Greed Ko avoid Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Ko avoid Karen
    Forex mein greed ko avoid karna chahie Jo log greed se kam lete Hain vah kabhi Bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Kari aur imaandari ke sath kam Karen tab hi forex mein acchi tarah se kamyabi hasil ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed Ko avoid Karen

    forum main greed ko avoid kar k hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum sucesful tradr ban sakty hain but hamain knwoldge k mutabq hi hhum sucess ho sakty hain but hamain forum main knowldge acha ho ga tba hi hum perform kar sakty hain but hamain greed ko avoid kar k hi hum loss say bach sakty haintb hi hum perform kar sakty hain tab hi hum run karien gay
    • #3 Collapse

      Re: Greed Ko avoid Karen

      Gread se forex men loss ke siwa kuch hasil nahen hota ha keunkeh Forex sirf or sirf mustanad haqaeq men analysis or mawaqeh ke teht hee ki ja sakti ha tab hee iss se good decision ho ga jiss ka results bhi Profit able hon ge wagarna sirf lalach men kiya geya decision sirf or sirf loss hee de ga members ko chahiay forex men mustanad mawaqeh ko hee talash karren
      • #4 Collapse

        Re: Greed Ko avoid Karen

        Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar kamyabi chahtay hen tu phir greed se avoid karen kiun k forex trading men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey kiun k woh ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay jitna ho sakay lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Greed Ko avoid Karen

          Ap ki baat theak hai k forex market mai trade open krtey waqat ap lalach na krey ap market ko samjh kr aur news key mutabique trade krey tou ap market sey acha profit hasil kr sakty ho. Aur ap market mai kamyabi bhe hasil kr sakty ho.
          • #6 Collapse

            Re: Greed Ko avoid Karen

            Forex trading main aapko grade 7 karna padega agar aap Creed Jani kelaras karke trade karenge to aap kafi profit mein nahin rahenge isliye aapko chahie jab bhi aap trade karen to sabse pahle apna target set karenge daily aap itna profit and karne ke bad market se nikal jaenge dobara market mein trade open nahin karenge next trade open karne ke liye market mein agar aap aise planing karke karenge to aap forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain other than aap loss mein rahenge isliye planning karna jaruri hai
            • #7 Collapse

              Re: Greed Ko avoid Karen

              Jab Ham kisi bhi profession mein lalach karte Hain to uska result hamen zero mein Hi milta hai agar aap reading ki baat kar rahe hain to yahan per aapko lalach nahin karni chahie kyunki Jo trade aapko profit de rahi hai aur ab market ke trend ko bhi dekh rahe hain aur aapko samajh mein a rahi hai ki market ka trend ab negative ki taraf munh karega lekin aap ka profit bahut jyada hota hai aur lalach ki vajah se aap yah sochte Hain ki nahin Mera analyse bilkul theek nahin hai market positive mein jayegi nahin Ho pata jiski vajah se aapka profit loss ki taraf chala jata hai aur aapke account ke washout hone ka khatra hota hai isliye hamen lalach nahin karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Greed Ko avoid Karen

                han g bilkul theak kaha hai apny or yeah bat bhe bilkul theak kahi hai k hamen forex main kabhi bhe lalach nahi karna cheye kyun k hum jitna lalach karty hain hamen utna he nuksan hota hai ..
                hamen hamesha he bhot achi learning or quality k sath he work karna hoga tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain ..
                forex trading main jitny members bhe lalach karty hain wo kabhi bhe kamiyabi hasjil nahi karty hain na he kuch acha earn kar paty hain kyun k unka lalach he unko le dubta hai ,,
                so hamen lalach sa diur rehna hoga tabhi hum kamiyab ho sakyt hain
                • #9 Collapse

                  Re: Greed Ko avoid Karen

                  G bilkul kha kha pak forex k is platform py hum ager lalach se kam le gy to hum kbhii b is platform py zyada dair apny qdam mazboot nh nh paye gy humy chahue k hum jab trading kry marketing chat ko dekhty hvy yrade lgaye or marketing trend ko dekhy k trend high ja rha ya low ager hmari positive way me trade ja rhi or humy signals show ho rhy k hmari trade negative py ja rhi to huny chahye k lalch nh krni chahye time se apni trade ko close kr dena chahye or apni trade se profot hasil krna chahye marketing value ko dekhty hvy apni trade ko open or close kr dena chahye or apni holding power jo jo increase krna chahye isse hum me sbar ka mada hmary bech aye ga or hum profit me jaye jy
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed Ko avoid Karen

                    Assalam.o.alaikum kase han sab i hope thek hon gay g dear member hamy chahye k hum lalach na kary q ka agr lalach kary gay to hamra hi nuqsan ha laalach ka chakar ma hm jaldi jaldi kam kary gay or bar bar mistake kary gay jab mistaka kary gay to loss ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed Ko avoid Karen

                      Assalam u Alaikum dosto kesy hn ap dosto forex par kam krty huwy agr hm success hasil krna chahty hn to hmen chahye ke hm kbi bhi greedy na bnen Q ke hm janty hn greed is a curse aur jo log greedy hoty hn wo kbi bhi apni life mn success hasil nh kar sakty blky wo zindagi ki hr morr par naakam hoty hn is liye hmesha lalach sy bchna chahye taaky hmen kbi nuqsan ka samna na krna parry.
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed Ko avoid Karen

                        Lalach se kam na len mehnat ke sath kam Karen Achcha kam Karen forex Mein kamyabi Hasil karne ki koshish karen Jo members lalach karte hain vah forex per Kamyab Nahin Hote a isliye lalach se greed se avoid Karen rkr Forex per apni acchi learning ke through acchi earning Hasil kar sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed Ko avoid Karen

                          Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto greed ko avoid karin yeh baat behtar andaz maiin kahe gaie hai magar iss main hamre leye ek pegam hai keh dosto lalaxh burre bala hai main nah paroo hamissha thoore pe ektafa hamre leye baeese rehmat hai hum zeyada ke lalach main thora bhe zaie kar dete hain iss leye kahete hain greed is a curse dosto lalach main nah proo yeh hamre leye mufeed nahin hai thanks,

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X