plz try to avoid greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    greed is very dangerous for any business not only forex trading. we should must control it. if we did not avoid greed, we may face much difficulty. trader may loss their valuable investment and capital. we should follow risk management policy to sustain and gain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex main kaam kartay howay greedy na karay es main daily mind se trading karay aap k liye best ho ga aur es main mind se trading kary agar ziyada se ziyada money earn karna chatay hain
       
      • #48 Collapse

        G ap ne theek kaha hy k hum agr forex trading mein profit earn karna cahty han aur forex trading mein kaamzab trader banna cahty han tu hum ko forex trading mein greed se bach kar trading karna ho gi aur hum ko forex trading mein greed nhi karna ho ga tab hum forex trading mein profit earn kar sakty han
        • #49 Collapse

          Hmmm Bilkul Jeee BAaat Tow Aaap Ne Bohat Zabar Dast Ki hai Or Yeh baat par agar Ham amal karein tow hame Loss se dUr Rehne k Sooochna nahi paregaw b a l k khud Losss se dur hatjayeingeinnn and Small trades kareinge
          • #50 Collapse

            forex main greed ka koi kaam naheen hay is say avoid karny k koshish kanri chahye jab tak ap is main loss say bachan chahty hain to greed say door rahene or geed hi apki mistakes ki waja banti hay is mai
            • #51 Collapse

              yeh dear forex mn greed ka mtlab ha loss loss and loss es sa behtr ha ka ap apni side change na krn es ko 1 side pr e rhna chaya . agr apko issue ho to ap urgentl ani side change na krn blka es sa behtr ha ka
              • #52 Collapse

                g dear sahi kaha hai ap ne k hamy greed nahi kerna chayea q kis thran hamy loss k chances ziada hoty hain isy lyea hamy lalach ko avide kerna chayea
                • #53 Collapse

                  Yes bro yai ap ny bht achiii bat hy aur greed say tu lazmi avoid krni chai q k agr emotions par hum controle paa laingay tb hum kamyaab ho sakty hy waisay kbi b ni
                  • #54 Collapse

                    forex main kaam kartay howay greedy aur jaldbazi na karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main kosis karay day by day mind se trading karay aap ku forex main faeda he faeda ho ga thankful for question
                     
                    • #55 Collapse

                      jab aapky pas pesy hun to tbhi insan ka pta chalta hy k wo andr se kesi sifft ka malik hy . isiliye plz try to avoid greed as much as possible. because is se ALLAH pak naraaz hoty hain or sath m aapko gunnah b milta hy is se kabi b faida nh hota hmesha nuqsan hota hy .
                      • #56 Collapse

                        jee haan hamain koshish karni chaahye k ham forex trading mein bilkul bhi greed naa karen aur sabar kaa daaman rakhen aur koshish karen k thoraa thoraa balance earn karen aur baar baar karen
                        • #57 Collapse

                          forex mai lalch nhi krna chahya hai ecause hr jaga pay lalach buri wali bala hai, han agr aapko seekhnay mai lalach krna hai to wo best hai, you should be greedy to learn not to earn, earning k lie lalach isi lie buri chez hai because agr aap lalach mai aa k trade bari lga daitay ho to apko loss bi zada ho skta hai
                          • #58 Collapse

                            haan bai hamain avoid kara chaiya greed karna sa ta k amain is main zayada sa zyada faida hasil ho aaaga or yahi hamara liya beter raha ga
                            • #59 Collapse

                              Forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay forex ek bahot hi easy working place hai aur ye kay humen chaheye kay hum forex trading men greead say avoid karnay ki koshish kren
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jee han main ap ki bat se agree kerta hoon k humain forex trading main greed se avoid kerna chahie aur apni money ko ziada loss se bchana chahie kuin k forex trading main greed aik buri cheez hay jo ap ki sari money b waste ker sekti hay is lie market k trend ko dakh ker trade kerni chahie aur greed bilcul ni kerna chahie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X