trading mein khud ko control mein rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein khud ko control mein rakhen
    humein trading krty waqt khud ko kabu mein rakhna chahiye or sabar or tahamul se kaam lena chahiye tabhi hum aik achi trade kr sakty hain or aik achy trader ben salty hain is k elava hamen trading mein kabhi bhi emotional nahi hona chahiye kuen k emotional hony walon ki forex k forum par koi jagah nahi agar wo emotional ho k kaam keren gy tou unhen loss ho ga or wo kamyab nahi ho sakty or na he aik acha profit hasil kr sakty hain unehn chahiye k apny loss se seekhen or mehnat kren tab he wo aik achi trade kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein khud ko control mein rakhen

    forum main trned ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain so hamain forum main anlasye kar k hi hum acha eanr karny k kabil ho sakty hain aur forum main pracice kar k hi hum achi eanring karny k kabil ho sakty hain tab hi hum perform karny k kabil ho sakty hain tab hi hum loss say bach sakty hain tab h hum achi eanring kar skaty hain tab hi hum run karei gay
    • #3 Collapse

      Re: trading mein khud ko control mein rakhen

      forex aik amm bsuiness jasa nai hain hum is mai partt time e kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain si ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai aagr greedy ban ky kam karrty hain to hamara account band ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: trading mein khud ko control mein rakhen

        Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. trading mein khud ko control mein rakhen. Forex trading me knowledge ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. trading mein khud ko control mein rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: trading mein khud ko control mein rakhen

          Trading k doran khud ko control krna sb sy mushkil kaam hy jo hr bnda ni kr skta especially jb aap ko lmbi lmbi candles bnti nazar aati hain tb aap ko control krna mushkil ho jata hy aur trend waghera ko nazar andaz kr k aap trading krny lgty ho jo k boht he dangerous cheez hy aap k liay. Aisy time py sirf tajarbakar trader apny aap ko control main rakh pata hy.
          • #6 Collapse

            Re: trading mein khud ko control mein rakhen

            ji han Forex trading mein agar Ham acchi earning karna chahte hain to Hamen chahie ke yahan apni feeling ko control Karen aur koshish karen ke apni learning per jyada focus Karen Agar hamari koi train last abhi Hai to Hamen Sabak karna chahie mujhe Sabak Castle karna chahie acche ki ummid rakhni chahie Hamen achcha fayda ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: trading mein khud ko control mein rakhen

              Ji bilkul theek Kaha training Mein Khud Ko control Rakhna chahie money management ke sath kam karna chahie jitni Jyada Apne motion ko control Kar Ke trade Karenge Sabar ke sath rate Karenge itni acchi learning ke sath red lagakar acchi earning bhi kar sakte hain aur Kamyab bhi ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                yahan per hai trading ke dauran Hamen Apne feeling ko control karna chahie Sabar karna chahie acche trade Ka vate karna chahie money management Ka Pyar karna chahie acchi trade entry per Hamen achcha profit mil sakta hai train ko follow karke Agar Ham trade Karenge to Hamen achcha profit mil sakta hai per trading mein Hamen chahie ki apni learning per jyada focus Karen jyada practice par focus Karen hamara experience with Ho.
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                  jee han dear ap ne bilkul sahi kaha forex main hmen treding karty hue apnay ap par full confidence hona chahiye or apni mehnat par bharosa hona chahiye apnay knowlge pr aetmaad hona chahiye or khoob achi trah analysis ana chahiye agr hum isi trha trading karen gy to hum iss mian zroor profit earn kar sakty hain ye aissa kaam hai jiss man aik imotional admi kabhi bhi kamyaab nai hoga woh iss mian apny loss ki waja se or deposit kary ga or usi din usko betuki trading kar k isko recover karny ki koshish kary ga lekin woh apni isi bewakoofi ki waja se mazeed or apna loss karwat jay ga jiss waja se uski sari mony zaya ho jay gi or bad mian phir woh forex ko bura bhalaa kaehna shiroo kar daita hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                    Jab Ham trading karte Hain To hamen chahie ki Ham khud Ko control mein rakhen hamara khud mein control hona bahut important hota hai hamen khud Ko control mein rakhna chahie otherwise life nahin kabhi bhi kamyab nahin Ho sakenge ham hi chahie ki Ham trade karte waqt soch samajhkar rate Kiya Karen Jab Ham trade karte Hain To kamyabi hamara muqaddar Ban jaati Hai otherwise Ham life mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte Jo log mehnat nahin karte aise log life mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte Agar Ham kamyab hona chahte Hain To hamesha ek Ham mehnat Karen inshallah Ham bhi kamyab Ho jaenge
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                      jee han dear ap ne bilkul sahi kaha forex main hmen treding karty hue apnay ap par full confidence hona chahiye or apni mehnat par bharosa hona chahiye apnay knowlge pr aetmaad hona chahiye or khoob achi trah analysis ana chahiye agr hum isi trha trading karen gy to hum iss mian zroor profit earn kar sakty hain ye aissa kaam hai jiss man aik imotional admi kabhi bhi kamyaab nai hoga woh iss mian apny loss ki waja se or deposit kary ga or usi din usko betuki trading kar k isko recover karny ki koshish kary ga lekin woh apni isi bewakoofi ki waja se mazeed or apna loss karwat jay ga jiss waja se uski sari mony zaya ho jay gi or bad mian phir woh forex ko bura bhalaa kaehna shiroo kar daita hai iss liye jab bhi yee kaam Karen isko pehlay ap proper seekhaen demo main is pe achi trah practice kare seekhany k bad or jab apko lagy k ap iss mian ab profit earn karnay mian kamyaab ho gay hain phir he ap iss main achi earning kar sakty hian apna real account bna kar agr ap issmian bina sekkhay bina learning kiye bina demo mian practice kiy iss mian inter ho gay to ap iss main kabhi bhi kamyaab nai ho paen gy or hmesha issmian loss he karty rhe gy
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                        trading ke dauran Hamen apni feeling ko control karna chahie aur koshish karni chahie ke Ham Jin per trade karna chahte hain UN per uske friend ko acchi tarah dekh Kar per trade Karenge Hamen achcha fayda ho sakta hai Forex mein bahut log karte Hain Jo Apne karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                          Trading Business Mn control Agar Karke Ham agar agar Karenge To Hamen Yahan per acchi Si profit milega aur Forex Mein kamyabi ke sath sath Achcha knowledge Kaho na aapke important hota hai Hamen Yahan per Achcha work Kar Ke koi bhi rashke nahin Dena chahie koi bhi shuffling ke mistake nahin karna chahie isliye Hamen Yahan per interested hokar kam karna hoga Ham Achcha interested hokar kam Karenge to hamare liye kamyabi provide ho jayegi Agar Ham interested hokar Kam Nahin Karenge to hamare liye Chillar Nahin Hogi Hamen kamyabi bilkul Nahin Milegi isliye fayda bilkul Nahin mein Hamesha Patti Lagane se kam Karke Jahan per Kamyab Hogi profit Hamare liye always maintain hoga Har kam ko Hamesha discipline Se Kya Karen Achcha discipline Hamesha kamyabi kahan Sarkar Ne Mahal karta hai isliye good Corporation chahie Hamen kamyabi milati hai agar aisa Nahin Karenge to kamyabi bilkul Nahin Milegi koshish bhi nahin Karenge tu bhi nahin Hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                            salaam alaikum my dear friends trading karte waqt hamen ismein acchi se acchi post karni chahie aur apne aap ko ismein control rakhna chahie kyon kar agar Ham ismein apne jyada baat aur sath ko ismein show Karen to hamen ismein last ho sakta hai main chahie kam Jo hamen ismein sawal Diya gaya hai question hua hai ismein hi iska jawab reply de tab hi hamen achcha kam kar case mein acchi profit hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein khud ko control mein rakhen

                              threading karne ke liye mere pass hausla himmat aur sab Hona chahie yah chij hamen acche se trade karne mein fayda deti hai ya nahin ham acche se trade ko close kar sakte hain hausla rakhna

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X