nahin mil rahi use time tak aapko kabhi bhi trading Nahin Karni chahie is se related main aapko yah advice karna Chahunga ki aap different currency pairs aur different commodities trading Kiya Karen Agar Ek currency pair main aapko Ek acchi entry Nahin mil rahi to aap use per trading karne se avoid karti hui Kisi dusre currency pair per trade kar sakte hain ya FIR Kisi commodity yah mat Alpha trading Karke Apna reasonable profit Hasil kar sakte hain jab tak aapko market trend ki confirmation Nahin milati Hai is time tak aapki trading aapke liye useless hai.

              Isliye aapki yah Puri koshish honi chahie per Jab Bhi aap Koi trade open Karte Hain To usmein aap ko Achcha profit Hona chahie aur aapka account safety ke sath maintain karte hue aap daily basis per Apna target achieved Karen agar aap confusion Mein Koi trade open kar lenge aur Market ka trend aapko clear Nahin hoga to usmein aapki account ko bahut jyada risk involved ho sakta hai aur aap market mein trapt ho sakte hain Jiski vajah se aapki decision-making galat ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                Han je forex market ki samaj na ah rahi ho to trade ni karni chahe. Forex market aksar asi state ma hoti hai k esko samja ni ja sakta asy ma wait kar lena he behtar hai. Jo trader bena spchy samjy market ma in ho jata hai or samajta hai k market usko kio nuksan ni ponchae gi to ni hota. Forex market asy trader ka account foran he wash kar deta hai jo apng account ka khawal ni rakhta. Forex trading ko bar bar observe karna chahe or analysis sy achy point ki talash ma rehna chahe. Agr acha entery point mel jae to he trade ma in hona chahe warna wait he karna chahe. Jo trader apny account ko achy entery point k lar sambal kar rakhta hai wo hamesa successful rehta hai. Forex ma daily trade karny sy loss k chances barh jaty hain. Jo trader daily trade karny ko prefer ni karta balky week ma ik ya 2 trades karta hai wo b achy entery point sy to wo pory week ki kasar nikal leta hai. Forex par kio agr external pressure na ho to esko samajna easy hota hai. But forex market usk waqat complex ho jati hai jb kisi countries k relation kharab hotyn hain ya kio bad news market ko effect karti hai. Es lae practice sy he market ko samja ja sakta hai agr ap market ko samaj ni sakty to ap usk lae pehle knowledge or experience hasil karyn or tb he trade karny ko prefer karyn. Knowledge or experience sy ham market ko 60 percent tak betterly understand kar saktyn hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                  g han ap ny bilkul sahi bat kahi hai main apki bat se agree krta hun forex trading main aghr apko market ki smjh nahi hai tu apko chahye k ap trading na karen q k ayse trading karn se apko loss he hoga aghr ap loss se bachna chahty hain tu apko apni trading ko bahter krna hoga or apni market ko smjhny ki smjh paida karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or apni trading kar skty hain forex aik best best online trading ka business hai jis main apki kamybhi yahi hai k apko market ko smjhny ki grip srong ho jitn ap aret ko achi tarha se smjhengy otna he ap forex main acha kam karengy or apni trading ko bahter karengy forex main market ko smjhny ki practice se he apko market ko smjhny ki skills milti hai jis ko ap apni trading ko bahter karny k liye kar skty hain forex main jub ap apni trading karty hain or apko market ki smjh hoti hai ti he ap apni trading ko bahtrt kar skty hain or achi earing kar skty hain jub tak market ki smjh nahi hai tab tak ap achy tarder nai ban skty na he ap forex main kamyab ho skty hain es liye zarori hai k api trading ability ko strong karen or market ko smjhny ki ability ko strong karen jis se ap achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain
                  forex trading main aghr chahty hain k apko loss hony k chances kam hon tu hmaisha apni trading ko small risk k sath apni trading karen jis se apko loss hony k chances kam ho jaty hain or ap achi trading kar pay hain apki trading main jitna risk ka margin hota hai ottna he apko loss hhota hai aghr risk ka margin kam hai tu apko loss bhi kam se kam hoga or ap kamyab tarder ban skaengy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                    main aapki is baat se agree karta Hun ki jab hamen market ki samajhna a rahi ho yah marketside hue per ja Rahi Ho to hamen kabhi bhi iski upar trade nahin karni chahie balki hamen soch samajh Kar vate karna chahie aur dekhna chahie market ko jab hamen samajh a jaaye ki market ab aap jayegi ya down tab Ham trade Karen nahin to vate karya chahe hamen 1 week weight kyon Na karna pade ham log jab Tak vate nahin karte hamen acchi trade nahin milegi jaldbazi mein kiya rakam hamesha nuksan de hota hai aur trading mein jisne bhi jaldbazi keymon nuksan main Raha isliye main yah kahta Hun ki jab tak hamen Mata ki samajh Na aaye jaaye hamen uski upar trade nahin karni chahie hamen vate karna chahie hamen soch samajh Kar ismein entry leni chahie kyunki jaise jaise ham log isko samjho gay ya hamare liye aur aasan hota jaega aur jab market move Na Kari Ho ek jagah ruki Ho to kabhi bhi use waqt prayed open na Karen vate Karen dekhen ki market kya kari hai agar market ek taraf book karti hai aur acchi movement nahin deti to hamen tab bhi trade nahin karni chahie Ham market ko musalsal dekhte Rahe jab hamen samjha JK market aap is position mein hai vah aap ja rahi hai yah down jayegi to hamen use waqt trade lagani chahie Taki Ham achcha sa prophet hasil kar sake aur apne aap ko nuksan se bacha sake aur yah tab mumkin hai jab hamare pass knowledge hi learning hai knowledge aur learning ek aisi chij hai jisse Ham market ko samajhne mein bahut asana paida hoti haiisliye learning monali hasil Karen tan ke Ham market ko samajh Kar iski upar trade kar sake shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                      Absolutely right aapane bilkul sahi kaha ki aap Gaon Mein Ho To aap trade open na Karen market mein agar aapko Thoda Sa Bhi doubt hai to aap market se bilkul khush rahe jab tak Puri confident na ho aap kabhi trade na lagaen respected aur senior member aapko Yahi kahunga ki main use Waqt raid Nahin lagata Jab Tak Main full shorna hun aur Mujhe state Se Jyada confident ho aur Mujhe profit Milega lekin kabhi kabhi hota hai ki aapko bahut hota hai lekin maximum aapko prapt Hona chahie Kyunki aap aur aapki acchi hai aur aap trading Mein Perfect result Saken. Jab Tak Main Market ki samajh Na Aaye Hamen tab tak koi bhi trade open Nahin Karni chahie Ham Jab market ki moment ko acchi Tarah samajh Paye aur Market ki moment Ko Dekhkar Hamen yah Lage ke ab market yahan se upar ya niche Ja sakti hai tab Hamen vahan se acchi entry Ka vate Karna chahie Agar Ham usse pahle hi trade open karne ki koshish Karenge To Hamen vahan se Laut Ke Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin Ho sakega forex 1 acha busines shai nou rhum es main market main hum trade klga kar hum es main trading akr skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to haumin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es mai nbgir piso kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our forex kbe be na bnd hoany wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                        forex trading main jo log market ko achi tarha smjhty nahi hain tab tak wo forex main kamyab nahi ho skty hain esi tarha aghr kisi ko market ko smh nahi arahi tu wo kbhi bhi tukky oar apni trade na lgaen jin se un ko loss ho jay hmaisha market ko follow karna he apko profit delata hai boht se members forex market ko bus esi tarha he smjh paty hain k aghr market oper gai tu buy kar dena hai or aghr market nechy gai hai tu sell kar den yah wrong method hota hai forex main trading ka q ka sye ap kbhi bhi forex main basic trading nai kar skty hain es liye apki kamybhi esi main he hoti hai k ap market ko achi tarha se analysis karen or forex main achi trading k liye pracice karen aghr forex arket ki smjh nahi hai tu ap forex ki larning karen or es ak knowedge gain karen jis se ap kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain jub ap apni trading ko bahter karty hain tab he apko kamybhi milti hai or ap forex main kamyab ho skty hain es liye aghr ap loss se bachna chahty hain tu ap kbhi bhi market ko ayse follow na karen k apko os ki achi taha smjh nahi ai or ap ny trade lga di hmaisha maet ko follow karny main he apko faida hota hai aghr apko market ki smjh nahi arahi tu apko chahye k ap soch smjh kar apni trade karen ir market ko achi tarha se smjh kar apna order lgaean jis main ap kamyab ho skty han or apni trading ko bahter kar skty hain apko loss tab he hoga jub apko market ki smjh nahi hogi or aghr ap tuka lga kar kam karengy tab apka account wash hoga tu forxe k business ko proper learn karen osk bad real ki traf aen ta ap achi trading kar k profit lay skty hain warna apko bar bar loss hota rahy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                          Account was karvane se behtar hai ki agar aapko market ki Samajh Mein Nahin a Rahi to aap used in trade na Karen aap next day trade kar le aur Rahi dusri Baat Jab aap trade Karen trade aap yah mat se start Kiya Karen yah aapse yah FIR don se aap Dekhenge Jay 17 gold hai agar vah 19 Tak Aaya Hua Hai To ab usko band karne Kyunki usne Agar donon bhi hona hai to Jyada Se Jyada 50 pips niche Don Hoga Varna vah Upar ki taraf Jayega aap apne analysed Banaya Allah aapko Kamyab Karega
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                            pricey friend ap na bahot achhi bat ki ha ok jb marketplace ki smjh na a rhi ho to apko forex trading mn alternate naen lgani chayay is okay liay apko chayay ok hmesha change lganay sa pehlay marketplace ka achhi trh evaluation kren aur market ki movement ko achhi trh examine kren aur jb apko marketplace ki movement ki smjh na a rhi ho to apko betukki exchange naen lgani chayay bslkay achhi aur worthwhile position milnay ka wait krna chayay keun okay jb market ki smjh na a rhi ho to ap exchange lgayn homosexual to apko loss he ho ga isliay jb apko market mn achhi aur profitable function milay to tb change lgayn ta k achha profit hasil kr sken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab Market Ki Smjh Na Aa rhi ho Trading Na kren

                              expensive friend ap na bahot achhi bat ki ha k jb marketplace ki smjh na a rhi ho to apko forex trading mn exchange naen lgani chayay is k liay apko chayay k hmesha exchange lganay sa pehlay market ka achhi trh evaluation kren aur marketplace ki motion ko achhi trh examine kren aur jb apko market ki movement ki smjh na a rhi ho to apko betukki alternate naen lgani chayay bslkay achhi aur profitable function milnay ka wait krna chayay keun okay jb market ki smjh na a rhi ho to ap trade lgayn homosexual to apko loss he ho ga isliay jb apko market mn achhi aur profitable position milay to tb trade lgayn ta ok achha profit hasil kr sken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X