Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??
    Assalam o Allukum All Dear Members Mein aj Senior Member se ye Pochna chahta houn ke hum mein kuch member Jo Ke apna Account kisi Account manager ko de dete Hain Per week 50/50 profit share krte Hain Tu Ye profit hamare liye jaiz he ya nai he ??
    Ya Hamain Khud mehnat Kar ke self trading krni Chahye Jis se Hamain learning bhi hoti rhe Aur profit bhi milta rhe Hum mein se aksr member Jin ke pas trading ke liye time nai hota wo bhi is tarh apna account kisi manger ko de dete Hain But mere khayal mein is tarh ka profit jaiz nai he Kyun ke is hamari Koi mehnat shamil nai he Agr hum self trading krte Hain Tu us mein hamari mehnat shamil hoti he is liye mein senior member se is bare mein rehnumai chahta houj
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

    Assalamu Alaikum dear main aapko Yahan per yah Baat Kahana chahungi ki account management se behtar hai kya aap khud hi trading kar le Kyunki Jab aapko trading karte hain aapko lost bhi hota hai agar aap Har chij se sakte hain aur jab aap account Apna management ke liye de de de rahe hote hain to usmein aapko loss hota hai yah profit hota hai aapko kis chij ke bare mein pata nahin hota hai to aap kabhi bhi nahin Sikh Sakte na hi aap kabhi Aage badh sakte hain na hi aap ko Aage badhane ka mauka Milta Hai isase behtar hai ki aap account management ke liye Kabhi Bhi Na Den aahi Sakhi service use Karen aapko jaaiye ki aap khud hi trading kar liya Karen aur hote hi trading karke hi Achcha profit and kar liya Karen jab tak aap Khud Se Kam Nahin Karenge aap kabhi bhi forex market Ko Nahin Sikh sakte hain aur na hi Sikh kar aap kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen chahie ke Ham Khud Hi per score sikhe Apna account management ke liye Kabhi Bhi Na Diya Karen Kyunki Jab Ham Apna account management ke liye Dete Hain To Ham dependent hoge Jaate Hain aur Hamen chahie ki Ham kabhi bhi kisi ke upar depend Na Hua Karen Forex trading Mein Hamen Hamesha hi Khud Se Kam karna chahie kabhi kisi ke upar depend Nahin Rahana chahie tabhi Ham kamyabi Hasil karke bahut acchi earning game kar sakte hain aur bahut Kuchh Sikh sakte hain account manager karne ke liye Hamesha hi nuksan hota hai Hamen Apna account management ke liye kabhi bhi Kisi Ko Nahin Dena chahie
    • #3 Collapse

      Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

      Nahi bahi mai is haq mai nahi hon ka huma apna account kisi aur ko de de aur ham sirf dekhte Rahe aur woh trailer karta Rahe tarah Ham kabhi bhi trading co sikha nahin sakte Hain agar humne trading co sikhana hai to hamen khud se Kam karna hoga Taki ham log usko sikar achcha profitous kar sake main is hath mein kabhi bhi nahin ho sakta ke Ham kisi ko apna kaun manage karne ke liye de de aur woh is se hath khela aur woh sekhta Rahe hi aur ham log na Sikh sakeisliye main kabhi bhi is hath mein nahin Hun ki main apna kaun kisi ko manage karne ke liye dun main khud se marriage karunga Las Ho Gaya to kya ho gaya agar Ham last ko bardaasht nahin kar sakte to Ham kabhi bhi ake acche trader nahin Ban sakte isliye hamenkhud se Kam Karne chahie aur sikhana chahie jab tak Ham khud se Kam nahin karte tab tak Ham kabhi bhi kamyabi ki taraf nahin kar sakte isliye hamen khud se Kam karna chahie aur bahtreen are nahin karni chahie agar Ham aane ki nahin kar sakte to Ham kabhi bhi ek acche trader nahin Ban sakte isliye hamen acche trader banne ke liye ismein mehnat karni chahie aur bahut hi jyada mehnat ke sath kam karna chahie tha ki ham log ismein kamyabi answer kar sakte hain aur bahut aage Tak ja sake aur hamen kabhi bhi apna kaun dusron ko manage karne ke liye nahin Dena chahie yah ek aisa business hai jis mein jis mein sikha hua kamyab hua isliye kamyabi ke liye lazmi hai ki ham log isase sikhe aur bahut hi acchi kamai kar sake aur kamyabi ke sath Ham ismein aage badh sakein
      • #4 Collapse

        Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

        Account management ki service har broker hi PAMM accounts ki sorat me facility dety hey es key faidy be bahot hoty hey aur nuqsanat be ho sakty hey magar traders ko khud hi ye decide karna chaye key us ko account management ki service hasil karni chaye ya be self base par hi trading karna us key ley behtar hay, esy traders jo key confuse hey key un ko PAMM account ya copy trading ki sahulat hasil karni chaye ya nahi es key faidy aur nuqsanat key bary me review dena me zarori samjta hon,

        Advantages: account ko mange karny ki service hasil ki jaye to market ko analysis karny ki zarorat nahi hoti aur esy traders ko ye service bahot faida de sakti hay jes ka trading experience aur market ka jaiza leny ka experience bahot kam ho, es sahulat ki waja se traders ka time be bach jata hay aur traders ko apni investment key base par es service se profit be milta hay,

        Disadvantages: Trading account ko manage karny ki facility koi be broker free me nahi deta hay es ki fees traders ko pay karna hoti hay, jo traders account ko kesi aur traders se manage karny par depend karty hey esy traders expert traders nahi ban sakty hey jab key self base par trading ki jaye to kesi kisam ki fees be pay nahi karni pardti aur sath me trading ka experience increase ho kar esy traders expert ban sakty hey, brokers jo be service dety hey ya offer dety hey es key faidy be hoty hey aur nuqsanat be hoty hey es ka jaiza ley baghir kabi be ye sahulat hasil karny ki koshish nahi karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

          Dear account management mery khyal me thek nahi hoti Hy kyun Kay ap khud Kam kren gay to ap ko es me zada seekhny ko Mily ga aur ap maximum learning Kay sath sath practice kr paen gay lekin account management me ap aik fixed profit me phans jaty hen account ko manage kar leta hai us kay liye trading main learning bohat asaan ho jati hai. Iss main high level risk honay ki waja say traders bohat careful ho kar trading kartay hain, Aisay small account ko manage karnay kay liye traders ko chahiye kay bilkul small lot size use karen taa kay agar loss ho to thoray say thora ho aur account save rahay, Iss kay ilawa stop loss aur take profit ko laazmi use karen. Iss small account say trader "slow and steady wins the race" ki strategy par amal kartay hoye iss account ko barha saktay hain aur jitana trader ziada say ziada trading karay ga utna ziada us ka trading ka experience barhay ga jo kay kisi bhi trader kay liye long term main bohat faida day ga. humain apny trading k method ko aik bar chek kar lena chahye k hum jis trha bhi trading karengy os main hmain faida kiya hoga or hmain oss k drwabacks kiya ho skty hain jis trha ap ny hmain explain kiya hai bilkul sahi kiya hai q k hum apny account ko 100 % he risk free kar k kam krna chahty hain jis main hmain loss bhi na ho or hum apni trading ko faida mand bna skty hain,aik acha trador apni trading main tab he kamyab ho skta hai jub tak wo apni trading main risk ko kamkar skty hain tu he kamyab ho skty hain q k jub hmain loss hota hai tu hmain os ko cover karna bhi hota hai q k jub tak hum main trading karny or profit hasil karny k guts nahi hoty hum tab he hum kamyab ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
            Assalam o Allukum All Dear Members Mein aj Senior Member se ye Pochna chahta houn ke hum mein kuch member Jo Ke apna Account kisi Account manager ko de dete Hain Per week 50/50 profit share krte Hain Tu Ye profit hamare liye jaiz he ya nai he ??
            Ya Hamain Khud mehnat Kar ke self trading krni Chahye Jis se Hamain learning bhi hoti rhe Aur profit bhi milta rhe Hum mein se aksr member Jin ke pas trading ke liye time nai hota wo bhi is tarh apna account kisi manger ko de dete Hain But mere khayal mein is tarh ka profit jaiz nai he Kyun ke is hamari Koi mehnat shamil nai he Agr hum self trading krte Hain Tu us mein hamari mehnat shamil hoti he is liye mein senior member se is bare mein rehnumai chahta houj
            G dear ye tu apnye apnye nazriya hai per jhan tak mera khyal jata hai tu jo kam ap es mai khud say kartye hain mahnet aur lagan kay sath kam jartye hain wo kam ap ka kafi acha hota hai aur ap us mai life time kaliye kamyab ho jatye hain kiyu kay us kam mai ap kaliye kafi asniya hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain aur ap es mai mahnet aur lagan kay sath ap khud say kam kartye hain tu ap us mai kafi seekhtye hain jub kay kisi ka kiya gaya kam ap ko kabhi samjha nhi ata hai ap ka profit ya lose ka pta chakta rhata hai tu mai es haq mai nhi hun kay humain account manage karna chaye humain chaye kay hum es mai khud say mshnet kar kay kam karain ta kay bad mai humarye kam ki value banye aur hum nay es mai kam karna hai tu hum nay es mai kam life time kaliye karna hai aisa nhi hao kay kam kartye hain tu hum es mai kuch time kaliye kartye hain apna kam hain kay hum es mai achs kam karain mahnet aur lagan kay sath he acha kam kiya ja saktye hain tu ap es mai account manage na karain tu zayda best hai ap es mai acha kam kar saktye hain bina account management kay kiyu kay bad mai ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai khud say kam kartye hain tu ap ka kam kafi asan bhi ho jata hai aur ap kay knowldge mai bhi kafi izafa ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhian ta kay bad mai ap kaliye asaniya ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhian aur ap es mai kamyabi hasil kartye rhain tu mahnet mai kamyabi hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
              Assalam o Allukum All Dear Members Mein aj Senior Member se ye Pochna chahta houn ke hum mein kuch member Jo Ke apna Account kisi Account manager ko de dete Hain Per week 50/50 profit share krte Hain Tu Ye profit hamare liye jaiz he ya nai he ??
              Ya Hamain Khud mehnat Kar ke self trading krni Chahye Jis se Hamain learning bhi hoti rhe Aur profit bhi milta rhe Hum mein se aksr member Jin ke pas trading ke liye time nai hota wo bhi is tarh apna account kisi manger ko de dete Hain But mere khayal mein is tarh ka profit jaiz nai he Kyun ke is hamari Koi mehnat shamil nai he Agr hum self trading krte Hain Tu us mein hamari mehnat shamil hoti he is liye mein senior member se is bare mein rehnumai chahta houj
              Self trading benefits
              Assalamu Alaikum dear member agar aap Forex trading ke andar investment karna chahte hain to aap ke liye self trading best Hai Iske andar aapko Forex trading ka knowledge Hasil karna Hota Hai Jo k Jyada Mushkil Kam Nahin Hai Aap bilkul free mein Pakistan Forex forum ki website se Forex trading ka knowledge Aasani k sath hasil kar sakte hain aur YouTube ke upar bahut jyada videos upload Hain Urdu ,Hindi aur English ke andar jismein Forex trading ke Tamam tools ko explain Kiya gaya hai agar in ko aap acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karte Hain To aap bahut hi jald Forex trading ko Sikh sakte hain aur uske bad aapko demo account ke upar is knowledge ki practice karne hoti hai aur jab aap ko vahan se acche results Milte Hain aur many times aapko profit hota hai to Uske bad aap real account mein investment Karke money management ko follow karte hue Forex trading ke andar work kar sakte hain Is Tarah Hota yah hai ki aapko fees bach jati hai jo profit Hota Hai vah Sab Ka Sab aapka Apna Hota Hai Aap Ko Kisi account manager Ko profit share karne ki jarurat Nahin Hote

              Account manager
              Agar aap investment karna chahte hain uske andar to aap ko chahie ki aap apna account ,account manager ko Kabhi Bhi Na Den Kyunki account manager aapki investment ko zaya kar sakta hai vah ek big profit ke lalach mein baz dafa money management ko follow nahin karta Kyunki usne 50 percent profit aapse Lena hota hai 50% profit aapka hota hai aur 50% profit uska hota hai aur vah koshish karta hai ki vah jald se jald aapke account ko double kar de takay wo apna 50% Hasil kar ske account manager profit ke andar to Aapka hissedar hota hai partner Hota Hai Magar loss ke andar account manager aapka partner Nahin Hota is market ke andar Jo loss hota hai vah aapko hi hota hai aur vah aap ki zimmedari Hoti Hai ismein account manager Kuchh Bhi Nahin kar sakta aur aapko koi bhi rakam refund nahin karta to isliye aapke liye behtar hai ki aap self trading Karen
              • #8 Collapse

                Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                my dear friend forex trading main ap tab he kamyab hoty hain jub ap apni khud ki tradig katy hain jub ap kisi se apna account amanage krwaty hain tab ap hmaisha osi par he depended hoty hain k wo apka account manage karway or aghr wo apka account manae karwata hai tu apko osy bhi kuch commisson fee dena parhti hai jo k aik taha se patnership par apka business chal rha hota hai jub k es business main boht zaberdast earning hoti hai aghr hum es ko ake;y he manage karen jo loss r profit hota hai wo khud k he zimy main daken tu hum forex main kamyab ho skty hain or apni trading main kamyab ho skty hain forex hamra khud ka business hai jis main hum apni mahnat or lagan k sath kam karen tu hum forex main kamyab ho skty hain es liye apko chahye ap apni trading ka khud ilm hasil karen or apni trading ko khud manage karen jis se ap forex main kamyab ho skty hain or apni trading ko bhi bahter kar skty hain forex main hmain daily base par he achi earning kar skty hain laken tab kar skty hain jub hum khud apny account ko manage karty hain or apni trading ko abhter kar skty hain forex main kamyab hony k liye zarori hai k hum foex main learning or knowledge ko gain karen jitna hum forex kokhud sjh kar kaengy otna he yah hmary liye faida mand hoga or hum os main kamyab ho kar achi earning kar skaengy
                esliye kbhi bhi apny account ko manage na krwaen khud karwaen ayse apka account bi secure rahta hai jub ap apna account manage krwaty hain tu account manager k pass apka account data chla jata hai jis ki wajh se ap unsecure ho jaty hain or wo kbhi bhi forex main apka account use kar skta hai hai es liye apny apko secure kar k apni trading karen jis se ap kamayb ho skty hain or apni trading ko abhter kar sakengy
                • #9 Collapse

                  Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                  Je han account management service k jaha bhot sary faiday hain waha esk bhot sary nuksanat b hain. Ik faida to es service ko use karny ka ye hai k es ki waja sy hamy market ko anlyze ni karna parta jis sy hamara time bach jata hai. Ye service automatically market ko analyze karti hai or ham sy acha market ko judge karti hai or hamy behtareen benefits mohaya karti hai. But serf or serf es service par depend karna kafi ni hota. Hamy forex ma self trading ko prefer karna chahe. Self trading sy hamy bhot sy faiday hoty hain. Ik ye k hamy market ki knowledge hoti hai k market k current time ma position kon si hai. Secondly may b hamy start ma loss ho but ye hamari learning ko improve karny k lae bhot kar amad sabit ho skta hai. Learning ki waja sy ham apna future secure bana letyn hain or phr hamy kisi par depend ni karna parta. Ham apnh trade khud jetni achi open or close kar saktyn or apna account jetni achi tarha manage kar sakty hain etna ham kisi or tarha sy ya kio or service use kar k ni kar skaty. Apny capital ko safe rakhna hamari zarurat hoti hai kiu k hamy pata hota hai k apna account jetni mehnat k bad ham ny jama kiya hota hai so hamy eski bhot madar hoti hai. Es lae kisi b service k hatho ma apna account dey dena kio akal mandi ki bat ni hai. Es lae hamy hamesa apna account khud he manage karna chahe chahe hamy loss ho ya profit ik din mehnat sy ham har loss ko profit ma badal leyn gy bus jazba sacha hona chahe. Lagan sachi honi chahe ham har mushkil ko par kar jayn gy.
                  Last edited by ; 23-08-2020, 10:42 AM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                    dear khud learn kro aur khud senior bno aur khud tradin kro isi mein mza hai aur success hai ap khud nahi krein gy to phr is business mein succcess nahi ho sako gy ye aik business hai lekin is pr mehnt lago hoti hai is kisi k signal ya management pr trading na krein wo kb tk ap k sath rahy ga aur us k teht kaam krein gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                      mery khial me self trade best h q k iss kpo bns infradi tor pr to kr skta h lekn jo dosru bat h uss ko krny k ely hemn aik bh bra platefrom chaiy hem itny sry log chaiy jo kam ko achi trh janty hn iss ley behtr h k bss ap self trade hi kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                        Nahi bahi mai is haq mai nahi hon ka huma apna account kisi aur ko de de aur ham sirf dekhte Rahe aur woh trailer karta Rahe tarah Ham kabhi bhi trading co sikha nahin sakte Hain agar humne buying and selling co sikhana hai to hamen khud se Kam karna hoga Taki ham log usko sikar achcha profitous kar sake most important is hath mein kabhi bhi nahin ho sakta ke Ham kisi ko apna kaun manipulate karne ke liye de de aur woh is se hath khela aur woh sekhta Rahe hello aur ham log na Sikh sakeisliye main kabhi bhi is hath mein nahin Hun ki fundamental apna kaun kisi ko control karne ke liye dun important khud se marriage karunga Las Ho Gaya to kya ho gaya agar Ham closing ko bardaasht nahin kar sakte to Ham kabhi bhi ake acche dealer nahin Ban sakte isliye hamenkhud se Kam Karne chahie aur sikhana chahie jab tak Ham khud se Kam nahin karte tab tak Ham kabhi bhi kamyabi ki taraf nahin kar sakte isliye hamen khud se Kam karna chahie aur bahtreen are nahin karni chahie agar Ham aane ki nahin kar sakte to Ham kabhi bhi ek acche trader nahin Ban sakte isliye hamen acche trader banne ke liye ismein mehnat karni chahie aur bahut hello jyada mehnat ke sath kam karna chahie tha ki ham log ismein kamyabi solution kar sakte hain aur bahut aage Tak ja sake aur hamen kabhi bhi apna kaun dusron ko manage karne ke liye nahin Dena chahie yah ek aisa business hai jis mein jis mein sikha hua kamyab hua isliye kamyabi ke liye lazmi hai ki ham log isase sikhe aur bahut hello acchi kamai kar sake aur kamyabi ke sath Ham ismein aage badh sakein
                        • #13 Collapse

                          Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                          dear friend soch samajhkar trading Karim market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur soch samajh Kar Achcha entry point milane per hi trade open Karen itni mehnat ke sath trading karenge untna Achcha profit Hasil kar sakte hain isiliye daily time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat ke sath kam karenge to bahut Achcha profit hoga aur aap loss se bacha sakenge isiliye hamesha soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis karke soch samajhkar trading karenge money management ke sath aur apne account ke mutabik lot size rakhenge to aap ka account safe Rahe ka aur aap unlimited earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Account Management Service Thek he Ya Self Trading Krni Chahye??

                            Ji member jhana tak aapka question hai ki account management service theek hai ya self trading karna chahie Agar aapke pass trading ke related Achcha experience hai to aap self trading kar sakte hain otherwise aapko account management ke sath trading Karni chahie aapko chahie kya aap apne senior se hair play aur uske bad trade Karen lekin agar aap Chahte Hain ki aap aur self reading Kare to uske liye aapko chahie ki aap trading ke related Apne experience ko Jyada Se Jyada increase Karen Jitna Achcha trading kar Leti dapka experience Hoga utna hi acche se aap trading kar Payenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X