forex me rebort trading kis tarhan hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me rebort trading kis tarhan hoti hai
    forex me rebort trading kis tarhan hoti hai plz friends give me answer hum kis tarhan rebort trading karain.:confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex emin robot trading is tarah hoti hai ke ap is mein just EA attach kardete hain aur phir is mein wo automatic hi trading karta hai.
    • #3 Collapse

      Assalam o Aliekum Dear forex trading main robaot trading kerney key liey sab sey pehly is key bary man learn kerna bht hi important task hay sab sey perhly forex ko samjain or bad main ap forex trading main robot ko use kerian phr is main success haisil ker skaian hay or is sey ap ki earning b achi hogi phrm...
      • #4 Collapse

        my dear mujhe iss bare me abhi nahi pata kiun k im new in forex so mujhe itni knowledge nahi hai iss bare me ye bht hi acha business hai iss me koi shaq nahi hai but mene suna hai rebort trading theek nahi hai.
        • #5 Collapse

          yaha pay is kam me robot ko use karnay ka pata hume tab he chal sakta hai jb hum simple trading ko use karna or seekhna shuru kar detay hain hum jitna zyada yaha pay khud mehnat say work kare gay utna he zyada achi tarha say hum ko us kam k baray me expert bannay me easy ho sake ga.
          • #6 Collapse

            gee bhai forex mein robort tradineg key abary mein nhi janthi hon forex mein apna tradinge khod krna acha he aor robort lagaty howy boht risk ka khatra hota ha to trading robort say na krian
            • #7 Collapse

              salam dear iska bara ma mujha knowledge nahi ha mja iska bara ma guide karain k ay akia hoti ha r kasay kartay hain isma kia hum profit earn kar saktay hain ????
              • #8 Collapse

                dear robot trading auto trading ko kaha jata hay jes ka 1 software milta hay or app ko buy karna hota hay magar jaha tak mera khayal hay koi b robot par trust nahi karta hay.
                • #9 Collapse

                  my dear forex trading mein buht se traders robot k sath trading krte hain or buht best earning b krte hain but ap tab tak robot k sath trading na kro jb tak ap khud proper forex sekh nahi jaatey mt4 software mein expert adviser ki madad se ap robot trading kr sakte ho
                  • #10 Collapse

                    forex me robot trading ko hum automatic trading bhe khety han jis se humari trading khud he ho rahe hoti hai jis ka koi benefit nahe hoty is lye humen robot trading se bachna chaye or manual trading pe focus karna chaye
                    • #11 Collapse

                      hanji bhi jan forex trading ma robort trading is tarha hoti hy hum logo ko hum logo is par dill lga kar akm krna chaehy hum logo ko is par dill lga kar akm krna cheahy boboart trading auto trading hy
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        dear ye automatic system hai is ko koi bhi kr skta hai ye aika cha buiness hai si ko kisi time bhi kia ja skta hai ye aik real buiness hai si ko ksi timebhi ka ajs kta hai ye aik acha buiness hai is ko ksi timebhi kia ja sktga hai
                        • #13 Collapse

                          forex trading mein bhai jaan robots ko EA kehte hian aur ye khud hi trading karte hian apke liye apko bs inko laga kar chart pe chor dena hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Forex market mai trader 2 treeko say trading kr skta hai.(1) Manual,,(2) Robot,,or robot say trading krnay k liye phlay robot ko mt4 k sath attach krna hota hai or trading kr sktay hai.lakin kisi b robot say trading krnay say phlay us robot ka backtest zroor kr lena chahiye or perfomance k mutabik hi usay use krna chahiye.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex me jo hum mt4 use karte hain us me aik option uper baar me hota hai use automated trading kehte hain, or is k liye jo file use hoti hai use expert advisor kehte hain lihaza jab hum robot yani expert advisor file buy karte hain to use mt4 me attach kar k us automated bitton ko on kar dete hain or trading on ho jati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X